рдм्рд▓ॉрдЧ рдЦोрдЬें

beabouthealth, behealthy, smoking, diet, befit, exercise, abutheight, aboutweight, baldness, pimples, fever, common cold, cough, headche, stomachche,

Naak Ke Allergy Ka Ilaaj | Naak Ke Allergy Ka Upaay | Naak Ke Allergy Ke Nuskhe

 

[DISCLAIMER:- Iss Post Mein Jitne Bhi Maine Tips Bataye Hai. Ye Jo Tips, Informations Hai Ye Maine Internet Ki Madad Se Li Hai. To Aap Kisi Doctor Ki Salah Lekar Hi Try Kijiye.]

 

 

naak ki allergy ka ilaj,allergy ka ilaj,allergy ka ilaaj,naak ki ellergy ka ilaj,naak ki allergy ka ilaj in hindi,naak ki allergy,naak ki haddi ka ilaj,naak ki gadood ka ilaj,allergy,naak ki allergy ka ilaaj,allergy ka ilaaj - allergy treatment in urdu,dust allergy ka ilaj,naak ki allergy ke gharelu upay,allergy ka illaj,naak ki allergy ka gharelu upay,nasal polyps ka ilaj,naak ki allergy ka upchar in hindi,nasal polyps ka ilaj in urdu
Naak Ke Allergy Ka Ilaaj

Hello friends, mera naam hai Pawan and welcome to back my Site. So friends, aaj ki iss post mein aapko hum ye batane wale hai ki, agar friends, aapko naak (Nose) ki Alergy hai, yaa fir friends, aapko sardi aane par aapki naak (Nose) laal hoti hai, to aap hamare yeh nuskhe jarur follow kijiye. So friends, jin logo ko sardi aati hai aur har subah unhe apni naak (Nose) band milti hai, to friends, aapko Neem, Kaali Mirch, shahad aur haldi ka sevan aapko jarur karna chahiye. Aur uske aapkie naak (Nose) turant aaram milega. Aur friends, ek aur ek baat hai ki, jab Mausam badal jaata hai, tab bhi hamara jo naak hoa hai, wo laal ho jaata hai. Aur friends, mai aapko ek baat bata du ki, aajkal kai tarah ki Alergy dekhene mein aati hai. Aur friends, iss naak allergy se hume bahuti hi pareshaani hoti hai. Aur saath hi saath hume kisi bhi kaam mein man nahi lagta hai.

naak ki allergy ka ilaj,allergy ka ilaj,allergy ka ilaaj,naak ki ellergy ka ilaj,naak ki allergy ka ilaj in hindi,naak ki allergy,naak ki haddi ka ilaj,naak ki gadood ka ilaj,allergy,naak ki allergy ka ilaaj,allergy ka ilaaj - allergy treatment in urdu,dust allergy ka ilaj,naak ki allergy ke gharelu upay,allergy ka illaj,naak ki allergy ka gharelu upay,nasal polyps ka ilaj,naak ki allergy ka upchar in hindi,nasal polyps ka ilaj in urdu

Aur friends, iss naak (Nose) ki Allergy se hum sabneapne aas pass bahuti se logo ko subah uthte hi lagatar 10 se 20 cheenke lagaate jarur dekha hoga. Aur ye jo cheenke naak mein hone waali allergy ki wajah se hota hai. Aur friends, iss prakaar naak ki Allergy hume dhul yaa paaltu jaanvaro se bhi ho sakta hai. To friends, mai ab aapko yeh bataunga ki, naak (Nose) ke allergy se chhutkara pane ke liye konsa gharelu upaay karna chaahiye. Aur friends, mai aapko saath hi saath yeh bhi bataunga ki naak (Nose) kyun laal ho jaata hai aur aapko naak (Nose) ki allergy kyun hoti hai, iske kaaran (Reason) aur Lakshan (Symptoms) kya hote hai, yeh mai aapko bataunga. Sirf friends, aap ye post continue jarur padhiye. Kyunki isse aapko sab kuchh aasan tarike se samaj aa jaayega.

 

 

*1:- Naak (Nose) Laal Aur Allergy Kyun Hoti hai, Iske Kaaran (Reason).

naak ki allergy ka ilaj,allergy ka ilaj,allergy ka ilaaj,naak ki ellergy ka ilaj,naak ki allergy ka ilaj in hindi,naak ki allergy,naak ki haddi ka ilaj,naak ki gadood ka ilaj,allergy,naak ki allergy ka ilaaj,allergy ka ilaaj - allergy treatment in urdu,dust allergy ka ilaj,naak ki allergy ke gharelu upay,allergy ka illaj,naak ki allergy ka gharelu upay,nasal polyps ka ilaj,naak ki allergy ka upchar in hindi,nasal polyps ka ilaj in urdu

To friends, ab mai aapko yeh bataunga ki aakhir kya hote hai, Naak (Nose) Laal Aur Allergy Iske Kaaran (Reason).

