[DISCLAIMER:- Iss Post Mein Jitne Bhi Maine Tips Bataye Hai. Ye Jo Tips, Informations Hai Ye Maine Internet Ki Madad Se Li Hai. To Aap Kisi Doctor Ki Salah Lekar Hi Try Kijiye.]
Hello friends, mera naam hai Pawan and welcome to back my Site. So friends, aaj ki iss post mein aapko ye batane wala hu ki, Tarbooj (Watermelon) ke kya Faayde aur nuksaan hote hai. to friends, aap hamaare yeh nuskhe ko jarur follow kijiye. So friends, kya aapko pata hai ki, jis Tarbooj (Watermelon) ko meetha fal samjkar aap lkharidkar laaye hai, to friends, hakikat mein wo goono ki khaan hai. Aur friends,baajar mein inn dino mein Tarbooj (Watermelon) ke dher lage hue hai. Aur friends, aap bhi uske laal rang ko dekhkar uske meethe hone ka andaaja laga deti hai. aur kharid leti hongi. par friends, kya aap jaante hai.
Aur friends, Tarbooj (Watermelon) ek aisa fal hai, jisse log garmiyo mein khaana bahuti hi pasand karte hai. aur friends, Aur friends, aap yeh bhi jaante honge ki, Tarbooj (Watermelon) se humko kai tarah ki, pareshaaniyo se door rakhne mein madad karta hai. Par jyaada Tarbooj (Watermelon) khaane se hamaare sharir ko nuksaan bhi ho sakta hai. aur friends, aap ab soch rahe honge ki, kaise maaloom hoga ki, aakhir kis matra mein iska sevan karna thik hai. to aapko iska sevan karna thik hai to aapko bata de ek din mein 400-500 gram Tarbooj (Watermelon) ka sevan karna thik rahta hai. Aur friends, ab mai aapko yeh bataunga ki , Tarbooj (Watermelon) ke kya-kya Nuksaan (Disadvantage) aur Faayde (Benifits) kya hote hai yeh bataunga. aur saath hi saath mai aapko Tarbooj (Watermelon) ke baare mein puri jaankaari doonga.
*1:- Tarbooj (Watermelon) khaane ke Faayde (Benifits).
A:- Sabse pahile friends, kya aapko pata hai ki, Tarbooj (Watermelon) mein licopine paya jaata hai, jo ki friends, hamaare skin ke chamak ko barkaraar rakhta hai.
B:- Tarbooj (Watermelon) se Vitamin aur prachur matra hone ke kaaran yeh sharir ke imune system ko bhi achha rakhta hai.
C:- Tarbooj (Watermelon) khaane se dimaakh shaant rahta hai, aur friends, hume gussa kam aata hai. assal mein Tarbooj (Watermelon) ki taasir thandi hoti hai. isliye ye dimaakh ko shaant rakhta hai.
D:- Aur friends, Tarbooj (Watermelon) khaane se hamaare Cholesttrol ke level ko control karti hai.
To friends, yeh hote hai, Tarbooj (Watermelon) khaane ke Faayde (Benifits).
*2:- Tarbooj (Watermelon) khaane ke Nuksaan (Disadvantage).
A:- Sabse pahile Friends, bahut jyaada matra mein tarbooj khaane se purusho mein Napunsakta aur stanbhan dosh jaise side effect ho sakte hai.
B:- Friends, jo log adhik matra mein Tarbooj (Watermelon) ka sevan karte ho to, unko naso, maaspeshoyo, aur gurde aadi ki samsya ho sakti hai.
C:- Aur friends, Tarbooj (Watermelon) mein potassium ki adhik matra hoti hai. isliye iski atyadhik khapat Heart ki samsyao ko janam de.
D:- Aur friends, Tarbooj (Watermelon) khaane se Garbhavastha ke dauran tarbooj ki badi matra mein sevan rakt mein sharkra ke star ko badha deta hai.
To friends, yeh hote hai, Tarbooj (Watermelon) khaane ke Nuksaan (Disadvantage).
*3:- Tarbooj khaane ka sahi tarika.
*4:- Tarbooj (Watermelon) khaane ka sahi samay.
*5:- Ulti ko rokne ke liye khaaye Tarbooj (Watermelon).
*6:- Tarbooj (Watermelon) khaane se aap kar sakte ho Bukhar ka ilaaj.
*7:- Tarbooj (Watermelon) aankho ke jalan mein laabhdaayak.
Friends, mai ummid karta hu ki, aapko yeh post jarur pasand aayi hogi. To friends, aapko koi bhi health ke baare me sawal ho to aap mujhe comment ke through jarur batana.
Thank You👍👍
0 Comments:
एक टिप्पणी भेजें
Please do not enter any spam link in the comment box.