рдм्рд▓ॉрдЧ рдЦोрдЬें

beabouthealth, behealthy, smoking, diet, befit, exercise, abutheight, aboutweight, baldness, pimples, fever, common cold, cough, headche, stomachche,

Kamardard Ke Nuskhe 2021 | Kamardard Ke Gharelu Upaay |

 

[DISCLAIMER:- Iss Post Mein Jitne Bhi Maine Tips Bataye Hai. Ye Jo Tips, Informations Hai Ye Maine Internet Ki Madad Se Li Hai. To Aap Kisi Doctor Ki Salah Lekar Hi Try Kijiye.]

 

kamar dard ke gharelu nuskhe,gharelu nuskhe,kamar dard ke nushkhe,kamar dard ka desi nuskha,kamar dard ka ilaj gharelu nuskhe,dard ka nuskha,urdu nuskhe,ayurvedic gharelu nuskhe in hindi,kamar dard ka nuskha,kamar dard ka ilaj
Kamar Dard Ke Gharelu Upaay

Kamardard Ke Nuskhe 2021| Hello friends, mera naam hai Pawan and welcome to back my Site. So friends, aaj ki iss post mein aapko hum ye batane wale hai ki, agar aapka kamardard  hai, to aap hamare yeh nuskhe jarur follow kijiye. To friends, Kamar mein dard kisi vajah se bhi ho sakta hai. Jaise ki, wajan (Weight) uthane se, aur (Heavy Workout) se aur jyadatar Workout se , jyada der tak baithe rahne se isse aapka kamar emin dard hota hai. Aur maine aapko kaha hai ki, baithne se bhi kuchh log (Person) office mein ghanto (Hours) baithane se uske baad lagatar khade hokar kaam karna. Isse bhi aapki kamar drad ho sakti hai.

Aur friends, sharir (Body) mein Metabolic Rasayono (chemical) ki kami kamar dard ki vajah bante hai. Aur saath hi saath aap jo kaam jyada der take k hi Avastha mein baithkar karna bade ya jisme haato ko jyada prayog (Experience) ho wo kamar dard ki vajah bante hai.

kamar dard ke gharelu nuskhe,gharelu nuskhe,kamar dard ke nushkhe,kamar dard ka desi nuskha,kamar dard ka ilaj gharelu nuskhe,dard ka nuskha,urdu nuskhe,ayurvedic gharelu nuskhe in hindi,kamar dard ka nuskha,kamar dard ka ilaj

Kamar Dard Se Bachaav Ke Tarike  to friends, kamar ko swasth (Health) aur majboot (Strong) rakhne ke disha (Direction) mein kaam kare. Sharirik mein sudhar kar aur sharirik abhyas kar kamar dard se bacha ja sakta hai. To friends, hum sabko lagta hai ki, hume kamardard kabhi na ho. Kyunki kamardard se bahuti hi dard hota hai, aur hum thik se kaam bhi nahi kar sakte. Hume aur dhyan rakhana hoga ki, lambe samay tak ek hi stithi mein adhik der tak na baithe. Aur nahi uthe. To friends, aapko kamardard se pareshaani hoti hai, to aap rojana 1 Ghanta (Hour) workout jarur kare. Aur hamesha sidhe khade rahe. Aur Healthy khaana khaiye jaise ki, Fresh vegetables, Fruits, Dry Fruits, milk etc. Aur sabse jaruri baat hai ki, aap Calcium yukt khaana khaiye.

To friends, mai aapko kuchh Gharelu Nuskhe ke baare mein bataunga jisse ki aap khud ghar pe hi iss gharelu nuskhe se aap apna Kamardard kam kar sakte hai. Aur saath hi saath aapko Kamardard kyun hota hai, Uske Lakshan (Symptoms) aur Kaaran (Reason) mai aapko bataunga.

 

*1:- Kamardard Ke Lakshan (Symptoms).

kamar dard ke gharelu nuskhe,gharelu nuskhe,kamar dard ke nushkhe,kamar dard ka desi nuskha,kamar dard ka ilaj gharelu nuskhe,dard ka nuskha,urdu nuskhe,ayurvedic gharelu nuskhe in hindi,kamar dard ka nuskha,kamar dard ka ilaj

A:- aapke Kamar pe tej har wakt rahata hai.

B:- aur jyada der tak baithe rahne se yaa khade rahne se bhi apko kamar dard ho sakta hai.

