[DISCLAIMER:- Iss Post Mein Jitne Bhi Maine Tips Bataye Hai.
Ye Jo Tips, Informations Hai Ye Maine Internet Ki Madad Se Li Hai. To Aap Kisi
Doctor Ki Salah Lekar Hi Try Kijiye.]
Pimpes Ke Gharelu Nuskhe |
Hello friends, mera naam hai Pawan and welcome to back my
Site. So friends, aaj ki iss post mein aapko hum ye batane wale hai ki, agar
aapke Maathe yaa Chehre (Face) par Pimples aate
hai, to aap hamare yeh nuskhe jarur follow kijiye. Aur friends, kya
Pimples ki wajah se aapki Khoobsurti Chin li hai. To aap bilkul mat ghabraaye
kyunki iss Pimples ka solution mere paas hai. Aur friends, Pimple aisi ek
samsya (Problem) hai, jisse na sirf hamari skin balki hamara Chehra (Face) aur
look bhighad jaata hai. Aur hamara Chehra (Face) bahuti hi alag ka dikhta hai.
Aur friends, hume kisi Function yaa kisi Ceremoney mein jana ho tab to isse chipaane ke liye na jaane hume Chehra (Face) Thik karne ke liye kitna foundation lagaana padta hai, aur Makeup karna padta hai.Aur Pimples aam rogo mein sabse jyada pareshaan karne wali bimari hai. Kyunki friends, iss Pimples ka asar aapki sundarta (Beauty) par padta hai. Aur friends, aapko pata hoga ki, Pimples ka hona Sadhaaran, aam baat hai. kyunki 17-21 (Years) mein Pimples ka hona aur hamare Chehra (Face) ka jo Harmones jaise jaise Badhte hai aur Ghatte hai, jiski wajah se Chehra (Face) Mein oil ka Straav jyada hone lagta hai. par friends, aap bilkul mat ghabraaiye kyunki huma aapke liyespecial Gharelu Nuskhe laaye hai, jisse aapke Pimples jaldi se jaldi Gaayab ho jaaye. Aur friends mai aapko saath hi saath yeh bhi bataunga ki, Pimples kyun hote hai, iske mai aapko Kuchh kaaran (Reason), aur Lakshan (Symptoms) jo hai, yeh aapko bataunga.
*1:-Pimples Ke Kaaran (Reasons).
B:- Aanuvanshik (Heredity), agar friends aapke parivaar (Family)
mein mata ya pita mein kisi ko Pimples aate ho to aapko bhi Pimples (12-18)
umra (Years) ke beech mein aan shuru hota hai.
C:- Bacteria, friends agar aapke Chehre (Face) par Pimples
ka hona (Bacteria) bhi ek mukhya kaaran hai. kyunki friends, Pimples (Bacteria)
ki wajah se hota hai, aur jiski wajah se hamare Chehra (Face) par lal rang ke
daane nikalne lagte hai.
D:- Maansik Tanaav (Tension), haan friends, bilkul sahi hai ki,
jo Pimples hote hai, wo Maansik Tanaav (Tension) se aate hai. aur friends,
hamare Chehre (Face) par Pimples hone ka ek kaaran aur maansik tanaav (Tension)
bhi hai, kyunki jyada tanaav (Tension) ki wajah se sharir mein maujud rahne wale Harmones
Asantulit hone ke kaaran Stress Harmones ka straav jyada hone lagta hai
*2:- Pimples Ke Lakshan (Symptoms).
Waise aapko ek baat bata du ki, Pimples nikalana hi uska mul
lakshan (Symptoms) hota hai, aur friends iske alawa bhi bahuyi hi Lakshan (Symptoms)
hote hai. to aap jaari rakhe.
A:- Aapke Chehre (Face) par Rom Chhidra ka band hona.
B:- Aur uske baad chhoti-chhoti laal rang ki gaathe aana.
C:-Aur uske baad aapke Chehre (Face) ke Gaatho mein Pus
ka bharna.
