ब्लॉग खोजें

beabouthealth, behealthy, smoking, diet, befit, exercise, abutheight, aboutweight, baldness, pimples, fever, common cold, cough, headche, stomachche,

Pain लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Pain लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

Naso ka dard Ka Ilaaj | Naso ka dard ka upaay

 DISCLAIMER:- Iss Post Mein Jitne Bhi Maine Tips Bataye Hai. Ye Jo Tips, Informations Hai Ye Maine Internet Ki Madad Se Li Hai. To Aap Kisi Doctor Ki Salah Lekar Hi Try Kijiye.]

Hello friends, mera naam hai Pawan and welcome to back my Site. So friends, aaj ki iss post mein aapko ye batane wale hai ki, agar aapko apni body ke naso mein dard hota hai, to friends, aap hamaare yeh nuskhe ko jarur follow kijiye. To friends, hamaare sharir ke Mahatwapurn ango mein nase bhi shaamil hai. Jo hamare Rakt (Blood) sanchaarit karti hai. aur friends, sabki badi baat ki, jo hume jinda rahne ke liye sabse achha hota hai. par friends, kai baar kuchh kaarno ke chalte hamaari nase kamjor pad jaati hai. aur jiski wajah se hume kai tarah ki sharirik pareshaaniyo ka saamna karna padta hai. Inhi naso ke dard ko narv pain kaha jaata hai.

Aur friends, Aise mein dard achaanak uthata hai, aur bahut tej dard hota hai. jaise koi nukili cheej chubh rahi ho yaa jalan ho rahi ho yaa jalan ki anubhati hoti hai. aur friends, yeh naso ka dard lagaatar rah sakta hai. yaa fir ruk-ruk kar hota hai. to friends, aap bilkul mat ghabraaiye kyunki, maine aapke liye aapke naso ke dard ke liye kuchh Gharelu Nuskhe laaye hai. aur friends, mai aapko saath hi saath yeh bhi bataunga ki, naso ke dard ke kya hote hai, Kaaran (Reason) aur Lakshan (Symptoms) yeh sab mai aapko bataunga. par friends, aap dhyan mein rakhiye ki, aapko yeh post continue jarur padhni hogi.

*1:- Naso Ke Dard Ke Kaaran (Reason).

To friends, mai ab aapko Naso Ke Dard Ke Kaaran (Reason) bataunga.

A:- Sabse pahile friends, agar aapke sharir mein Vitamin ki kami hone se.

B:- Aur friends, agar aapko Cancer Ho to aapke sharir ki naso mein bahuti hi dard hota hai.

C:- Agar friends, aapko Madhumeh ho to bhi aapko Naso mein bahuti hi dard hota hai.

D:- Aur friends, agar aap Drink, yaa fir drugs lete ho to bhi aapko nase ke dard ka kaaran ban sakta hai.

to friends, maine ab aapko sab kuchh Naso Ke Dard Ke Kaaran (Reason) hai.

*2:- Naso Ke Dard Ke Lakshan (Symptoms).

To friends, mai ab aapko Naso Ke Dard Ke Lakshan (Symptoms) bataunga.

A:- Sabse pahile friends, aapko sui jaise chubhner ka ahsaas.

B:- Aur friends, bina kisi wajah dard hona.

C:- Aur friends, lambe samay se kharab yaa asamanya mahsoos hona.

D:- Aur aapko sone mein yaa aaram karne mein kathinaai hona.

to friends, maine ab aapko sab kuchh Naso Ke Dard Ke Lakshan (Symptoms).

To friends, mai aapko niche kuchh tips dene wala hu, sirf aap uss tips ko follow jarur karna.

*1:- Gai Ka doodh (Milk Of Cow).

*2:- Kismis.

*3:- Sarso Ka Tel.

*4:- Pudine Ka Tel.

*5:- Ber Ki Guthliya.

To friends, aap ek kaam kijiye ki maine aapko upar diye huye Tips ki information niche dedi hai, to aap uss tips aur information ko jarur follow kijiye.

*1:- Gai Ka doodh (Milk Of Cow).

To friends, Aapke naso ki kamjori ko door karne ke liye aap Gai ka doodh ke saath makhhan , misri bhi khaa sakte hai, jisse ki friends, aapke naso ko dard se jaldi aaram mil sake. to friends, aap yeh upaay jarur try kar sakte hai.

To friends, aap yeh nuskha try Or follow kar sakte hai.

*2:- Kismis.

So friends, aap Kismis khaane ki aadat daal le. aur friends, ye sharir mein anya laabh pahunchaane e saath hi naso ki kamjori ka bhi behtarin ilaaj hai. par friends, aap yeh upaay Sardiyo ke mausam mein hi karne ki koshish kare.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

*3:- Sarso Ka Tel.

To friends, Sarso ke tel se naso ke dard se chhutkara paaya ja sakta hai, aur friends, sarso ke tel ko garam karke isse maalish kare. aur friends, aisa karne se aapko pakka hi laabh hoga. to friends, yeh bhi upaay bahuti achha hai. aap yeh try kar sakte hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

*4:- Pudine Ka Tel.