 

A:- Sabse pahile friends, jab achaanak Mausam badal jaata hai, to friends, yeh ek iska kaaran hai.

B:- Aur friends, dusra jo kaaran hai, wo hai ki, Pradushan.

C:- Aur friends, jaanvaro ke baal iske wajah se bhi aapki naak laal ho sakti hai.

D:-Aur friends, kisi ko gandh yaa fir Parfum eke smell ki Allergy hoti hai, use bhi aapki naak laal ho sakti hai.

To friends, yeh hote hai, Naak (Nose) Laal Aur Allergy iske Kaaran (Reason).

 

 

 *2:- Naak (Nose) Laal Aur Allergy Kyun Hoti hai, Iske Lakshan (Symptoms).

naak ki allergy ka ilaj,allergy ka ilaj,allergy ka ilaaj,naak ki ellergy ka ilaj,naak ki allergy ka ilaj in hindi,naak ki allergy,naak ki haddi ka ilaj,naak ki gadood ka ilaj,allergy,naak ki allergy ka ilaaj,allergy ka ilaaj - allergy treatment in urdu,dust allergy ka ilaj,naak ki allergy ke gharelu upay,allergy ka illaj,naak ki allergy ka gharelu upay,nasal polyps ka ilaj,naak ki allergy ka upchar in hindi,nasal polyps ka ilaj in urdu
To friends, ab mai aapko yeh bataunga ki aakhir kya hote hai, Naak (Nose) Laal Aur Allergy Iske Lakshan (Symptoms).

 

A:- Sabse pahile friends, aapko lagataar Chhenke aana. Yeh bhi ek Lakshan hai.

B:- Aur friends, naak se paani jaisa taral padarth bahna.

C:- Aur frineds, hamaare Naak, Aankh aur mein khujali hona.

D:- Aur naak yaa gale mein kharash hona.

E:- Aur friends, halka bukhar yaa sirdard hona.

F:- Aur friends, aankho se aansu nikalna hona.

G:- Aur friends, Naak band hona.

To friends, yeh hote hai, Naak (Nose) Laal Aur Allergy iske.

 

To friends, maine aapko niche kuchh tips dedi hai, to aap iss tips ko jarur follow kar dijiye.

 

*1:- Haldi.


*2:- Tulsi.


*3:- Deshi Ghee.


*4:- Pudina.


*5:- Adarak.

 

Friend upar maine aapko jo tips dedi hai, uski jankari (Information) maine niche dedi hai. To aap iss tips ko jarur follow kijiye.

 

*1:- Haldi.


So friends, haldi yeh sabke liye bahuti hi laabhkaari hoti hai. Aur isme anti allergic, Anti imphlametory, aur Anti-Bacterial goon se ladhne mein madad karti hai. Shahad aur haldi ka misran le sakte hai. Aur friends, agar ye upchaar aapko kathin lagte hai, to aap ek glass doodh mein ek spoon haldi mix karke iska sevan kare.

To friends, aap yeh nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

*2:- Tulsi.


To friends, aap ek kaam kijiye ki, Tulsi mein Anti-Imflametory goon hote hai. Aur friends, isliye aap tulsi ke patto chaay banakar pee sakte hai. To friends, aap yeh upaay jarur try kar sakte hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

*3:- Deshi Ghee.


So friends, Allergy se hone wale bukhaar se raahat paane ke liye aap sone se pahileraat mein naak ked ono taraf 2 boonde ghee kid aal sakte hai. Aur friends,  yeh upaay bhi aapke liye bahuti achha hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

*4:- Pudina.


To friends, pudine mein sujan kam karne ke goon shamil hote hai. Aur friends, pudine ke 2 se 3 patte chabaaye. Aur uske baad friends, pudine ke chaay peene se aapko jaldi se raahat milegi.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

*5:- Adarak.


So friends, aap ek kaam kijiye ki, ek glass paani mein adarak ka chhota tukda ubaal le. Aur uske baad fir isme shahad aur nimbu ka ras milakar peeye. To friends, aapke liye yeh bhi upaay bahuti hi achha hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

Friends, mai ummid karta hu ki, aapko yeh post jarur pasand aayi hogi. To friends, aapko koi bhi health ke baare me sawal ho to aap mujhe comment ke through jarur batana.

Thank YouЁЯСНЁЯСН

 

0 Comments:

рдПрдХ рдЯिрдк्рдкрдгी рднेрдЬें

Please do not enter any spam link in the comment box.