ब्लॉग खोजें

beabouthealth, behealthy, smoking, diet, befit, exercise, abutheight, aboutweight, baldness, pimples, fever, common cold, cough, headche, stomachche,

Kaandard ke upaay | kaandard ke upaay, kaaran, lakshan

 

[DISCLAIMER:- Iss Post Mein Jitne Bhi Maine Tips Bataye Hai. Ye Jo Tips, Informations Hai Ye Maine Internet Ki Madad Se Li Hai. To Aap Kisi Doctor Ki Salah Lekar Hi Try Kijiye.]

 

kaan dard ke upay,kaan dard ke gharelu upay,kan ke dard ka ilaj,kaan ke dard ka gharelu upay,kaan dard ke upay in hindi,kan ke dard ka ilaj in hindi,kan dard ke gharelu upay,kan ke dard ka desi ilaj,kan ke dard ke gharelu upay,kan ke dard ki dua,kan me dard ke upay,kaan ke dard ka upay,kan ke dard ka gharelu ilaj
Kaandard ke upaay

Hello friends, mera naam hai Pawan and welcome to back my Site. So friends, aaj ki iss post mein aapko hum ye batane wale hai ki, agar aapka Kaan (Ear) bahuti hi dard kar raha hai to, to aap hamare yeh nuskhe jarur follow kijiye. Friends, Agar aapko aapko bhi Kaan Dard ki shikaayat hai to yeh bataane ki jarurat nahi hai. Kyunki friends, Iske saath samaanya Sardi (Common Cold) mein khot yaa phir kisi dusri vajah se jab hamaare kaan band ho jaate hai. To hume bahuti hi dard hota hai.

kaan dard ke upay,kaan dard ke gharelu upay,kan ke dard ka ilaj,kaan ke dard ka gharelu upay,kaan dard ke upay in hindi,kan ke dard ka ilaj in hindi,kan dard ke gharelu upay,kan ke dard ka desi ilaj,kan ke dard ke gharelu upay,kan ke dard ki dua,kan me dard ke upay,kaan ke dard ka upay,kan ke dard ka gharelu ilaj

Aur friends, mai aapko ek baat bata du ki, hamaara kaan tab bhi dard karta hai, jab hume sardi aati hai. Aur aur kabhi friends, kuchh laarno se bhi kaan dard ki samsya (Problem) ho jaati hai. To friends, mai aapko ek baat bata du ki, jab bhi aapka kaan dard kar raha ho to aap apne ghar pe hi thik kar sakte hai. So friends, mai aaj aapko kuchh gharelu nuskhe aur hume Kaandard kyun hota hai, uske kuchh kaaran (Reason), Lakshan (Symptoms) yeh bhi bataunga.

 

*1:- Kaandard Ke Lakshan (Symptoms).

Friends, aapke kaan mein dard ke saath kya Lakshan hote hai, yeh hume ab dekhenge.


A:- Hamaare kaan mein kuchh fasna.

B:- kaan ke parde mein chhed hona.

C:- Kaan ke chaaro oar sujan.

D:- hamare kaan se drav nikalna.

E:- 3 din se jyaada ek kaan mein dard rahna.

F:- Sir mein dard hona.

G:- chakkar aana.

H:- gale mein gambheer dard.

To friends, yeh hai kaandard ke Lakshan (Symptoms).

 

 

*2:- Kaandard Ke Kaaran (Reasons).


A:- friends, sabse pahila jo kaaran hai, wo hai hamare jabde mein gaathiya aana.

B:- Kaan mein koi cheej ya padhart fans jaana.

C:- Ear Vax banana.

D:- Dirghkalik kaan ka sankraman.

E:- kaam ke parde mein chhed.

F:- Alpakaalik kaan ka sankraman.

To friends, yeh hai kaandard ke Kaaran (Reasons).

 

To friends, maine aapko niche kuchh tips dedi hai, to aap iss tips ko jarur follow kar dijiye.

 

*1:-Neem.


*2:-Tulsi.


*3:- Aam Ke Patte.


*4:- Adrak.


*5:- Pyaj Ka Ras.


*6:- Garam Paani (Hot Water).

 

 

Friend upar maine aapko jo tips dedi hai, uski jankari (Information) maine niche dedi hai. To aap iss tips ko jarur follow kijiye.

 

*1:-Neem.

kaan dard ke upay,kaan dard ke gharelu upay,kan ke dard ka ilaj,kaan ke dard ka gharelu upay,kaan dard ke upay in hindi,kan ke dard ka ilaj in hindi,kan dard ke gharelu upay,kan ke dard ka desi ilaj,kan ke dard ke gharelu upay,kan ke dard ki dua,kan me dard ke upay,kaan ke dard ka upay,kan ke dard ka gharelu ilaj

Friends, aap ek kaam kijiye ki, Neem ki pattiyo ka ras nikaal kar 2-3 boond kaan mein daalne se sankraman tatha dard se aaram milta hai. To friends, aap yeh nuskha jarur follow kijiye.