To friends, Yadi aapke naso mein bahuti hi dard hota hai, to dard se prabhavit jagah mein pudine ke tel se maalish kare. aur isse friends, aisa karne se aapko jaldi hi aaram milega. to friends, aap yeh nuskha jarur try kar sakte hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

*5:- Ber Ki Guthliya.

So friends, aapko naso ki kamjori yaa dard ko kam karne ke liye, aap Ber ki guthliyon ko gud ke saath khaaye, jisse ki friends, aapke naso mein majbooti aayegi, aur friends, uske baad aapka sharir aur Naso mein achha aaram milega. to friends, aap yeh upaay try kar sakte hai.
To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

Friends, mai ummid karta hu ki, aapko yeh post jarur pasand aayi hogi. To friends, aapko koi bhi health ke baare me sawal ho to aap mujhe comment ke through jarur batana.

Thank You👍👍

Haath Dard ka ilaaj | haath dard ka upaay in hindi |

 [DISCLAIMER:- Iss Post Mein Jitne Bhi Maine Tips Bataye Hai. Ye Jo Tips, Informations Hai Ye Maine Internet Ki Madad Se Li Hai. To Aap Kisi Doctor Ki Salah Lekar Hi Try Kijiye.]

Hello friends, mera naam hai Pawan and welcome to back my Site. So friends, aaj ki iss post mein aapko ye batane wale hai ki, agar aapka Haath Dard karta hai, to friends, aap hamaare yeh nuskhe ko jarur follow kijiye. to friends, kya aapko pata hai ki, Haato mein dard ki samsya (Problems) jyadatar 50-70 ki umra ke logo ko gardan aur haato mein dard ki samsya ho jaati hai. par friends, ab aisa ho gaya hai ki, ab yeh haath dard ki pareshani 30-35 umra ke logo ki bhi ho jaati hai. aur friends, jab hamaara Haath Dard karta hai, tab hume kisi bhi kaam mein man nahi lagta hai.

Aur friends, Haath ke kisi bhi hisse jaise haddiyo, maaspeshiyo, tendon haddiyo ko maaspeshiyo, se jodne wale utak naso aur (Blood Circulation) mein kisi bimaari ya chot lagne ke kaaran hamaare Haath mein dard ho sakta hai. aur friends, haath mrin dard ka ilaaj Lakshano se aaram dene ke liye kiya jaata hai. to friends, agar aapka haath bahuti hi dard karta hoga to aap bilkul mat ghabraaiye kyunki, maine aapke liye bahuti hi saare Gharelu Nuskhe laaye hai. aur friends mai aapko saath hi saath yeh bhi bataunga ki Haath Dard ke Kaaran (Reason) Aur Lakshan (Symptoms) kya hote hai, yeh sab kuchh mai aapko bataunga. par friends, aapko yeh post continue padhani hogi kyunki, agar aap yehpost continue padhenge to aapko sab kuchh aasan tarike se samaj aa jayega.

*1:- Haath Dard Ke Kaaran (Reason).

To friends, ab mai aapko yeh bataunga ki kya hote hai, Haath Dard Ke Kaaran (Reason).

A:- Sabse pahile friends, sharir mein poshak tatwo ki, kami ho jaane se haath mein dard ki samsya aapko ho sakti hai.

B:- Aur friends, ek nichhit umra ke baad iss tarah ki samsyaye aam ho jaati hai.

C:- Agar friends, jo suger ke marij hote hai, usse Haath Dard ki pareshaani bahuti hi ho jaati hai.

D:- Aur friends, ek kaaran hai, agar aap mote hai, mere kahne ka matlab hai ki, motape ke kaaran bhi iss tarah ki samsya utpann ho jaatii hai. 

E:- Aur friends, Niymit roop se jim karne wale log bhi iske shikar ho jaate hai.

F:- Aur friends, jo aakhri kaaran hai, wo hai ki, kisi Special bimaari ke kaaran bhi ye ho sakta hai. 

To friends, yeh hote hai, Haath Dard Ke Kaaran (Reason).

*2:- Haath Dard Ke Lakshan (Symptoms).

To friends, ab mai aapko yeh bataunga ki kya hote hai, Haath Dard Ke Lakshan (Symptoms).

A:- Sabse pahile friends, aapke haath ka dard badhta hi jaana.

B- Baar-baar aapke haath dard hona.

C:- Aur friends, agar aapko chot lagti hai, to aapko bahuti hi jyaada dard hona.

D:- Aur friends, kalai aur ungliyo ki aakruti mein badlaav aana.

E:- Aapke haato ki kalai aur ungliyo ko hilane mein kathinaai aana.

To friends, yeh hote hai, Haath Dard Ke 

To friends, mai aapko niche kuchh tips dene wala hu, sirf aap uss tips ko follow jarur karna.

*1:- Sendha Namak.

*2:- Sarso Ke Beej.

*3:- Laung  Ka Tel (Oil).

*4:- Paani.

To friends, aap ek kaam kijiye ki maine aapko upar diye huye Tips ki information niche dedi hai, to aap uss tips aur information ko jarur follow kijiye.

*1:- Sendha Namak.