D:- Aur uske baad friends, badi-badi laal rang ki puti aana.
Vitamin ‘C’ Aur Vitamin ‘D’ yukt Fruits Aur Vegitables khaaye.
Hari Sabjiya Ka Sevan.
Chehre Se Daag-Dhabbe Kaise Hataaye.
Aur Friends, aapko main niche kuchh tips batai hai, uss tips
ko jarur follow karna.
*1:- Daalchini.
*2:- Til.
*3:- Haldi (Turmuric).
*4:- Lahsun (Garlic).
*5:- Toothpest.
Friend upar maine aapko jo tips dedi hai, uski jankari
(Information) maine niche dedi hai. To aap iss tips ko jarur follow kijiye.
*1:- Daalchini.
Friends, Pimples ka Gharelu illaj hai Daalchini aur Daalchini se Pimples ke liye Gharelu Nuskha bahuti (Benificial) hai. kyunki, Daalchini ka Powder aadha chhota chammach (Spoon) ya Shahad (Honey) ke saath pest bana le. Phir uske baad friends, aap iss pest ko jaha Pimples hai, waha aap raat bhar lagaakar so (Sleep) jaaye. Aur subah uthane ke baad aap taaje paani se Chehre (Face) ko Dhoola de. Aur uske baad friends, aapke Chehre (Face) ke Pimples Gaayab ho jaayenge. To aap yeh bhi nuskha try kar sakte ho.
To friends, aap yeh nuskha try Or follow kar sakte ho.
*2:- Til.
To doston, aap ek kaam kijiye ki, Kaale Til 1 chhota chammach, nimbu ke Ras ko Saath Piskar pest banaakar pure Chehre (Face) par yaa jaha Pimples hai, wahan par aap ye pest lagaa sakte hai. aur isse aapko bahut jyada fayda (Benifit) hota hai. so friends, aap yeh Gharelu Nuskha jarur try kijiye.
To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte ho.
*3:- Haldi (Turmuric).
So friends, aap sab ko pata hai ki, haldi ye bahuti hi achhi Ayurvedic Dawai hai. aur frinds Haldi ka istemaal (Use) karna aur Pimples ko door karne ka kafi Prachalit Gharelu Nuskha hai. to friends, haldi ½ yaa ¼ chammach (Spoon) Ek Chhota Chammach Chandan Powder ke saath milakar Gulaab Jal yaa saadhe Paani se mein daalkar ya gholkar ek gadha pest banaakar Chehre (Face) mein mask roop mein aadha Ghante (Hour) mein tak lagaakar saadhe paani se dho le. Aur uske baad friends, aapke Pimples gaayab ho jaayenge.
To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte ho.
*4:- Lahsun (Garlic).
Friends, Lahsun ki 3-4 kaliyaan le aur unhe piss le. Aur uske baad isse paani ke saath mix karke pest baanaye, aur jaha aapke pimples hai wahan par yeh pest lagaa dijiye. Aur uske baad aapko karib-karib 10 Minuts ke baad aapka Chehra (Face) dhole.aur friends ,agar aapko yeh pest lagaate hi Jalan, Khujali ki feel ho rahi ho to aap apna Chehra saaf Clean kare.
To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte ho.
*5:- Toothpest.
Friends, aap kahenge ki, Toothpest se kaise Pimples gayab ho jaayenge. To dosto, aap ek Cotton Swaib par thoda WhiteToothpest le, aur uske baad aap apne Pimples par lagaaye. Par friends pest lagaate samay jyada dabaav na daale. Aur friends, isse Raatbhar Pimple par lagakar chhod de. Aur uske baad aa piss pest ka asar dekhiye.
To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte ho.
Friends, mai ummid karta hu ki, aapko yeh post jarur pasand
aayi hogi. To friends, aapko koi bhi health ke baare me sawal ho to aap mujhe
comment ke through jarur batana.
Thank you 🙏🙏
0 Comments:
एक टिप्पणी भेजें
Please do not enter any spam link in the comment box.