[DISCLAIMER:- Iss Post Mein Jitne Bhi Maine Tips Bataye Hai. Ye Jo Tips, Informations Hai Ye Maine Internet Ki Madad Se Li Hai. To Aap Kisi Doctor Ki Salah Lekar Hi Try Kijiye.]
*1:- Allergy Kya Hai ?
*2:- Allergy Ke Kaaran (Kaaran).
to friends, ab mai aapko yeh bataunga ki, kya hote hai, Allergy Ke Kaaran (Kaaran).
A:- Sabse pahile friends, pashuo ke baalo ki rusi.
B:- Madhumakhi yaa anya kido dwara kaatana.
C:- Kuchh khaadya padarth jinme nuts, sipdar machhali, aur anaaj bhi shaamil hai.
D:- Aur friends, kuchh dawaye, jaisi ki penisilin yaa aespirin.
E:- Kuchh tupe ke paudhe.
F:- Parag yaa fafundi etc.
G:- Dhul ke kan.
to friends, yeh hote hai, Allergy ke Kaaran (Kaaran).
*2:- Allergy Ke lakshan (Symptoms).
to friends, ab mai aapko yeh bataunga ki, kya hote hai, Allergy Ke lakshan (Symptoms).
A:- Sabse pahile friends, aapko lagataar chhink aana.
B:- Naak bahna ya rukna.
C:- Aankho se paani paani yaa khujali hona.
D:- aapke gale yaa kaan ke chhidro mein khujali.
E:- kaan ka band hona.
F:- aapke Hoth, jeebh, aankho yaa chehre par sujan.
G:- Pet mein dard hona yaa aapko bukhar aana.
H:- Matli ya ulti, dast hona.
I:- aapko sir dard hona.
J:- aapko saans lene mein pareshaani hogi.
K:- Ghargharaahat hona.
L:- aur friends, aapko khaansi hona.
to friends, yeh hote hai, Allergy ke lakshan (Symptoms).
To friends, mai ab aapko bataunga ki, aap Allergy se bachaav kaise kar sakte hai.
1:- To sabse pahile friends, ghar mein kaalin (Carpets) na bichaaye.
2: Apne ghar ko sukha aur hawadaar rakhe.
3:- Ghar ke andar kapde na sukhaaye.
4:- Agar friends, almaari mein nami ho to usme kapde naa rakhe.
5:- Aur friends, agar ghar par paka khaana khaane ki koshish kare.
6:- Aur friends, jaha tak sambhav ho khidki aur darwaaje band rakhe.
7:- Ghar aane ke baad nahaye aur kapde badale.
8:- Aur friends, bina dhaki hui skin ko dhak kar rakhe.
9:- Aap Jute pahan ke rakhe.
10:- Sukhi dhul ko hawa mein udaane se bache.
To friends, iss tarike se aap apna Allergy se bachaav kar sakte hai.
Aur friends, mai ummid karta hu ki aapko yeh post jarur pasand aayi hogi. aur friends, aapko health ke baare konse hi question ka answer maloom nahi hai, to aap mujhe comment ke through jarur batana.
Thank You👍👍
0 Comments:
एक टिप्पणी भेजें
Please do not enter any spam link in the comment box.