So friends, sendha namak ka upyog aksar kai dawao mein kiya jaata hai. aur friends, haath dard mein iska upyog karne ke liye ek baalti garam paani mein 2-3 chammach sendha namak milakar isse apne haath dhoye. aisa karke friends, aapko haath dard se jaldi hi chhutkaara mil jaayega. to friends, aap yeh upaay try kar sakte hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try kar sakte hai.

*2:- Sarso Ke Beej.

To friends, sarso ke beej ka upyog se aap haath dard mein kaafi raahat paa sakte hai. iske liye friends, aapko sarso ke beej ko piss kar isse garam paani mein milana hoga. Iske baad friends, iss paani se aapko apne haatho ki sikai karni chaahiye. to friends, yeh b hi ek achha upaay hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try kar sakte hai.

*3:- Laung  Ka Tel (Oil).

So friends, laung aur laung ka tel kai bimariyo ko door karne mein kaafi prabhavi saabit hota hai. aur friends, laung ke tel ka upyogb to apne daato ke dard mein kiya hi hoga. Aur friends, agar aap laung ke tel se haatho par maalish kare to aapki haath ki maaspeshiyo ko kaafi aaram milega. to frineds, agar aapke ghar par laung ka tel hai, to aap iska jarur faayada le sakte hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try kar sakte hai.

*4:- Paani.

To friends, hum hamara haath dard paani se bhi kam kar sakte hai. to friends, aap ek kaam kijiye ki, paani se bhare do bartan le. ek mein thanda paani bhare aur dusre mein Garam paani bhar le. aur uske baad ab pratek 15-20 second ke antaraal par par dono bartano se haato ki sikaai kare, aur 3-4 baar iss prayog ko karne se aapka dard kaafi kam hoga. to friends, aap yeh bhi upaay try kar sakte hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try kar sakte hai.

Aur friends, mai ummid karta hu ki, aapko yeh post jarur pasand aay hogi.

Thank You👍👍

Laal Aankh Hone Par Ilaaj | Laal Aankh Hone Par Gharelu Nuskha | Laal Aankh Hone Par Gharelu Upaay

[DISCLAIMER:- Iss Post Mein Jitne Bhi Maine Tips Bataye Hai. Ye Jo Tips, Informations Hai Ye Maine Internet Ki Madad Se Li Hai. To Aap Kisi Doctor Ki Salah Lekar Hi Try Kijiye.]

aankhon ki kharish ka ilaaj,aankhon mein dard ka ilaj,aankhon ki bemari ka ilaj,ankhon ka ilaj,laal ankhon ka ilaj,aankho ka lal hona,aankhon ki bemari ka ilaj in hinddi,ankhon ki kamzori ka ilaj,aankhon ke dard ka ilaj,ankhon ki illargy ka wazifa,aankhon mein dard ka asan ilaj,aankhon ke dard ka desi ilaj,aankho ke dard ka ilaj,ankho me dard ka asaan ilaj,aankhon,ankhon ki surkhi ka ilaj
Red Eyes

Hello friends, mera naam hai Pawan and welcome to back my Site. So friends, aaj ki iss post mein aapko hum ye batane wale hai ki, agar friends, aapki aankhe Laal yaa aapki aankho mein jalan hoti hai, to aap hamare yeh nuskhe jarur follow kijiye. Friends, Aankhe (Eyes) hamaare body ke sabse naajuk yaa Sawendnshil ango mein se ek hai, isliye in par kisi bhi cheej ka prabhaav bahuti hi jaldi padta hai. Aur friends, Aankhe (Eyes) mein koi bhi samsya hone par Aankhe (Eyes) mein dard mahsoos hota hai. Aur mahsoos bhi hone lagta hai. Aur friends, aajkal log, yaa bachhe mobile, laptop aur computer ke saamne baithkar kaam karte hai, yaa fir game khelte hai yaa fir video dekhte hai. To iss kaaran aapke Aankho (Eyes) mein Jalan yaa aapke Aankhe (Eyes) laal ho jaati hai.

aankhon ki kharish ka ilaaj,aankhon mein dard ka ilaj,aankhon ki bemari ka ilaj,ankhon ka ilaj,laal ankhon ka ilaj,aankho ka lal hona,aankhon ki bemari ka ilaj in hinddi,ankhon ki kamzori ka ilaj,aankhon ke dard ka ilaj,ankhon ki illargy ka wazifa,aankhon mein dard ka asan ilaj,aankhon ke dard ka desi ilaj,aankho ke dard ka ilaj,ankho me dard ka asaan ilaj,aankhon,ankhon ki surkhi ka ilaj

Aur friends, Aankhe (Eyes) laal hona yaa Aankho (Eyes) mein laali ke lakshan (Symptoms) aamtaur par Aankho (Eyes) mein Dard yaa Aankho (Eyes) mein khujali yaa fir Aankho (Eyes) ki sujan aur iske aapko dhoondl dikhna jaisi samsya dekhi jaati hai. To friends, ab aap bilkul mat ghabraaiye kyunki maine aapke liye kuchh Gharelu Nuskhe laaye hai jisse ki aapke Aankhe (Eyes) laal hone se Aur Aankho (Eyes) mein jalan hone se jaldi chhutkaara mil jaaye. Aur friends, mai aapko saath hi saath yeh bhi bataunga ki, aakhir kyun hote hai, aapke Aankhe (Eyes) laal aur Aankho (Eyes) mein jalan to iske mein ab aapko Kaaran (Reason) aur Lakshan (Symptoms) bataunga. Aur friends, aapse ek binti (Request) karta hu ki jisse ki aapko sab kuchh aasan tarike samaj aa sake. To aap yeh post continue jarur padhiye.

