ब्लॉग खोजें

beabouthealth, behealthy, smoking, diet, befit, exercise, abutheight, aboutweight, baldness, pimples, fever, common cold, cough, headche, stomachche,

Blood Pressure लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Blood Pressure लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

Low blood pressure ka ilaaj | Low blood pressure ka upaay

 [DISCLAIMER:- Iss Post Mein Jitne Bhi Maine Tips Bataye Hai. Ye Jo Tips, Informations Hai Ye Maine Internet Ki Madad Se Li Hai. To Aap Kisi Doctor Ki Salah Lekar Hi Try Kijiye.]

low blood pressure ka ilaj,low blood pressure,blood pressure,high blood pressure ka ilaj,high blood pressure,low blood pressure causes,low blood pressure symptoms,blood pressure ka ilaj,low blood pressure ka ilaj in urdu,low blood pressure treatment,low blood pressure home remedies,blood pressure low ka ilaj,low blood pressure treatment in hindi,low blood pressure ka desi ilaj,blood pressure control,high blood pressure ka ilaj in urdu,high blood pressure ka desi ilaj
Low blood pressure ka ilaaj

Hello friends, mera naam hai Pawan and welcome to back my Site. So friends, aaj ki iss post mein aapko ye batane wale hai ki, agar aapka Blood Pressure achaanak se low ho jaata hai, to friends, aap hamaare yeh nuskhe ko jarur follow kijiye. So friends, agar aapko subah uthkar aapko chakkar aate ho to yaa fir aapko Thakaan si aati hai yaa fir friends, aapko subah-subah dhoondhla dikhai deta hai, to friends aapko jaldi se jaldi doctor ko dikhana chaahiye. ktunki friends, yeh jo lakshan hote hai, yeh hote hai blood pressure low yaa blood high hone ke hote hai. Aur friends, aap sab ko pata hi hoga ki, Blood Pressure ki samsya kai logo ko hoti hai. So friends, Low Blood Pressure  yaa nimn raktchaap ko hypertension bhi kaha jaata hai. Aur friends, aaj ke samay mein Blood Pressure ki samsya aam hai. aur bahut se log ko High Blood pressure yaa Low Blood Pressure ke baare mein kaafi kuchh pata hota hai, lekin jab baat blood pressure ki aati hai. 


low blood pressure ka ilaj,low blood pressure,blood pressure,high blood pressure ka ilaj,high blood pressure,low blood pressure causes,low blood pressure symptoms,blood pressure ka ilaj,low blood pressure ka ilaj in urdu,low blood pressure treatment,low blood pressure home remedies,blood pressure low ka ilaj,low blood pressure treatment in hindi,low blood pressure ka desi ilaj,blood pressure control,high blood pressure ka ilaj in urdu,high blood pressure ka desi ilaj

aur friends, aapko pata hi hoga ki hum Low Blood Pressure ko Hypertension bhi kaha jaata hai. aur friends, agar aapko ghar mein achaanak se aapka low Blood Pressure ho gaa to aur friends,aapke paas koi blood pressure ki Tablets nahi ho to, aise mein friends, aap kya karoge. to friends, aap ab bilkul mat ghabraaiye kyunki, jab bhi aapko aapke ghar mein aapko aapka achaanak se blood pressure low ho gaya to aap bilkul mat ghabraaiye kyunki maine jo aapko diye hue Gahrelu Nuskhe aur Upaay diye hai, jisse ki friends, aapko Low Blood Pressure se jaldi hi aaram milega. aur friends, mai aapko saath hi saath Low Blood Pressure ke Kaaran (Reason) aur Lakshan (Symptoms) kya hote hai? mai aapko iss post mein bataunga.


*1:- Low Blood Pressure Ke Kaaran (Reason).

low blood pressure ka ilaj,low blood pressure,blood pressure,high blood pressure ka ilaj,high blood pressure,low blood pressure causes,low blood pressure symptoms,blood pressure ka ilaj,low blood pressure ka ilaj in urdu,low blood pressure treatment,low blood pressure home remedies,blood pressure low ka ilaj,low blood pressure treatment in hindi,low blood pressure ka desi ilaj,blood pressure control,high blood pressure ka ilaj in urdu,high blood pressure ka desi ilaj

To friends, ab mai aapko bataunga ki, kya hote hai Low Blood Pressure Ke Kaaran (Reason).