To friends, aap yeh nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

*2:-Tulsi.

kaan dard ke upay,kaan dard ke gharelu upay,kan ke dard ka ilaj,kaan ke dard ka gharelu upay,kaan dard ke upay in hindi,kan ke dard ka ilaj in hindi,kan dard ke gharelu upay,kan ke dard ka desi ilaj,kan ke dard ke gharelu upay,kan ke dard ki dua,kan me dard ke upay,kaan ke dard ka upay,kan ke dard ka gharelu ilaj

Friends, dusra jo nuskha hai, wo hai ki, tulsi ki pattiyo ko taaja ras kaan mein daalne se 1-2 din ke baad aapka kaandard thik ho jaayega. Aur friends, aapka paheli tarah se kaan thik ho jaayega. To friends, aap yeh bhi nuskha try kar sakte hai. Kyunki yeh puri tarah ayurvedik ilaaj hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

 *3:- Aam Ke Patte.

kaan dard ke upay,kaan dard ke gharelu upay,kan ke dard ka ilaj,kaan ke dard ka gharelu upay,kaan dard ke upay in hindi,kan ke dard ka ilaj in hindi,kan dard ke gharelu upay,kan ke dard ka desi ilaj,kan ke dard ke gharelu upay,kan ke dard ki dua,kan me dard ke upay,kaan ke dard ka upay,kan ke dard ka gharelu ilaj

Friends, aam ke jo patte hote hai, use bhi aapka kaandard thik ho jaata hai, to aap bolenge ki kaise to friends, aap aam ke taaje patto ko piskar ras nikaale. Aur uske baad friends, aap jaisa drop aankh mein daalte hai, waise hi aap iss aam ke patte ka ras 3-4 boond aapke kaan mein daale. To aap  iss nuskhe ko try kar sakte hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

 *4:- Adrak.

Friends, aur bhi aapke lite nuskha aur uppay hai jiska naam hai, Adark friends, adrak ye sab ke gharo mein yaa kitchen mein rahta hai. To friends, mai ab aapko bataunga ki, adrak ka upyog kaise karna hai. To friends, aap ek kaam kijiye ki, Adrak ko pisskar Jaitoon ke tel (Oil) mein milaaye. Aur uske baad isse chhankar iss tel ko 2-3 boond aapke kaan mein daale. Aur uske baad friends, aapka kaan jaldi se jaldi thik ho jaayega.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

 *5:- Pyaj Ka Ras.

kaan dard ke upay,kaan dard ke gharelu upay,kan ke dard ka ilaj,kaan ke dard ka gharelu upay,kaan dard ke upay in hindi,kan ke dard ka ilaj in hindi,kan dard ke gharelu upay,kan ke dard ka desi ilaj,kan ke dard ke gharelu upay,kan ke dard ki dua,kan me dard ke upay,kaan ke dard ka upay,kan ke dard ka gharelu ilaj

Friends, aap ek kaam kijiye ki, ek chammach Pyaj ka ras halka gun-guna karam kar le. Aur isse 2-3 boond kaan mein daalne se aaram milta hai. To doston aap din mein 2-3 baar iska upyog kare. To friends, yeh bhi upaay aapke liye bahuti hi faydemand rahega.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

*6:- Garam Paani (Hot Water).

kaan dard ke upay,kaan dard ke gharelu upay,kan ke dard ka ilaj,kaan ke dard ka gharelu upay,kaan dard ke upay in hindi,kan ke dard ka ilaj in hindi,kan dard ke gharelu upay,kan ke dard ka desi ilaj,kan ke dard ke gharelu upay,kan ke dard ki dua,kan me dard ke upay,kaan ke dard ka upay,kan ke dard ka gharelu ilaj

Friends, aapkke kaan dard mein garmahat milne par aapko turant hi aaram mahsus hoga. Aur Garam paani (Hot Water) bottle ko kapde mein lipatkar aapke kaan par lagaane se bahuti hi fayda hoga. To friends, aap yeh bhi gharelu nuskha aur upaay try kijiye.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

Friends, mai ummid karta hu ki, aapko yeh post jarur pasand aayi hogi. To friends, aapko koi bhi health ke baare me sawal ho to aap mujhe comment ke through jarur batana.

Thank You👍👍

0 Comments:

एक टिप्पणी भेजें

Please do not enter any spam link in the comment box.