 *1:- Aankho (Eyes) Ke Kaaran (Reason).

aankhon ki kharish ka ilaaj,aankhon mein dard ka ilaj,aankhon ki bemari ka ilaj,ankhon ka ilaj,laal ankhon ka ilaj,aankho ka lal hona,aankhon ki bemari ka ilaj in hinddi,ankhon ki kamzori ka ilaj,aankhon ke dard ka ilaj,ankhon ki illargy ka wazifa,aankhon mein dard ka asan ilaj,aankhon ke dard ka desi ilaj,aankho ke dard ka ilaj,ankho me dard ka asaan ilaj,aankhon,ankhon ki surkhi ka ilaj

To friends, mai ab bataunga ki, kya hote hai, Aankho (Eyes) ke Kaaran (Reason).

A:- To sabse pahile friends, hamaare Aankho (Eyes) ke bhitari bhaag mein dard hona.

B:- Aur friends, jab Dhool-Mitti ke sampark mein aane ke kaaran se hone wala dard.

C:- Chot lagne ke kaaran hone wala dard.

D:- Contact Lens eke hone wala dard.

E:- Aur friends, Glucoma yaani ki kaala motiya ek gambheer netra Aankh (Eyes) rog hai, iske kaaran bhi aapke aankho mein dard hota hai.

To friends, yeh hote hai, Aankho (Eyes) Ke Kaaran (Reason).

*2:- Aankho (Eyes) Ke Lakshan (Symptoms).

aankhon ki kharish ka ilaaj,aankhon mein dard ka ilaj,aankhon ki bemari ka ilaj,ankhon ka ilaj,laal ankhon ka ilaj,aankho ka lal hona,aankhon ki bemari ka ilaj in hinddi,ankhon ki kamzori ka ilaj,aankhon ke dard ka ilaj,ankhon ki illargy ka wazifa,aankhon mein dard ka asan ilaj,aankhon ke dard ka desi ilaj,aankho ke dard ka ilaj,ankho me dard ka asaan ilaj,aankhon,ankhon ki surkhi ka ilaj

To friends, mai ab bataunga ki, kya hote hai, Aankho (Eyes) ke Lakshan (Symptoms).

A:- Sabse pahile friends, aapki Aankho (Eyes) mein jalan hona.

B:- Aapke Aankho (Eyes) se paani bahna aur sir mein dard hona.

C:- Jab friends, aap jyada power ka chashma pahnate hai.

D:-Aapke Aankho (Eyes) mein laali aana.

E:- Aur friends, aap kai jyaada ghanta T.V. dekhate ho to iske kaaran  bhi aapke Aankho (Eyes) mein dard yaa, jalan aur aapki Aankhe (Eyes) laal hona. Yeh bhi ek tarah ka lakshan hai. Aur friends, mai aapse ek recommendation karta hu ki, aap jyada TV mat dekhiye, aur friends, mai aapko yeh nahi keh raha kia ap bilkul bhi TV mat dekhiye, friends, mai ye kahna chahta hu ki, aap thodi-thodi TV dekhe.

To friends, yeh hote hai, aapke Aankho (Eyes) Ke Lakshan (Symptoms).

 To friends, maine aapko niche kuchh tips dedi hai, to aap iss tips ko jarur follow kar dijiye.

*1:- Aalu Ke Slice.

*2:- Gulaab Jal.

*3:- Tea-Bag.

*4:- Tulsi.

*5:- Shahad.

*6:- Ghee.

*7:- Garam Paani.

*8:- Babul.

Friend upar maine aapko jo tips dedi hai, uski jankari (Information) maine niche dedi hai. To aap iss tips ko jarur follow kijiye.

*1:- Aalu Ke Slice.

So friends, Aalu to sabke Favourite hote hai, aur friends meri to Aalu ki sabji bahuti pasand hai. To friends, aapke Aankho (Eyes) mein dard yaa jalan hone par aap aalu ka prayog aapke liye bahuti hi achha rahega. Aur friends, aap ek aalu cheelkar iski slice ko aankho mein kuchh der ke liye rakhe. Aur uske baad friends, aapko jaldi hi aaram milega. To friends, yeh upaay bahuti hi aasan hai. To friends, aap isse jarur try kar sakte hai.

To friends, aap yeh nuskha try Or follow kar sakte hai.

 *2:- Gulaab Jal.

To friends, Gulaab jal aapko kisi bhi Medical store mein aasani se milega. Aur friends,  Aankho mein 2-2 boond gulaab jal daalkar kuchh der ke liye aankho ko band rakhe. Aur uske baad friends, kuch hi der baad aapke aankho ka dard jaldi se jaldi thik ho jaayega.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

*3:- Tea-Bag.