C:- kamar mein aakdan hona.

D:- Pairo mein dard hona.

E:- Achanak se kamar ke nichle hisse mein dard shuru ho jaana.                                               

To friends, yeh hote hai, Kamardard ke Lakshan (Symptoms).

 

*2:- Kamardard Ke Kaaran (Reason).

kamar dard ke gharelu nuskhe,gharelu nuskhe,kamar dard ke nushkhe,kamar dard ka desi nuskha,kamar dard ka ilaj gharelu nuskhe,dard ka nuskha,urdu nuskhe,ayurvedic gharelu nuskhe in hindi,kamar dard ka nuskha,kamar dard ka ilaj

A:- Neend mein aapki sone ki stithi ke kaaran kai baar kamar dard ki samsya (Problem) ho sakti hai.

B:- Bhaari wajan (Weight) uthaane se bhi aapko kamardard hota hai.

C:- Agar aapke Haddiya (Bone) kamjir hai to, aapko isse bhi kamar dard ho sakta hai.

 

Friends, maine aapko niche kuchh tips dedi hai, to aa piss tips ko jarur follow kijiye.

 

*1:- Methi Dana.


*2:- Haldi.


*3:- Adrak.


*4:- Maalish.


*5:- Ajwain.


*6:- Til Ka Tel (Oil).


*7:- Yogasan.


*8:- Lahsun.

 

Friend upar maine aapko jo tips dedi hai, uski jankari (Information) maine niche dedi hai. To aap iss tips ko jarur follow kijiye.

 

 

*1:- Methi Dana.

kamar dard ke gharelu nuskhe,gharelu nuskhe,kamar dard ke nushkhe,kamar dard ka desi nuskha,kamar dard ka ilaj gharelu nuskhe,dard ka nuskha,urdu nuskhe,ayurvedic gharelu nuskhe in hindi,kamar dard ka nuskha,kamar dard ka ilaj

Friends, aap ek chammach (Spoon) methi ke daane lijiya aur uske baad methi ke daane ki powder bana le. Aur uske baad ab ek glass garm ddodh (Hot Milk) mein isse milaye, aur saath hi saath ek (Teaspoon) Shahad (Honey) daale.aur uske baad aapki Kamar ka dard jaldi se thik ho jaayega.

To friends, aap iss nuskhe  jarur follow kijiye.

 

 

*2:- Haldi.

kamar dard ke gharelu nuskhe,gharelu nuskhe,kamar dard ke nushkhe,kamar dard ka desi nuskha,kamar dard ka ilaj gharelu nuskhe,dard ka nuskha,urdu nuskhe,ayurvedic gharelu nuskhe in hindi,kamar dard ka nuskha,kamar dard ka ilaj


Friends, aapke Kamar ka dard chaahe jaisa bhi ho usme haldi kaargar sabit hoti hai. Aur ek glass garm ddodh (Hot Milk) mein ek Teaspoon haldi powder milaye. Aur dheere-dheere iss doodh ko piye. Aur subah uthte hi aapka dard gaayab ho jaayega. To friends, aap iss nuske ko jarur try kijiye.

To friends, aap iss nuskhe ko bhi jarur follow kijiye.

 

 


*3:- Adrak.

kamar dard ke gharelu nuskhe,gharelu nuskhe,kamar dard ke nushkhe,kamar dard ka desi nuskha,kamar dard ka ilaj gharelu nuskhe,dard ka nuskha,urdu nuskhe,ayurvedic gharelu nuskhe in hindi,kamar dard ka nuskha,kamar dard ka ilaj
To dosto, aap ek se do inch ka Adrak ka tukda le aur use piss le. Isse ek cup garm paani (Hot Water) mein daale aur saath hi saath mein ek Teaspoon shahad milaye. Aur uske baad jinjoral naam ka compound hota hai, jisme sujan kam karne aur dard mein rahat dene ke Gun hote hai. To aa piss nuskhe ko bhi ajmaaye aur kyunki isse aapko kamardard se jaldi raahat milegi.

To friends, aap iss nuskhe ko bhi jarur follow kijiye.

