ब्लॉग खोजें

beabouthealth, behealthy, smoking, diet, befit, exercise, abutheight, aboutweight, baldness, pimples, fever, common cold, cough, headche, stomachche,

Ghutno Ke Dard Ka Ilaaj | Ghutno Ke Dard Ka Upaay | Ghutno Ke Dard Ke nuskhe

 

[DISCLAIMER:- Iss Post Mein Jitne Bhi Maine Tips Bataye Hai. Ye Jo Tips, Informations Hai Ye Maine Internet Ki Madad Se Li Hai. To Aap Kisi Doctor Ki Salah Lekar Hi Try Kijiye.]

 

ghutno ke dard ka ilaj,ghutna dard ka gharelu upay,ghutno ka dard,ghutna dard ka ilaj,ghutno ka dard ka desi ilaj,ghutno ke dard ka desi ilaj,ghutna dard,ghutno mein dard ka ilaj,ghutno ke dard ki exercise bataye,ghutno mein dard,ghutna dard ka ilaj in hindi,ghutne dard ka ilaj

Hello friends, mera naam hai Pawan and welcome to back my Site. So friends, aaj ki iss post mein aapko hum ye batane wale hai ki, agar friends aapke Ghutno mein dard hota hai, to aap hamare yeh nuskhe jarur follow kijiye. To friends, Ghutno mein dard hona ek samanya samsya (Problem) hai. Kyunki friends, jo sabhi umra (Age) ke log hote hai, uske bhi Ghutno mein dard hota jata hai. Aur friends, kai baar ghutno mein dard kisi chot lagne ke kaaran bhi hone lagta hai.

ghutno ke dard ka ilaj,ghutna dard ka gharelu upay,ghutno ka dard,ghutna dard ka ilaj,ghutno ka dard ka desi ilaj,ghutno ke dard ka desi ilaj,ghutna dard,ghutno mein dard ka ilaj,ghutno ke dard ki exercise bataye,ghutno mein dard,ghutna dard ka ilaj in hindi,ghutne dard ka ilaj
Ghutno Ke Dard Ka Ilaaj

Aur friends, hamaare Ghutno mein halke dard ke jyadatar prakar swa dekhbaal aur anya saamanya se thik ho jaate hai. Aur friends, hamaare sharir ke jodo mein sujan create hone par gaathiya hota hai. Aur friends, sharir ke aise jod aise sthal hote hai jahan friends, do yaa do se adhik haddiya ek dusre se milti hai. Aur friends, sujan aur aenthan utpann hoti hai aur friends, yehi Ghutno mein Dard ka kaaran ban jaata hai. To friends, aap bilkul mat ghabraaiye kyunki friends, maine aa[ke liye gharelu nuskhe laaye hai, jisse ki friends, aapke Ghutne jaldi se jaldi thik ho jaayenge. Aur friends mai aapko saath hi saath yeh bhi bataunga ki, ghutno ke konse kaaran (Reason) aur Lakshan (Symptoms) hote hai, yeh mai aapko bataunga. Par friends aapko yeh post continue padhani hogi.

 

*1:- Ghutno ke Kaaran (Reason).

ghutno ke dard ka ilaj,ghutna dard ka gharelu upay,ghutno ka dard,ghutna dard ka ilaj,ghutno ka dard ka desi ilaj,ghutno ke dard ka desi ilaj,ghutna dard,ghutno mein dard ka ilaj,ghutno ke dard ki exercise bataye,ghutno mein dard,ghutna dard ka ilaj in hindi,ghutne dard ka ilaj

To friends, ab mai aapko yeh bataunga ki konse hote hai, kaaran (reasons).

 

A:- Sabse pahile friends, jodo ka dard.

B:- Ghutne ki chot.

C:- Ghutno ko jhatka lagna.

D:- Aur friends, aapko mocha ana.

E:- Ghisa hua cartilage.

F:- Ghisa hua ligment.

To friends, yeh hote hai, kuch ghutno ke Kaaran (Reason).

 

 

*2:- Ghutno ke Lakshan (Symptoms).

ghutno ke dard ka ilaj,ghutna dard ka gharelu upay,ghutno ka dard,ghutna dard ka ilaj,ghutno ka dard ka desi ilaj,ghutno ke dard ka desi ilaj,ghutna dard,ghutno mein dard ka ilaj,ghutno ke dard ki exercise bataye,ghutno mein dard,ghutna dard ka ilaj in hindi,ghutne dard ka ilaj

To friends, ab mai aapko yeh bataunga ki konse hote hai, Lakshan (Symptoms).

 

A:- Sabse pahile friends, chalte samay jodo ka lock hona .

B:- Aapka ghutna marod jaana.

C:- Ghutno aur jodo mein dard hona.