So friends, aap ek kaam kijiye ki, istemaal kiye hue Tea-Bag ko fridge mein rakhe. Aur uske baad aankho mein dard hone par isse fridge se nikaalkar kuchh der aise hi rakhe aur fir aankho par rakhe. Aur uske baad friends, aapko jaldi se jaldi aaram milega.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

*4:- Tulsi.

To friends, agar aapke aanho mein dard hota hai to, aap seedhe-seedhe ek kaam kijiye ki, aap raat ko saaf paani mein tulsi ke patte bhigo kar rakh de. Aur uske baad friends, agali subah iss paani se aankho ko dho le. To friends, aapke liye upaay bahuti achha hai, aur saath hi saath friends yeh upaay aasan bhi bahuti hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

*5:- Shahad.

So friends, shahad mein Jiwanurodhi  goon hote hai. Aur friends, yeh ek Naturally Cleanger hai. Aur aapke aankh mein dard hone par prabhavit aankh mein shahad ki ek boond daale. Aur friends, isse aapko shuruaat mein thodi jalan hogi par isse aapko jaldi hi aaram milega.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

*6:- Ghee.

To friends, Ghee to sabke gharo mein to jarur hota hai. To friends, aap ek kaam kijiye ki, rui ke faaye ko thande paani mein bhigaaye aur shudha ghee lagaakar aankho par rakhne se aankho ke dard mein laabh milta hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

*7:- Garam Paani.

So friends, Aap ek kaam kijiye ki garam paani mein namak kholkar uske ander kapde ko bhigaakar roj 2-3 baar thodi thodi der aankho ki sikai karne se aankho ko aaram milta hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

*8:- Babul.

To friends, aap babul ki pattiyo ko pisskar tikiya banaakar raat ko sote samay aankho par bandh le. Aur uske baad friends, subah uthne par khol de. Aur isse aankho ka dard aur laali thik ho jaate hai. To friends aap yeh bhi upaay try kar sakte hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

Friends, mai ummid karta hu ki, aapko yeh post jarur pasand aayi hogi. To friends, aapko koi bhi health ke baare me sawal ho to aap mujhe comment ke through jarur batana.

Thank You👍👍

Ghutno Ke Dard Ka Ilaaj | Ghutno Ke Dard Ka Upaay | Ghutno Ke Dard Ke nuskhe

[DISCLAIMER:- Iss Post Mein Jitne Bhi Maine Tips Bataye Hai. Ye Jo Tips, Informations Hai Ye Maine Internet Ki Madad Se Li Hai. To Aap Kisi Doctor Ki Salah Lekar Hi Try Kijiye.]

ghutno ke dard ka ilaj,ghutna dard ka gharelu upay,ghutno ka dard,ghutna dard ka ilaj,ghutno ka dard ka desi ilaj,ghutno ke dard ka desi ilaj,ghutna dard,ghutno mein dard ka ilaj,ghutno ke dard ki exercise bataye,ghutno mein dard,ghutna dard ka ilaj in hindi,ghutne dard ka ilaj

Hello friends, mera naam hai Pawan and welcome to back my Site. So friends, aaj ki iss post mein aapko hum ye batane wale hai ki, agar friends aapke Ghutno mein dard hota hai, to aap hamare yeh nuskhe jarur follow kijiye. To friends, Ghutno mein dard hona ek samanya samsya (Problem) hai. Kyunki friends, jo sabhi umra (Age) ke log hote hai, uske bhi Ghutno mein dard hota jata hai. Aur friends, kai baar ghutno mein dard kisi chot lagne ke kaaran bhi hone lagta hai.

ghutno ke dard ka ilaj,ghutna dard ka gharelu upay,ghutno ka dard,ghutna dard ka ilaj,ghutno ka dard ka desi ilaj,ghutno ke dard ka desi ilaj,ghutna dard,ghutno mein dard ka ilaj,ghutno ke dard ki exercise bataye,ghutno mein dard,ghutna dard ka ilaj in hindi,ghutne dard ka ilaj
Ghutno Ke Dard Ka Ilaaj

Aur friends, hamaare Ghutno mein halke dard ke jyadatar prakar swa dekhbaal aur anya saamanya se thik ho jaate hai. Aur friends, hamaare sharir ke jodo mein sujan create hone par gaathiya hota hai. Aur friends, sharir ke aise jod aise sthal hote hai jahan friends, do yaa do se adhik haddiya ek dusre se milti hai. Aur friends, sujan aur aenthan utpann hoti hai aur friends, yehi Ghutno mein Dard ka kaaran ban jaata hai. To friends, aap bilkul mat ghabraaiye kyunki friends, maine aa[ke liye gharelu nuskhe laaye hai, jisse ki friends, aapke Ghutne jaldi se jaldi thik ho jaayenge. Aur friends mai aapko saath hi saath yeh bhi bataunga ki, ghutno ke konse kaaran (Reason) aur Lakshan (Symptoms) hote hai, yeh mai aapko bataunga. Par friends aapko yeh post continue padhani hogi.

