ब्लॉग खोजें

beabouthealth, behealthy, smoking, diet, befit, exercise, abutheight, aboutweight, baldness, pimples, fever, common cold, cough, headche, stomachche,

Pair Dard Ka Gharelu Upaay | Pair Dard Upaay | Pair Dard Kar Raha Hai

 

[DISCLAIMER:- Iss Post Mein Jitne Bhi Maine Tips Bataye Hai. Ye Jo Tips, Informations Hai Ye Maine Internet Ki Madad Se Li Hai. To Aap Kisi Doctor Ki Salah Lekar Hi Try Kijiye.]

 

pair dard ka gharelu upay,moch door karane ke 5 gharelu upaay,gharelu nuskhe,pair ke dard ka gharelu upay,ayurvedic gharelu nuskhe,pair dard ka gharelu ilaj,aap ke dard ka gharelu upay,pair dard ke gharelu nuskhe,pair dard ka gharelu upchar,ayurvedic gharelu nuskhe in hindi,#pairo ke dard ka gharelu upchar,dard kam karne ke gharelu upay
Pair Dard

Hello friends, mera naam hai Pawan and welcome to back my Site. So friends, aaj ki iss post mein aapko hum ye batane wale hai ki, agar aapka pair dard (leg pain) karta hai, to aap hamare yeh nuskhe jarur follow kijiye. Friends, aapke tango mein dard hona ek aam samsya (Problem) hai. Aur friends, aap sabko pata hi hoga ki, jaisi-jaisi hamari umra (Age) badhati hi jaati hai. To friends,yeh jaruri nahi hota ki, dono hi pairo mein dard ho. Aur aisa bhi ho sakta hai ki, ek hi taang ke kisi ek hisse mein dard ho. Aur friends, kai baar bhi hamare tango mein aisa bhi dard hota hai ki, wo pairdard hum bardaash nahi kar sakte hai.

pair dard ka gharelu upay,moch door karane ke 5 gharelu upaay,gharelu nuskhe,pair ke dard ka gharelu upay,ayurvedic gharelu nuskhe,pair dard ka gharelu ilaj,aap ke dard ka gharelu upay,pair dard ke gharelu nuskhe,pair dard ka gharelu upchar,ayurvedic gharelu nuskhe in hindi,#pairo ke dard ka gharelu upchar,dard kam karne ke gharelu upay

Aur friends, aur taang dard ke kahi kaaran bhi hote hai. Aur saath hi saath lambe samay take k jagah khade yaa baithkar kaam karne se aksar logon ko pair dard ki dikkat ho sakti hai. Aur friends, hamara jab pair dard karta hai to, hum painkiller ka upyog karte hai. Par friends, mai aapko ek baat bata du ki, jyaada painkiller ka sevan karne se hamaare sehat ko bhaari nuksaan pahuncha sakte hai. To friends aap kahenge ki, fir jab hamara pair dard kar raha hai to hume kya lena chahiye. To friends, aap bilkul pareshaan mat huiye kyunki, mai aapke liye kuchh gharelu Nuskhe laaye hai. Aur saath hi saath mai aapko yeh bhi bataunga ki pairdard ke Kaaran (Reason) aur Lakshan (Symptoms) konse hote hai. Yeh mai aapko bataunga, par friends aap yeh post continue padhiye.

 

*1:- Pairdard Ke kaaran (Reason).

pair dard ka gharelu upay,moch door karane ke 5 gharelu upaay,gharelu nuskhe,pair ke dard ka gharelu upay,ayurvedic gharelu nuskhe,pair dard ka gharelu ilaj,aap ke dard ka gharelu upay,pair dard ke gharelu nuskhe,pair dard ka gharelu upchar,ayurvedic gharelu nuskhe in hindi,#pairo ke dard ka gharelu upchar,dard kam karne ke gharelu upay

Friends, sabse pahile mein abaapko bataunga ki, kya hote hai Pairdard Ke kaaran (Reason).

 

A:- sabse pahile friends, hamare masspeshiyo mein akad ke kaaran iske kaaran bhi aapka pair dard karta hai.

B:- masspeshiyo ke ek ke upar ek chadh jaane ke kaaran.

C:- Hamaare sharir mein paani ki kami ke chalte yaa lambe wakt tak ek hi stithimein rahne ko wajah se aapke tango mein dard ho jaata hai.

D:- Aur hamaare sharir mein jab dard hota hai tab bhi aapka pair dard karta hai.

 

*2:- Pairdard Ke Lakshan (Symptoms).

pair dard ka gharelu upay,moch door karane ke 5 gharelu upaay,gharelu nuskhe,pair ke dard ka gharelu upay,ayurvedic gharelu nuskhe,pair dard ka gharelu ilaj,aap ke dard ka gharelu upay,pair dard ke gharelu nuskhe,pair dard ka gharelu upchar,ayurvedic gharelu nuskhe in hindi,#pairo ke dard ka gharelu upchar,dard kam karne ke gharelu upay

Friends, sabse pahile mein abaapko bataunga ki, kya hote hai Pairdard Ke Lakshan (Symptoms).