A:- Sabse pahile friends, agar friends aapko kisi dawa ka prabhaav pad gaya ho to bhi aapka Low blood pressure ki sambhaavana hoti hai.

B:- Aur friends, Stroke aur Liver ki bimaariya se.

C:- Agar friends, aapke body mein Vitamin-B yaa Iron ki kami hone se.

D:- Aur friends, low blood sugar yaa Diabetes hone se.

E:- Aur friends, aapke Rakt nalika o ka fail jaana.

To friends, yeh hote hai, Low Blood Pressure Ke Kaaran (Reason).


*2:- Low Blood Pressure Ke Lakshan (Symptoms). 

low blood pressure ka ilaj,low blood pressure,blood pressure,high blood pressure ka ilaj,high blood pressure,low blood pressure causes,low blood pressure symptoms,blood pressure ka ilaj,low blood pressure ka ilaj in urdu,low blood pressure treatment,low blood pressure home remedies,blood pressure low ka ilaj,low blood pressure treatment in hindi,low blood pressure ka desi ilaj,blood pressure control,high blood pressure ka ilaj in urdu,high blood pressure ka desi ilaj

To friends, ab mai aapko bataunga ki, kya hote hai Low Blood Pressure Ke Lakshan (Symptoms). 


A:- Sabse pahile friends, aapke Chhati (Chest) mein dard hona.

B:- Aur friends, aapke gardan ka akad jaana, yeh bhi ek low blood pressure ka lakshan hai.

C:- friends, aapki saans fulna.

D:- Friends, aapki Dhadkane Aniyamit chalna.

E:- Aapko tej bukhaar aana.

F:- Agar friends, aapko jyada lambe samay tal Low Blood Pressure ki samsya (Problem) ho rahi hai to Ulti aur Diarrhea bhi aapko ho sakta hai. 

To friends, yeh hote hai, Low Blood Pressure Lakshan (Symptoms). 


To friends, mai aapko niche kuchh tips dene wala hu, sirf aap uss tips ko follow jarur karna.



*1:- Kishmish.


*2:- Tulsi.


*3:- Daalchini.


*4:- Aawale Ka Ras.


*5:- Tamaatar.


To friends, aap ek kaam kijiye ki maine aapko upar diye huye Tips ki information niche dedi hai, to aap uss tips aur information ko jarur follow kijiye.


*1:- Kishmish.

low blood pressure ka ilaj,low blood pressure,blood pressure,high blood pressure ka ilaj,high blood pressure,low blood pressure causes,low blood pressure symptoms,blood pressure ka ilaj,low blood pressure ka ilaj in urdu,low blood pressure treatment,low blood pressure home remedies,blood pressure low ka ilaj,low blood pressure treatment in hindi,low blood pressure ka desi ilaj,blood pressure control,high blood pressure ka ilaj in urdu,high blood pressure ka desi ilaj

To friends, Kishmish bhi Low Blood ko Control karne mein bahuti hi kaargar hoti hai. iske liye friends, aap kishmish bhigokar rakhe aur thodi hi der mein aap uss kishmish ka sevan kariye yaa fir friends, kar sakte hai. iske alawa friends, aap raat ko thode chane aur kishmish ko bhiga de. aur uske baad inhe subah chabakar khaa le. isse friends, aapko jaldi hi laabh ho jaayega. tp friends, aap yeh upaay try kar sakte hai.

To friends, aap yeh nuskha try kar sakte hai.



*2:- Tulsi.

low blood pressure ka ilaj,low blood pressure,blood pressure,high blood pressure ka ilaj,high blood pressure,low blood pressure causes,low blood pressure symptoms,blood pressure ka ilaj,low blood pressure ka ilaj in urdu,low blood pressure treatment,low blood pressure home remedies,blood pressure low ka ilaj,low blood pressure treatment in hindi,low blood pressure ka desi ilaj,blood pressure control,high blood pressure ka ilaj in urdu,high blood pressure ka desi ilaj

So friends, kya aapko pata hai ki, Tulsi mein Potassium, Vitamin-C Magnisium ke saath-saath ujinol naamak ek Anti-oxident paya jata hai. jo ki friends, aasani se aapka Low Blood Pressure control rakh sakta hai. aur uske baad friends, iske liye roj-roj subah 5-6 tulsi ki pattiya ko khaaye. to friend aap yeh upaay try kar sakte hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try kar sakte hai.