*1:- Ghutno ke Kaaran (Reason).

ghutno ke dard ka ilaj,ghutna dard ka gharelu upay,ghutno ka dard,ghutna dard ka ilaj,ghutno ka dard ka desi ilaj,ghutno ke dard ka desi ilaj,ghutna dard,ghutno mein dard ka ilaj,ghutno ke dard ki exercise bataye,ghutno mein dard,ghutna dard ka ilaj in hindi,ghutne dard ka ilaj

To friends, ab mai aapko yeh bataunga ki konse hote hai, kaaran (reasons).

A:- Sabse pahile friends, jodo ka dard.

B:- Ghutne ki chot.

C:- Ghutno ko jhatka lagna.

D:- Aur friends, aapko mocha ana.

E:- Ghisa hua cartilage.

F:- Ghisa hua ligment.

To friends, yeh hote hai, kuch ghutno ke Kaaran (Reason).

*2:- Ghutno ke Lakshan (Symptoms).

ghutno ke dard ka ilaj,ghutna dard ka gharelu upay,ghutno ka dard,ghutna dard ka ilaj,ghutno ka dard ka desi ilaj,ghutno ke dard ka desi ilaj,ghutna dard,ghutno mein dard ka ilaj,ghutno ke dard ki exercise bataye,ghutno mein dard,ghutna dard ka ilaj in hindi,ghutne dard ka ilaj

To friends, ab mai aapko yeh bataunga ki konse hote hai, Lakshan (Symptoms).

A:- Sabse pahile friends, chalte samay jodo ka lock hona .

B:- Aapka ghutna marod jaana.

C:- Ghutno aur jodo mein dard hona.

D:- Hamaare sharir mein akdan.

E:- chalne khade, hilne-dulne se .

F:- Aur friends, yaha tak ki, aaram karte samay bhi.

To friends, yeh hote hai, kuch ghutno ke Lakshan (Symptoms).

To friends, maine aapko niche kuchh tips dedi hai, to aap iss tips ko jarur follow kar dijiye.

*1:- Haldi.

*2:- Haldi Ka Doodh.

*3:- Vitamin D

*4:- Hing.

*5:- Adarak.

*6:- Sarso Ka Tel.

*7:- Laung.

*8:- Ashwagandha.

Friend upar maine aapko jo tips dedi hai, uski jankari (Information) maine niche dedi hai. To aap iss tips ko jarur follow kijiye.

*1:- Haldi.

So friends, hume pata hai ki, Haldi kiyni Gunkaari hoti hai, aur isse koi jakham yaa bukhaar jaldi se jaldi thik ho jaata hai. To friends, aap ek kaam kijiye ki, Haldi aur Chuna dard ko door karne mein bahuti hi laabhdaayak hai. Aur friends, Haldi aur Chuna ko milakar sarso ke tel mein thodi der tak garam kare. Aur uske baad uss lep ko ghutne mein lagakr rakhane se aapka dard kam ho sakta hai. To friends, aap yeh upaay try kar sakte hai.

To friends, aap yeh  nuskha try Or follow kar sakte hai.

*2:- Haldi Ka Doodh.

To friends, aap ek kaam kijiye ki, ek glass doodh mein ek chammach haldi ke powder ko milakar subah-shaam kam se kam do baar peene se laabh milta hai. To friends, yeh bhi upaay aapke liye bahuti hi achha rahega.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

*3:- Vitamin D

Friends, hume kuchh natural upchhar karne se aapko bahuti hi laabh ho jaayega. Aur friends, Vitamin-D ka sabse achha strot suraj se utpann hone wali dhoop hai.jisse ki friends, aapko Natural Vitamin-D milti hai. Jo ki friends, hamaare haddi ke liye bahuti hi laabhdaayak hai. To friends, jab suraj niklta hai tab aapko uss dhoop ke saath rahiye. Aur friends, iske liye hume paise dene ki bhi jarurat nahi hai. To friends, aap roj-roj yehi kaam kijiye.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

*4:- Hing.

To friends, hing hamarae kitchen mein jarur hogi ti friends, aur friends, kya aapko pata hai ki, Hing Pet dard ke liye bahuti hi achhi hai. Aur friends, hing se pet fulane ki samsya (Problem) mein bhi iska sevan laabhkaari hai. To friends, aap hing ka upyog bhi kar sakte hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

*5:- Adarak.

So friends, Adarak to sabke gharo mein jarur hoti hai, aur friends, garam prakruti hone ke kaaran yeh sardi janit dard mein faydemand  hai. Aur friends, sardi-khaansi ke kaaran dard yaa fir saans sambandhi takleef, jodo ke dard, ainthan aur sujan ein adrak bahuti hi laabhkaari hoti hai. To friends, aap iss adarak ka jarur chay mein jarur sevan kariye.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

*6:- Sarso Ka Tel.

To friends, sarso ka tel sharirik dard, ghutno ke dard, aur sardi janit dard mein bahuti hi laabhkaari hoti hai. Aur friends, sirf iski maalish karne se dard mein aaram hota hai aur friends, skin mein garmaahat ho rahi hai. To friends, aap yeh bhi upyog kar sakte hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

*7:- Laung.

So friends,  aap ek kaam kijiye ki daat and masudo ke dard , sujan aadi mein laung kaafi laabhkaari hai. Aur friends, aap ek kaam kijiye ki, dard wali jagah par bhi laung ka powder yaa laung ke tel mein bheega rui ka foharakhna behad asarkaarak hota hai. To friend, aap lung ka upyog jarur kijiye.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 *8:- Ashwagandha.

