ब्लॉग खोजें

beabouthealth, behealthy, smoking, diet, befit, exercise, abutheight, aboutweight, baldness, pimples, fever, common cold, cough, headche, stomachche,

Badan Dard Ka Ilaaj | Badan dard ka upaay, nuskhe

 

[DISCLAIMER:- Iss Post Mein Jitne Bhi Maine Tips Bataye Hai. Ye Jo Tips, Informations Hai Ye Maine Internet Ki Madad Se Li Hai. To Aap Kisi Doctor Ki Salah Lekar Hi Try Kijiye.]

 

 

badan dard ka gharelu ilaj,badan dard ka ilaj,badan dard,badan dard ka ilaaj,badan dard ka gharelu upay,badan dard ka gharelu nuskha,badan me dard,badan dard ki dava,badan dard ke liye,badan dard ki tablet,auraton ka badan dard,badan dard baba ramdev,badan me dard ki dua,kamar dard ka ilaj
Badan Dard Ka Ilaaj

Hello friends, mera naam hai Pawan and welcome to back my Site. So friends, aaj ki iss post mein aapko hum ye batane wale hai ki, agar friends, aapka badan dard kar raha hai, to aap hamare yeh nuskhe jarur follow kijiye. So friends, kai baar aisa bhi ho jaata hai ki, jab hum Subah-Shaam tak ghar yaa office mein kaam karte hai. To aapka pura sharir thak jaata hai.to friends, aisi haalat mein aap aap sust ho jaate hai. Aur friends, iske kaaran se hamaara badan bahuti hi dard karta hai. Aur friends, hume jyaadatar painkiller nahi leni chahiye kyunki iss painkiller ki wajah se hamaara badan ki haalat bahuti hi kharaab ho sakti hai.

badan dard ka gharelu ilaj,badan dard ka ilaj,badan dard,badan dard ka ilaaj,badan dard ka gharelu upay,badan dard ka gharelu nuskha,badan me dard,badan dard ki dava,badan dard ke liye,badan dard ki tablet,auraton ka badan dard,badan dard baba ramdev,badan me dard ki dua,kamar dard ka ilaj

Aur friends, jab hamaare badan mein dard hota hai, to friends, hume kisi bhi kaam man nahi lagata hai. Aur hamaare badan mein dard kai kaarno ki wajah se hota hai. Aur lambe samay tak kaam karne ki, wajah se kaafi der khade rahne se, hota hai  aur friends, iske saath kai baar aapki sone ki aadat se bhi aapke badan mein kai ango ke hisse mein dard ho jaata hai. To friends, maine aapko shuruaat mein bataya hai ki, jab aapko koi bhi dard ho to aapko jyaada tar Painkiller nahi leni hai. To friends, aap kahoge ki fir hum kya kare ? to friends, aap bilkul mat ghabraaiye kyunki maine aapke liye Gharelu Nuskhe laaye hai, jisse ki friends, aapka badan dard jaldi se jaldi thik ho jaayega. Aur friends, mai aapko saath hi saath yeh bhi bataunga ki, kyun hota hai, aapko badan dard iska Kaaran (Reason) aur Lakshan (Symptoms) yeh bataunga. Par friends,aap yeh post continue padhiye

 

 

*1:- Badan Dard Ke Kaaran (Reason).

badan dard ka gharelu ilaj,badan dard ka ilaj,badan dard,badan dard ka ilaaj,badan dard ka gharelu upay,badan dard ka gharelu nuskha,badan me dard,badan dard ki dava,badan dard ke liye,badan dard ki tablet,auraton ka badan dard,badan dard baba ramdev,badan me dard ki dua,kamar dard ka ilaj

To friends, mai ab aapko bataunga ki, konse hote hai, Badan Dard ke Kaaran (Reason).

 

A:- Sabse pahile friends, agar aapko Maaspeshiyo mein dard hota hai,  to friends, yeh hota hai Badan Dard ka kaaran.

B:- Agar friends, aap jyaada tension lete ho to bhi aapka badan dard karta hai.

C:- Friends, aap jab thak jaate hai, tab bhi aapka badan dard karta hai.

D:- Friends, agar aapke body mein Vitamin-D ki hai, to bhi aapko badan dard ho sakta hai.

E:- Agar friends, aapke body mein aapka khoon kharaab hai, to bhi aapko Badan Dard kar sakta hai.

To friends, yeh hhote hai, Badan Dard Ke Kaaran (Reason).

 

 

 *2:- Badan Dard Ke Lakshan (Symptoms).

badan dard ka gharelu ilaj,badan dard ka ilaj,badan dard,badan dard ka ilaaj,badan dard ka gharelu upay,badan dard ka gharelu nuskha,badan me dard,badan dard ki dava,badan dard ke liye,badan dard ki tablet,auraton ka badan dard,badan dard baba ramdev,badan me dard ki dua,kamar dard ka ilaj

To friends, mai ab aapko bataunga ki, konse hote hai, Badan Dard ke, Lakshan (Symptoms).