 

A:- friends, jo sabse pahila lakshan hai wo hai, aap jyada kasrat workout karte ho to iske kaaran bhi aapka pairdard ho jaata hai.

B:- Friends, aapko peeda yaa Kasht hona.

C:- Aaram karne par bhi aapka pairdard ho jaata hai.

D:- Aapke masspeshiyo  mein sujan yaa lalima aana.

 

 

To friends, maine aapko niche kuchh tips dedi hai, to aap iss tips ko jarur follow kar dijiye.

 

*1:-Anaanas (Pineapple).

*2:- Seb Ka Sirka.

*3:- Haldi.

*4:-Adarak.

*5:- Sarso Ka Tel (Oil).

 

Friend upar maine aapko jo tips dedi hai, uski jankari (Information) maine niche dedi hai. To aap iss tips ko jarur follow kijiye.

 

 

*1:-Anaanas (Pineapple).

Friends, Anaanas (Pineapple) mein Bromlen le naamak enzyme paaya jaata hai. Aur jo  maas-peshiyo ke dard ko door karne mein bahuti hi sahayak hota hai. Aur friends, saath hi saath yeh gaathiyaa yaa jodo ke dard ko door karne ke liye bhi bahuti hi upyogi hota hai. Aur friends, Anaanas (Pineapple) yeh saath hi saath paachan kriya ko bhi sudharta hai. To friends, yeh nuskha try kar sakte hai.

To friends, aap yeh nuskha try kar sakte hai.

 

 

*2:- Seb Ka Sirka.


Friends, hamaare health ke liye seb ka sirka bahuti hi upyogi hota hai. Friends, yeh jo seb ka sirka jo hota hai eo hamaare blood sugar ko sthir karne mein twacha ke swasth ko badghane aur Acidity ke lakshno se raahat dene kaa kaam karta hai. To friends, mai aapse request karta hu ki, aap yeh seb ka sirka jarur try kijiye ki, jisse ki aapka pairdard jaldi se jaldi thik ho jaayega.

To friends, aap yeh bhi nuskha try kar sakte hai.

 

 

*3:- Haldi.


Friends, haldi to sabke gharon yaa kitchen mein jarur hoti hai. Aur aapko ek baat bata du ki, haldi ek aisi gunkaari dawai hai, ki wo konse bhi rogo ko yaa konse hi bhaari Jakham ko jaldi se jaldi thik kar jaati hai. To friends aap ek kaam kijiye ki, jaise ki Haldi mein ek khaas tatwa hota hai. Jisse Karkumin kahte hai. To friends, isse ye tatwa dard aur sujan se raahat dilata hai. To friends, aap ek glass mein doodh mein aadha chammach haldi daale aur isse 5 minute halki aanch par garam kare. Aur uske baad ab iss doodh mein ek chammach shahad milaaye aur isse peele.  Aur friends, uske baad aapka pairdard jaldi se jaldi thik ho jaayega. To friends, aap yeh gharelu upaay bhi kar sakte hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try kar sakte hai.

 

 

*4:-Adarak.


Friends, adarak bhi hamaare ghar yaa kitchen yaa rahti hai. Aur hum Adarak ka upyog Chay (Tea) mein bhi upyog karte hai. So friends, Adrak ek Natural dard nivarak  hai. Isliye isse bimariyo mein upchhar ke taur par istemaal kiya jaa sakta hai. Waise to friends, Adrak dard bhagaane ki sabse kaargar dawai hai. Kyunki friends, Adarak mein Dard mitane ke Natural Gun paaye jaate hai. To isliye hum Adarak ka upyog karte hai. To friends, mai aapse ummid karta hu ki aap jab aapka pair dard kar raha ho to aap Adark ka istemaal kariye.

To friends, aap yeh bhi nuskha try kar sakte hai.

 

 

*5:- Sarso Ka Tel (Oil).


Friends, sarso ka tel bhi achha gunkaari hai. Aur friends, aap ek kaam kijiye ki, Raat mein sarso ka tel se apne pairo ke talwo ki maalish blood Circulation samaanya ho jaata hai. Jisse friends, aapka pairdard hona kuchh hi der mein thik ho jaayega. To friends, aap yeh bhi try kar sakte hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try kar sakte hai.

 

 

Friends, mai ummid karta hu ki, aapko yeh post jarur pasand aayi hogi. To friends, aapko koi bhi health ke baare me sawal ho to aap mujhe comment ke through jarur batana.

Thank You👍👍

0 Comments:

एक टिप्पणी भेजें

Please do not enter any spam link in the comment box.