To friends, aapko ek kaam karna padega, so friends, iske liye 40gm nagauri ashwagandha powder , 20 gram sonth churn tatha 40 gm ki matra mein khaand powder le. Aur friends, teeno ki achhi tarah se mila le. Aur uske baad ghutno mein dard mein iss churn ko 3-3 gram matra mein subah shaam garam doodh ke saath lene se aapke jodo ghutno ke dard mein aur sujan mein bahut achha aaram milta hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

Friends, mai ummid karta hu ki, aapko yeh post jarur pasand aayi hogi. To friends, aapko koi bhi health ke baare me sawal ho to aap mujhe comment ke through jarur batana.

Thank You👍👍

Badan Dard Ka Ilaaj | Badan dard ka upaay, nuskhe

[DISCLAIMER:- Iss Post Mein Jitne Bhi Maine Tips Bataye Hai. Ye Jo Tips, Informations Hai Ye Maine Internet Ki Madad Se Li Hai. To Aap Kisi Doctor Ki Salah Lekar Hi Try Kijiye.]

badan dard ka gharelu ilaj,badan dard ka ilaj,badan dard,badan dard ka ilaaj,badan dard ka gharelu upay,badan dard ka gharelu nuskha,badan me dard,badan dard ki dava,badan dard ke liye,badan dard ki tablet,auraton ka badan dard,badan dard baba ramdev,badan me dard ki dua,kamar dard ka ilaj
Badan Dard Ka Ilaaj

Hello friends, mera naam hai Pawan and welcome to back my Site. So friends, aaj ki iss post mein aapko hum ye batane wale hai ki, agar friends, aapka badan dard kar raha hai, to aap hamare yeh nuskhe jarur follow kijiye. So friends, kai baar aisa bhi ho jaata hai ki, jab hum Subah-Shaam tak ghar yaa office mein kaam karte hai. To aapka pura sharir thak jaata hai.to friends, aisi haalat mein aap aap sust ho jaate hai. Aur friends, iske kaaran se hamaara badan bahuti hi dard karta hai. Aur friends, hume jyaadatar painkiller nahi leni chahiye kyunki iss painkiller ki wajah se hamaara badan ki haalat bahuti hi kharaab ho sakti hai.

badan dard ka gharelu ilaj,badan dard ka ilaj,badan dard,badan dard ka ilaaj,badan dard ka gharelu upay,badan dard ka gharelu nuskha,badan me dard,badan dard ki dava,badan dard ke liye,badan dard ki tablet,auraton ka badan dard,badan dard baba ramdev,badan me dard ki dua,kamar dard ka ilaj

Aur friends, jab hamaare badan mein dard hota hai, to friends, hume kisi bhi kaam man nahi lagata hai. Aur hamaare badan mein dard kai kaarno ki wajah se hota hai. Aur lambe samay tak kaam karne ki, wajah se kaafi der khade rahne se, hota hai  aur friends, iske saath kai baar aapki sone ki aadat se bhi aapke badan mein kai ango ke hisse mein dard ho jaata hai. To friends, maine aapko shuruaat mein bataya hai ki, jab aapko koi bhi dard ho to aapko jyaada tar Painkiller nahi leni hai. To friends, aap kahoge ki fir hum kya kare ? to friends, aap bilkul mat ghabraaiye kyunki maine aapke liye Gharelu Nuskhe laaye hai, jisse ki friends, aapka badan dard jaldi se jaldi thik ho jaayega. Aur friends, mai aapko saath hi saath yeh bhi bataunga ki, kyun hota hai, aapko badan dard iska Kaaran (Reason) aur Lakshan (Symptoms) yeh bataunga. Par friends,aap yeh post continue padhiye

*1:- Badan Dard Ke Kaaran (Reason).

badan dard ka gharelu ilaj,badan dard ka ilaj,badan dard,badan dard ka ilaaj,badan dard ka gharelu upay,badan dard ka gharelu nuskha,badan me dard,badan dard ki dava,badan dard ke liye,badan dard ki tablet,auraton ka badan dard,badan dard baba ramdev,badan me dard ki dua,kamar dard ka ilaj

To friends, mai ab aapko bataunga ki, konse hote hai, Badan Dard ke Kaaran (Reason).

A:- Sabse pahile friends, agar aapko Maaspeshiyo mein dard hota hai,  to friends, yeh hota hai Badan Dard ka kaaran.

B:- Agar friends, aap jyaada tension lete ho to bhi aapka badan dard karta hai.

C:- Friends, aap jab thak jaate hai, tab bhi aapka badan dard karta hai.

D:- Friends, agar aapke body mein Vitamin-D ki hai, to bhi aapko badan dard ho sakta hai.

E:- Agar friends, aapke body mein aapka khoon kharaab hai, to bhi aapko Badan Dard kar sakta hai.

To friends, yeh hhote hai, Badan Dard Ke Kaaran (Reason).

