[DISCLAIMER:- Iss Post Mein Jitne Bhi Maine Tips Bataye Hai. Ye Jo Tips, Informations Hai Ye Maine Internet Ki Madad Se Li Hai. To Aap Kisi Doctor Ki Salah Lekar Hi Try Kijiye.]
Hello friends, mera naam hai Pawan and welcome to back my Site. So friends, aaj ki iss post mein aapko ye batane wala hu ki, Papita (Papya) ke kya faayde aur nuksaan hote hai. to friends, aap hamaare yeh nuskhe ko jarur follow kijiye. To friends, mai aaj ki iss post mein aapko Papita (Papya) ke baare mein jaankari dene wala hu jisse ki, aapko pata chale ki, Papita (Papya) khaane se kya-kya hota hai. Aur friends, Poshan se bharpur Papita (Papya) kai bimariyo se door rakhne mein kaargar hai. aur agar aapko paachan ya bhook na lagne ki samsya hai to, aap Papita (Papya) jarur khaaye. aur friends, Papita (Papya) ek aisa fal hai, jo ki poshan se bharpoor to hai hi, isme bahut se hi dawai jaise goon hote hai. aur friends, chhahe kachha Papita (Papya) ho yaa paka Papita (Papya) ho, dono hi Papita (Papya) hamaare liye bahuti hi laabhdaayak hai.
Aur friends, kya aapko pata hai ki, Papita (Papya) mein Vitamin-A, Vitamin-C, Niyasin, Magnesium, Carotein, Fiber, Pholet, Potassium, Copper, Calcium, Aur friends, kai tarah ke Anti-oxident shaamil hote hai. aur friends, Hum sab ko pata hai ki, Papita (Papya) ke fal anek healthy body ke liye achha hota hai. aur friends, kya aapko pata hai ki, Papita (Papya) ki ek khaasiyat hai ki, ye mausmi fal na hoke ye saalbhar milta hai. aur friends, aap ek kaam kar sakte hai ki, agar aapko Papita (Papya) ka aur swaad badhana hai, to aap Papita (Papya) par Namak, Mirch Chini ya fir Nimboo daalkar khaa sakte hai. So friends, ab mai aapko Papita (Papya) ke baare mein jaankari doonga aur saath hi saath mai aapko Papita (Papya) ke Fayde aur Nuksaan yeh bhi bataunga. Aur friends, sirf aap yeh post Continue padhe.
*1:- Papita (Papya) Ke Faayde (Benifits).
A:- Sabse pahile friends, Papita (Papya) aapki paachan shakti badhata hai.
B:- Papita (Papya) se aapka wajan kam ho jaata hai.
C:- Papita (Papya) se aapko maasik dharm ke dauraan jyaada dard nahi hota hai.
D:- Papita (Papya) se aapke daato ko raahat milti hai.
E:- Papita (Papya) khaane se Cancer hone ki jokhim ghatti hai.
F:- Papita (Papya) se skin par lagaane se kil munhaase thik hote hai.
G:- Papita (Papya) se sujan nahi hoti.
H:- Papita (Papya) se gathiya hone ke jokhim ko ghatata hai.
To friends, yeh hote hai, Papita (Papya) Ke Faayde (Benifits).
*2:- Papita (Papya) Ke Nuksaan (Disadvantage).
A:- Saabse Pahile friends, Papita (Papya) ka letex mein papain naamak compound hota hai, jo ki friends, badi maatra mein papain ko muh se lene se gale mein bhojan nali ka nuksaan hota hai.
B:- Aur friends, Papita (Papya) ke letex ko skin par lagaane se kuchh logo mein gambheer jalan aur allergy o sakti hai.
C:- Friends, pregnency ke dauran Papita (Papya) ka sevan karne se usme maujood papain bhrun ke liye jahar ka kaam kar sakta hai, yaa fir friends, birth defects ka kaaran bhi ban sakta hai.
D:- Aur friends, adhik matra mein Papita (Papya) khaane se Thyroid ki aapko samsya ho sakti hai.
To friends, yeh hote hai, Papita (Papya) Ke Nuksaan (Disadvantage).
*3:- wajan ko rakhe control mein.
*4:- Aankho ki sehat sudhare.
*5:- Cancer se kare bachaav:-
*6:- Papita (Papya) kab khaaye.
*7:- Kamjori Door karne mein.
*8:- Bawasir Ke Liye.
To friends, mai ummid karta hu ki, aapko yeh post jarur pasand aayi hogi. aur friends you have any question or querry about health. can you suggest me comment through.
Thank You ЁЯСНЁЯСН
Hiiiii
рдЬрд╡ाрдм рджेंрд╣рдЯाрдПं