*3:- Daalchini.

low blood pressure ka ilaj,low blood pressure,blood pressure,high blood pressure ka ilaj,high blood pressure,low blood pressure causes,low blood pressure symptoms,blood pressure ka ilaj,low blood pressure ka ilaj in urdu,low blood pressure treatment,low blood pressure home remedies,blood pressure low ka ilaj,low blood pressure treatment in hindi,low blood pressure ka desi ilaj,blood pressure control,high blood pressure ka ilaj in urdu,high blood pressure ka desi ilaj

To friends, aap ek kaam kijiye ki, Daalchini ko subah aur shaam garam paani ke saath khaaye. isse friends, aapko bahuti jyaada aaram milega. to friends, aap yeh bhi tri kar sakte hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try kar sakte hai.



*4:- Aawale Ka Ras.


So friends, agar aapko Low Blood Pressure ke kaaran agar chakkar aane ki samsya hai, to friends, aap aawale ke ras ko shahad mein milakar khaaye. aur isse friends, aapko bahuti hi laabh milega. aur iske alawa friends,  aawala ka murbba bhi bahuti hi kaargar hota hai. to friends, aap yeh upaay bhi try kar sakte hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try kar sakte hai.

low blood pressure ka ilaj,low blood pressure,blood pressure,high blood pressure ka ilaj,high blood pressure,low blood pressure causes,low blood pressure symptoms,blood pressure ka ilaj,low blood pressure ka ilaj in urdu,low blood pressure treatment,low blood pressure home remedies,blood pressure low ka ilaj,low blood pressure treatment in hindi,low blood pressure ka desi ilaj,blood pressure control,high blood pressure ka ilaj in urdu,high blood pressure ka desi ilaj



*5:- Tamaatar.

low blood pressure ka ilaj,low blood pressure,blood pressure,high blood pressure ka ilaj,high blood pressure,low blood pressure causes,low blood pressure symptoms,blood pressure ka ilaj,low blood pressure ka ilaj in urdu,low blood pressure treatment,low blood pressure home remedies,blood pressure low ka ilaj,low blood pressure treatment in hindi,low blood pressure ka desi ilaj,blood pressure control,high blood pressure ka ilaj in urdu,high blood pressure ka desi ilaj

To friends, aap ek kaam kar sakte hai ki, tamaatar ka ras bhi Low Blood Pressure ki samsya mein bahuti hi kaargar saabit ho sakta hai. aur iske alawa friends, aap rojana tamatar ke ras mein thodi si kaali mirch aur namak daalkar pee le. aur friends, kuchh hi din mein aapko result najar aa jaayega to friends, aap yeh bhi upaay try kar sakte hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try kar sakte hai.


Aur friends, mai ummid karta hu ki, aapko yeh post jarur pasand aayegi. 

Thank You👍👍


Blood Pressure Gharelu Nuskhe | Blood Pressure Ke Gharelu Upaay |

[DISCLAIMER:- Iss Post Mein Jitne Bhi Maine Tips Bataye Hai. Ye Jo Tips, Informations Hai Ye Maine Internet Ki Madad Se Li Hai. To Aap Kisi Doctor Ki Salah Lekar Hi Try Kijiye.]

 

high blood pressure ke gharelu nuskhe,blood pressure,gharelu nuskhe,high blood pressure,high blood pressure ka ilaj,blood pressure ka gharelu ilaj,high blood pressure home remedies,blood pressure ka ilaj,gharelu nuskhe in hindi,blood pressure ki dawa gharelu,high blood pressure control,high blood pressure symptoms,how to reduce high blood pressure immediately,low blood pressure,blood pressure ke gharelu nuskhe,low blood pressure ke gharelu nuskhe,blood pressure ka gharelu nuskha

Hello friends, mera naam hai Pawan and welcome to back my Site. So friends, aaj ki iss post mein aapko hum ye batane wale hai ki, agar aapko Blood Pressure hai, to aap hamare yeh nuskhe jarur follow kijiye. Friends, jab hamare Khaane-Peene mein Asantulan ho jata hai, aur hamare sharir (Body) mein Fat badh jaata hai to aapko High Blood Pressure hone ke chances badh jaate hai. Aur friends, mai aapko ek baat bata du ki, kai log (Persons) iss bimari ko Gambhirta se nahi lete hai. Par friends, yeh jo Blood Pressure ki jo bimari hai, wo hamare sharir ko bahut sara Nuksaan (Disadvantage) pahucha sakti hai.