 

 1. Apni Height Kaise Badhaye.


*4:- Maalish.

kamar dard ke gharelu nuskhe,gharelu nuskhe,kamar dard ke nushkhe,kamar dard ka desi nuskha,kamar dard ka ilaj gharelu nuskhe,dard ka nuskha,urdu nuskhe,ayurvedic gharelu nuskhe in hindi,kamar dard ka nuskha,kamar dard ka ilaj

To friends, aap maalish karke bhi apna Kamardard kam kar sakte hai. To aap Sarso Ka Tel (Mustured Oil) ko halka garam kar ke Kamar par maalish kare. Aur iske dauraan anghutho se ridh ki haddi par bhi halka dabav banate hue maalish kare. To friends, iss malish se aapka Kamardard jaldi se thik ho jaatega aur aapko Kamardard se aapko jaldi hi raahat mlegi. To aap iss nuskhe ko bhi try kijiye.

To friends, aap iss nuskhe ko bhi jarur follow kijiye.

 

 

*5:- Ajwain.

kamar dard ke gharelu nuskhe,gharelu nuskhe,kamar dard ke nushkhe,kamar dard ka desi nuskha,kamar dard ka ilaj gharelu nuskhe,dard ka nuskha,urdu nuskhe,ayurvedic gharelu nuskhe in hindi,kamar dard ka nuskha,kamar dard ka ilaj


Dosto, kamardard hone par thodi si ajwain ko tave (Pan) par halka garam kare aur uske baad friends, iss Ajwain ko Chabaakar khaaye.isse aapka dard thodi hi der mein gayab ho jaayega. To aap iss nuskhe ko jarur try kijiye.

To friends, aap iss nuskhe ko bhi jarur follow kijiye.

 

 

 

*6:- Til Ka Tel (Oil).

kamar dard ke gharelu nuskhe,gharelu nuskhe,kamar dard ke nushkhe,kamar dard ka desi nuskha,kamar dard ka ilaj gharelu nuskhe,dard ka nuskha,urdu nuskhe,ayurvedic gharelu nuskhe in hindi,kamar dard ka nuskha,kamar dard ka ilaj


To friends, Til ka Tel (Oil) jo hota hai eo bahut hi garam hota hai. aur jisse Maaspeshiyo ko aaram milta hai. Aur jab bhi friends, aapka Kamardard hone par iss Til ke Tel (Oil) se maalish karne se bahut hi fayda (Benifit) hota hai.

To friends, aap iss nuskhe ko bhi jarur follow kijiye.

 

 


*7:- Yogasan.

kamar dard ke gharelu nuskhe,gharelu nuskhe,kamar dard ke nushkhe,kamar dard ka desi nuskha,kamar dard ka ilaj gharelu nuskhe,dard ka nuskha,urdu nuskhe,ayurvedic gharelu nuskhe in hindi,kamar dard ka nuskha,kamar dard ka ilaj

Friends , mai aapko ek baat bata du ki, yoga yeh har bimari me faydemand (Benificial) hota hai. jab hamari kamar dard hone par iss yoga ko kare iska jo naam hai ki, Makrasana kare jisse aapko kamardard se jivanbhar ke liye chhutkara milega. To friends, aa piss nuskhe ko jarur try kijiye, aur saath hi saath iss yoga ko bhi try kijiye.

To friends, aap iss nuskhe ko bhi jarur follow kijiye.

 

 



*8:- Lahsun.

kamar dard ke gharelu nuskhe,gharelu nuskhe,kamar dard ke nushkhe,kamar dard ka desi nuskha,kamar dard ka ilaj gharelu nuskhe,dard ka nuskha,urdu nuskhe,ayurvedic gharelu nuskhe in hindi,kamar dard ka nuskha,kamar dard ka ilaj

To friends, aap Lahsun ki 8 se 10 kaliya le aur iska pest bana le. Lahsun ka pest banane ke baad aap kamar par lagaaye aur garam paani mein ek tauliya (Towel) dubaaye aur uske baad iss tauliya (Towel) ko lahsun pest lage Kamar ke Hiss eke upar rakh de . aur uske baad friends, 20-30 minute ke baad kamar ke hisse ko saaf (Clean) jarur kar le. Aur uske baad aapka kamardard jaldi se jaldi thik ho jaayega.

To friends, aap iss nuskhe ko bhi jarur follow kijiye.

 

Aur friends, mai ummid karta hu ki aapko ye post jarur pasand aayi hogi. Aur friends aapko koi bhi problem hogi to aap mujhe comment ke through jarur batana.

Thank YouЁЯСНЁЯСН

0 Comments:

рдПрдХ рдЯिрдк्рдкрдгी рднेрдЬें

Please do not enter any spam link in the comment box.