 *2:- Badan Dard Ke Lakshan (Symptoms).

badan dard ka gharelu ilaj,badan dard ka ilaj,badan dard,badan dard ka ilaaj,badan dard ka gharelu upay,badan dard ka gharelu nuskha,badan me dard,badan dard ki dava,badan dard ke liye,badan dard ki tablet,auraton ka badan dard,badan dard baba ramdev,badan me dard ki dua,kamar dard ka ilaj

To friends, mai ab aapko bataunga ki, konse hote hai, Badan Dard ke, Lakshan (Symptoms).

A:- Sabse pahile friends, Aapke maaspeshiyo mein achaanak dard ki shuruaat hoti hai.

B:- Aur friends, dusra jo kaaran hai wo hai, hamaare Masspeshiyon mein sujan yaa lalimaa aana.

C:- Aur friends, aaram karne par dard mahsoos hota hai.

D:- Aapko Peeda yaa Kasht hona.

E:- Aapke Maaspeshiyo mein aenthan.

F:- aapko Durbalta aana.

G:- Aaram karne se bhi aapko badan dard hona aur Mahsoos hona.

To friends, yeh hhote hai, Badan Dard Ke, Lakshan (Symptoms).

To friends, maine aapko niche kuchh tips dedi hai, to aap iss tips ko jarur follow kar dijiye.

*1:- Seb Ka Sirka.

*2:- Ananas (Pineapple).

*3:- Adarak.

*4:- Tulsi.

*5:- Haldi.

*6:- Cherry.

*7:- Daalchini.

*8:- Sarso Ka Tel.

Friend upar maine aapko jo tips dedi hai, uski jankari (Information) maine niche dedi hai. To aap iss tips ko jarur follow kijiye.

*1:- Seb Ka Sirka.

To friends, agar aapko badan dard hota hai, aur friends, agar aap iss badan dard se chhutkara paana chahte hai to friends, aapke liye Seb ka Sirka bahuti hi achha aur faydemand rahega.to iske liye aap nahaate vakt gunguna paani kare, aur usme Seb ka sirka daakar use mila le. Isse friends, aapko jaldi se jaldi badan dard se aaram milega. To aap isse jarur try kijiye.

To friends, aap yeh nuskha try Or follow kar sakte hai.

*2:- Ananas (Pineapple).

friends, ananas mein bromolen naamak ka enzyme paaya jata hai.  Jo ki friends, maaspeshiyo ke dard ko dur karne mein bahuti hi sahayak hota hai. Aur saath hi saath yeh gaathiya yaa jodo ke dard ko door karne ke liye bhi bahuti hi upyogi hoti hai. To friends, ananas khaana bhi bahuti hi achha hota hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

*3:- Adarak.

So friends, adarak yeh ek Natural darsd nivaarak hai, isliye friends, isse bimario mein upchaar ke taur par istemaal kiya jaata hai. Aur friends, kya aapko pata hai ki, Adarak dard bhagaane ki sabse kaargar dawa hai. To friends, Adarak ka ras milakar yaa adarak ka pest dard par lagaane se dard aur Tanaav se raahat milti hai. To friends, aap yeh bhi upaay try kar sakte hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

*4:- Tulsi.

To friends, Tulsi to sabke ghar ke saamne yaa angan mein rahti hai. To friends, Jab aapka badan dard kar raha ho to, aap ke liye Tulsi bahuti hi kaargar hoti hai. Aur friends, Tulsi mein Waat vikar ko mitaane ke Natural goon hote hai. Aur tulsi k eras ko sarso ke tel mein milakar dard waale sthaan par lagaane se aapko turant hi aaram milega. To friends, aap yeh bhi upaay try kar sakte hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

*5:- Haldi.

So friends, Haldi powder to sabke ghar yaa kitchen mein jarur rahti hai, aur friends, aapko to jarur pata hoga ki, haldi ko puraane samay se dard nivaarak ke roop mein jaana jata hai. To friends, ek glass doodh mein aadha chammach haldi daale aur isse 5 minute halki aanch par garam kare. Uske baad friends, ab iss doodh mein ek chammach shahad milaaye, aur isse jaldi peele.  Aur uske baad friends, aapka badan dard jaldi se jaldi thik ho jaayega.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

*6:- Cherry.

To friends, aap ek kaam kijiye ki, Cherry ka ras daudne yaa bahut adhik Workout karne ke baad badan dard mein honw wale dard ko door karne mein hone wale dard ko door karne mein bahuti hi sahayak hota hai. Aur friends, aap cherry ka khatta ras peeye. To uske baad friends, aapka badan dard jaldi se jaldi thik ho jaayega. Aur uske baad aap achha mahsoos karenge.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

*7:- Daalchini.

So friends, daalchini mein kai health ke swasth laabh bhi hote hai. Aur yeh badan dard  se turant raahat milegi. Aur friends, kya aapko pata hai ki, Daalchini mein Anti-Imflementory goon bhi hote hai. To friends, iska upyog kern eke liye 1 glass gungune paani mein 1 chhota chammach daalchini milakar pee le. Isse aapko turant aaram milega.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

*8:- Sarso Ka Tel.

To friends, aapke badan ke jiss hisse mein dard hota hai. Iss sarso ke tel se maaliosh kare. Aur uske baad friends, aapko Badan dard se jaldi hi aaram milega.