D:- Hamaare sharir mein akdan.

E:- chalne khade, hilne-dulne se .

F:- Aur friends, yaha tak ki, aaram karte samay bhi.

To friends, yeh hote hai, kuch ghutno ke Lakshan (Symptoms).

 

 

To friends, maine aapko niche kuchh tips dedi hai, to aap iss tips ko jarur follow kar dijiye.

 

 

*1:- Haldi.


*2:- Haldi Ka Doodh.


*3:- Vitamin D


*4:- Hing.


*5:- Adarak.


*6:- Sarso Ka Tel.


*7:- Laung.


*8:- Ashwagandha.

 

Friend upar maine aapko jo tips dedi hai, uski jankari (Information) maine niche dedi hai. To aap iss tips ko jarur follow kijiye.

 

*1:- Haldi.

So friends, hume pata hai ki, Haldi kiyni Gunkaari hoti hai, aur isse koi jakham yaa bukhaar jaldi se jaldi thik ho jaata hai. To friends, aap ek kaam kijiye ki, Haldi aur Chuna dard ko door karne mein bahuti hi laabhdaayak hai. Aur friends, Haldi aur Chuna ko milakar sarso ke tel mein thodi der tak garam kare. Aur uske baad uss lep ko ghutne mein lagakr rakhane se aapka dard kam ho sakta hai. To friends, aap yeh upaay try kar sakte hai.

To friends, aap yeh  nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

*2:- Haldi Ka Doodh.


To friends, aap ek kaam kijiye ki, ek glass doodh mein ek chammach haldi ke powder ko milakar subah-shaam kam se kam do baar peene se laabh milta hai. To friends, yeh bhi upaay aapke liye bahuti hi achha rahega.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

*3:- Vitamin D


Friends, hume kuchh natural upchhar karne se aapko bahuti hi laabh ho jaayega. Aur friends, Vitamin-D ka sabse achha strot suraj se utpann hone wali dhoop hai.jisse ki friends, aapko Natural Vitamin-D milti hai. Jo ki friends, hamaare haddi ke liye bahuti hi laabhdaayak hai. To friends, jab suraj niklta hai tab aapko uss dhoop ke saath rahiye. Aur friends, iske liye hume paise dene ki bhi jarurat nahi hai. To friends, aap roj-roj yehi kaam kijiye.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

*4:- Hing.


To friends, hing hamarae kitchen mein jarur hogi ti friends, aur friends, kya aapko pata hai ki, Hing Pet dard ke liye bahuti hi achhi hai. Aur friends, hing se pet fulane ki samsya (Problem) mein bhi iska sevan laabhkaari hai. To friends, aap hing ka upyog bhi kar sakte hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

*5:- Adarak.


So friends, Adarak to sabke gharo mein jarur hoti hai, aur friends, garam prakruti hone ke kaaran yeh sardi janit dard mein faydemand  hai. Aur friends, sardi-khaansi ke kaaran dard yaa fir saans sambandhi takleef, jodo ke dard, ainthan aur sujan ein adrak bahuti hi laabhkaari hoti hai. To friends, aap iss adarak ka jarur chay mein jarur sevan kariye.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

*6:- Sarso Ka Tel.


To friends, sarso ka tel sharirik dard, ghutno ke dard, aur sardi janit dard mein bahuti hi laabhkaari hoti hai. Aur friends, sirf iski maalish karne se dard mein aaram hota hai aur friends, skin mein garmaahat ho rahi hai. To friends, aap yeh bhi upyog kar sakte hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

*7:- Laung.

So friends,  aap ek kaam kijiye ki daat and masudo ke dard , sujan aadi mein laung kaafi laabhkaari hai. Aur friends, aap ek kaam kijiye ki, dard wali jagah par bhi laung ka powder yaa laung ke tel mein bheega rui ka foharakhna behad asarkaarak hota hai. To friend, aap lung ka upyog jarur kijiye.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 
 *8:- Ashwagandha.


To friends, aapko ek kaam karna padega, so friends, iske liye 40gm nagauri ashwagandha powder , 20 gram sonth churn tatha 40 gm ki matra mein khaand powder le. Aur friends, teeno ki achhi tarah se mila le. Aur uske baad ghutno mein dard mein iss churn ko 3-3 gram matra mein subah shaam garam doodh ke saath lene se aapke jodo ghutno ke dard mein aur sujan mein bahut achha aaram milta hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

Friends, mai ummid karta hu ki, aapko yeh post jarur pasand aayi hogi. To friends, aapko koi bhi health ke baare me sawal ho to aap mujhe comment ke through jarur batana.

Thank You👍👍

 

0 Comments:

एक टिप्पणी भेजें

Please do not enter any spam link in the comment box.