Aur friends, Dusri baat jo hai ki, High Blood Pressure ye (Highper Tension) yeh ek tarah ka Silent Killer mana jata hai. Aur Blood Pressure (BP) Achaanak se badhana hamare Health ke liye Behad Khatarnaak ho sakta hai. Aur Blood Pressure Vyakti (Person) Marij ko turant (BP) control karne ki jarurat hoti hai.

Aur Doston, High Blood Pressure ki bimari kai tarah ki Bimariyaa khadi kar sakta hai. Aur aapke sehat ko khatre mein daal sakti hai, friends mere kehna ka matlab jo hai ki, aapke iss High Blood Pressure se aapko dusri bhi bimariyaa ho sakti hai. Jaise ki friends, Hurt Attack, Kidney Fail Hona, Stroke etc. aur friends, apni dawai ke saath- saath apna Blood Pressure Control karne ke liyeaap Naturally tarike aajma sakte hai, friends, mere kahne ka matlab jo hai kia ap apne Blood Pressure ko Ghar pe hi thik kar sakte ho. Means Gharelu nuskhe. Aur friends, mai aapko yeh bataunga ki aap apna Blood Pressure gharelu nuskhe se kaise kam kar sakte ho. Aur friends, mai aapko saath hi saath yeh bhi bataunga ki Blood Pressure ke konse hote hai Lakshan (Symptoms) aur kaaran (Reasons).

 

*1:- Blood Pressure Ke Lakshan (Symptoms).


A:-
Sirdard.

B:- Thakaan.

C:- Gussa Aur Chidchidapan.

D:- Tanaav (Tension).

E:- Seene Mein Dard.

F:- Saans Lene Mein Pareshaani.

G:- Ghabraahat.

H:- Pair Sunn Hona.

I:-Kamjori (Weakness).

J:- Dhoondla Dikhna.


*2:- Blood Pressure Ke Kaaran (Reasons).


Friends, jaise maine aapko yeh bataya hai ki, Blood Pressure Asantulit khaane se hota hai. Aur unn logo ki bhi High (BP) ho jata hai, jo Vyavam (Workout), Khel-Khud aur koi bhi physical activity nahi karte hai. Uske kaaran bhi hume Blood Pressure Ka Khatra hota hai. To friends, ab hum jaanenge Blood Pressure Ke konse hote hai, kaaran.

A:- Friends, hum jab Junk food khaane se aur pizza, Burger Khaane se bhi hamara Blood Pressure badh jaata hai.

B:- Momoj aur Nudles khaane se bhi hamari (BP) badh jaati hai.

C:- Aur uske baad friends, Namkin khaane se bhi hamari (BP) badh jaati hai.

D:- aur friends, dusri jo baat hai ki, Sharaab aur cigarette sevan karne se bhi hamari (BP) badh jaati hai.

E:- Aur frinds, jab hum tension lete hai hai, tab bhi hamari (BP) badh jaati hai.

 

To friends, yeh hai High Blood Pressure ke Kaaran (Reasons) hai.

 

 

To friends, maine aapko niche kuchh tips dedi hai, to aap iss tips ko jarur follow kijiye.

 

*1:- Lahsun (Garlic).


*2:- Kaali Mirch.


*3:- Awala.


*4:- Pyaj (Onion).


*5:- Methi.


*6:- Ajwain.


*7:- Ajmod yaa Celery.

 

Friend upar maine aapko jo tips dedi hai, uski jankari (Information) maine niche dedi hai. To aap iss tips ko jarur follow kijiye.

 

*1:- Lahsun (Garlic).

To friends, Lahsun se bhi hum apna Blood Pressure kam kar sakte hai. Aur Lahsun (Garlic) hamare sharir mein (Colestrol) ke level ko control karta hai. Aur Lahsun (Garlic) yeh saath hi saath hamare immunity ko sudharta hai. Aur baalo ki dekhbaal aur Hamare Skin ko bhi bahut bada fayda hota hai. Aur friends, aap Lahsun (Garlic) ko apne diet mein bhi shaamil kar sakte hai. Agar aap kachha Lahsun (Garlic) nahi khaa sakte to, aap sabji mein daalkar kha sakte ho. To friends, aap yeh bhi nuskha try kijiye.