 

A:- Sabse pahile friends, Aapke maaspeshiyo mein achaanak dard ki shuruaat hoti hai.

B:- Aur friends, dusra jo kaaran hai wo hai, hamaare Masspeshiyon mein sujan yaa lalimaa aana.

C:- Aur friends, aaram karne par dard mahsoos hota hai.

D:- Aapko Peeda yaa Kasht hona.

E:- Aapke Maaspeshiyo mein aenthan.

F:- aapko Durbalta aana.

G:- Aaram karne se bhi aapko badan dard hona aur Mahsoos hona.

To friends, yeh hhote hai, Badan Dard Ke, Lakshan (Symptoms).

 

To friends, maine aapko niche kuchh tips dedi hai, to aap iss tips ko jarur follow kar dijiye.

 

 

*1:- Seb Ka Sirka.


*2:- Ananas (Pineapple).


*3:- Adarak.


*4:- Tulsi.


*5:- Haldi.


*6:- Cherry.


*7:- Daalchini.


*8:- Sarso Ka Tel.

 

Friend upar maine aapko jo tips dedi hai, uski jankari (Information) maine niche dedi hai. To aap iss tips ko jarur follow kijiye.

 

 

*1:- Seb Ka Sirka.


To friends, agar aapko badan dard hota hai, aur friends, agar aap iss badan dard se chhutkara paana chahte hai to friends, aapke liye Seb ka Sirka bahuti hi achha aur faydemand rahega.to iske liye aap nahaate vakt gunguna paani kare, aur usme Seb ka sirka daakar use mila le. Isse friends, aapko jaldi se jaldi badan dard se aaram milega. To aap isse jarur try kijiye.

To friends, aap yeh nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

*2:- Ananas (Pineapple).


friends, ananas mein bromolen naamak ka enzyme paaya jata hai.  Jo ki friends, maaspeshiyo ke dard ko dur karne mein bahuti hi sahayak hota hai. Aur saath hi saath yeh gaathiya yaa jodo ke dard ko door karne ke liye bhi bahuti hi upyogi hoti hai. To friends, ananas khaana bhi bahuti hi achha hota hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

*3:- Adarak.


So friends, adarak yeh ek Natural darsd nivaarak hai, isliye friends, isse bimario mein upchaar ke taur par istemaal kiya jaata hai. Aur friends, kya aapko pata hai ki, Adarak dard bhagaane ki sabse kaargar dawa hai. To friends, Adarak ka ras milakar yaa adarak ka pest dard par lagaane se dard aur Tanaav se raahat milti hai. To friends, aap yeh bhi upaay try kar sakte hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

*4:- Tulsi.


To friends, Tulsi to sabke ghar ke saamne yaa angan mein rahti hai. To friends, Jab aapka badan dard kar raha ho to, aap ke liye Tulsi bahuti hi kaargar hoti hai. Aur friends, Tulsi mein Waat vikar ko mitaane ke Natural goon hote hai. Aur tulsi k eras ko sarso ke tel mein milakar dard waale sthaan par lagaane se aapko turant hi aaram milega. To friends, aap yeh bhi upaay try kar sakte hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

*5:- Haldi.


So friends, Haldi powder to sabke ghar yaa kitchen mein jarur rahti hai, aur friends, aapko to jarur pata hoga ki, haldi ko puraane samay se dard nivaarak ke roop mein jaana jata hai. To friends, ek glass doodh mein aadha chammach haldi daale aur isse 5 minute halki aanch par garam kare. Uske baad friends, ab iss doodh mein ek chammach shahad milaaye, aur isse jaldi peele.  Aur uske baad friends, aapka badan dard jaldi se jaldi thik ho jaayega.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

*6:- Cherry.


To friends, aap ek kaam kijiye ki, Cherry ka ras daudne yaa bahut adhik Workout karne ke baad badan dard mein honw wale dard ko door karne mein hone wale dard ko door karne mein bahuti hi sahayak hota hai. Aur friends, aap cherry ka khatta ras peeye. To uske baad friends, aapka badan dard jaldi se jaldi thik ho jaayega. Aur uske baad aap achha mahsoos karenge.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

*7:- Daalchini.


So friends, daalchini mein kai health ke swasth laabh bhi hote hai. Aur yeh badan dard  se turant raahat milegi. Aur friends, kya aapko pata hai ki, Daalchini mein Anti-Imflementory goon bhi hote hai. To friends, iska upyog kern eke liye 1 glass gungune paani mein 1 chhota chammach daalchini milakar pee le. Isse aapko turant aaram milega.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

*8:- Sarso Ka Tel.


To friends, aapke badan ke jiss hisse mein dard hota hai. Iss sarso ke tel se maaliosh kare. Aur uske baad friends, aapko Badan dard se jaldi hi aaram milega.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 Friends, mai ummid karta hu ki, aapko yeh post jarur pasand aayi hogi. To friends, aapko koi bhi health ke baare me sawal ho to aap mujhe comment ke through jarur batana.

Thank You👍👍

0 Comments:

एक टिप्पणी भेजें

Please do not enter any spam link in the comment box.