To Friends, aap yeh nuskha try kar sakte hai.

 

 

*2:- Kaali Mirch.

Aur friends, aapki BP badh jaati hai to, aap aadha glass paani mein Kaali Mirch Powder daalkar istemaal kar sakte hai. Ayr friends, iske alawa bhi Kaali Mirch ka sevan Niymit karne se na kewal khaane ka swaad badhega. Balki kai bimaarioyo se bhi raahat milti hai. Aur frinds, Kaali Mirch ko sabjiyo mein daalkar niymit khaaya ja sakta hai.

To Friends, aap yeh bhi nuskha try kar sakte hai.

 

 

*3:Awala.   


To friends, Awala ye fal hum sabhi jaante hai, aur hum awala pyar se khaate hai, par friends, awala se hum High Blood pressure bhi kam kar sakte hai. Aur friends, jab bhi aapki BP high ho jaayegi  tab aap ek nuskha kar lijiye. Aap aadha chammach Awale ka powder milakar iska sevan kar sakte hai. Friends, aap itna hi nahi to aap Shahad ke saath milakar bhi khaaya jaa sakte hai. Kya aapko pata hai friends, Shahad (Honey) mein Blood Circulation ko behtar banaata hai. Aur mai aapko ek baat bata du ki, aap Awale ka upyog subah khaali pet kiya jaana chahiye.aur friends, aap Awale ka juice apne diet mein shamil kar sakte hai.

To Friends, aap yeh bhi nuskha try kar sakte hai.

 

 

*4:- Pyaj (Onion).

Kya aapko pata hai ki friends, Pyaj (Onion) mein Quercitin fleonoids se bharpur hota hai, jo aapke rakt (Blood) Circulation ko patla karne mein madad karta hai. Aur friends,  pyaj sevan karne ke baad Blood Pressure ko turant kam kiya jaa sakta hai. To friends, aap yeh bhi nuskha try kar sakte hai.

To Friends, aap yeh bhi nuskha try kar sakte hai.

 

 

*5:- Methi.

friends, methi aur ajwain ke paani ka upyog bhi Blood Pressure ke marijo ke liye Faydemand (benificial) hota hai, aur iske liye aap ek chammach methi aur Ajwain Powder ko paani mein bhigokar rakh de aur phir uske baad iss paani ko pee le. To friends, aapko ye nuskha pasand aaya hoga to aap iss nuskhe ko try kijiye.

To Friends, aap yeh bhi nuskha try kar sakte hai.

 

 

 

*6:- Ajwain.

Friends, hamare khaane-peene mein Ajwain ko shamil karne yaa paani mein Ajwain ko kholkar wah paani peene se aapka High Blood Pressure ko kam karne mein maadad karti hai. Aur friends, aapko pata hai ki, Ajwain ke daano mein Thaimol paya jata hai, aur thaimol ka jo use hota hai, wo hota hai ki, Blood Vessel mein Calcium ko jamne se rokta hai. Aur isse vessel tang nahi hoti jisse ki High Blood kam hone madad milti hai.

To Friends, aap yeh bhi nuskha try kar sakte hai.

 

 

*7:- Ajmod yaa Celery.

So friends, kya aapko pata hai ki, Ajmoda mein bahuti hi saara Potassium rahta hai. Aur Ajmoda jo hai, wo Highper Tension ko door karne mein madad karta hai. Aur friends, aap ek kaam kijiye ki, aap Ajmod ki smoody banakar pee sakte hai. Yaa iss Ajmoda ko apne roj ke khaane mein Sajawat ke taur iska upyog kar sakte hai. To friends, yeh bhi bahuti hi achha nuskha hai, aapke liye to aap iss nuskhe ko bhi try kijiye.

To Friends, aap yeh bhi nuskha try kar sakte hai.

 

Friends, mai ummid karta hu ki, aapko yeh post jarur pasand aayi hogi. To friends, aapko koi bhi health ke baare me sawal ho to aap mujhe comment ke through jarur batana.

Thank You👍👍