ब्लॉग खोजें

beabouthealth, behealthy, smoking, diet, befit, exercise, abutheight, aboutweight, baldness, pimples, fever, common cold, cough, headche, stomachche,

Behealthy लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Behealthy लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

Naak Ke Allergy Ka Ilaaj | Naak Ke Allergy Ka Upaay | Naak Ke Allergy Ke Nuskhe

 

[DISCLAIMER:- Iss Post Mein Jitne Bhi Maine Tips Bataye Hai. Ye Jo Tips, Informations Hai Ye Maine Internet Ki Madad Se Li Hai. To Aap Kisi Doctor Ki Salah Lekar Hi Try Kijiye.]

 

 

naak ki allergy ka ilaj,allergy ka ilaj,allergy ka ilaaj,naak ki ellergy ka ilaj,naak ki allergy ka ilaj in hindi,naak ki allergy,naak ki haddi ka ilaj,naak ki gadood ka ilaj,allergy,naak ki allergy ka ilaaj,allergy ka ilaaj - allergy treatment in urdu,dust allergy ka ilaj,naak ki allergy ke gharelu upay,allergy ka illaj,naak ki allergy ka gharelu upay,nasal polyps ka ilaj,naak ki allergy ka upchar in hindi,nasal polyps ka ilaj in urdu
Naak Ke Allergy Ka Ilaaj

Hello friends, mera naam hai Pawan and welcome to back my Site. So friends, aaj ki iss post mein aapko hum ye batane wale hai ki, agar friends, aapko naak (Nose) ki Alergy hai, yaa fir friends, aapko sardi aane par aapki naak (Nose) laal hoti hai, to aap hamare yeh nuskhe jarur follow kijiye. So friends, jin logo ko sardi aati hai aur har subah unhe apni naak (Nose) band milti hai, to friends, aapko Neem, Kaali Mirch, shahad aur haldi ka sevan aapko jarur karna chahiye. Aur uske aapkie naak (Nose) turant aaram milega. Aur friends, ek aur ek baat hai ki, jab Mausam badal jaata hai, tab bhi hamara jo naak hoa hai, wo laal ho jaata hai. Aur friends, mai aapko ek baat bata du ki, aajkal kai tarah ki Alergy dekhene mein aati hai. Aur friends, iss naak allergy se hume bahuti hi pareshaani hoti hai. Aur saath hi saath hume kisi bhi kaam mein man nahi lagta hai.

naak ki allergy ka ilaj,allergy ka ilaj,allergy ka ilaaj,naak ki ellergy ka ilaj,naak ki allergy ka ilaj in hindi,naak ki allergy,naak ki haddi ka ilaj,naak ki gadood ka ilaj,allergy,naak ki allergy ka ilaaj,allergy ka ilaaj - allergy treatment in urdu,dust allergy ka ilaj,naak ki allergy ke gharelu upay,allergy ka illaj,naak ki allergy ka gharelu upay,nasal polyps ka ilaj,naak ki allergy ka upchar in hindi,nasal polyps ka ilaj in urdu

Aur friends, iss naak (Nose) ki Allergy se hum sabneapne aas pass bahuti se logo ko subah uthte hi lagatar 10 se 20 cheenke lagaate jarur dekha hoga. Aur ye jo cheenke naak mein hone waali allergy ki wajah se hota hai. Aur friends, iss prakaar naak ki Allergy hume dhul yaa paaltu jaanvaro se bhi ho sakta hai. To friends, mai ab aapko yeh bataunga ki, naak (Nose) ke allergy se chhutkara pane ke liye konsa gharelu upaay karna chaahiye. Aur friends, mai aapko saath hi saath yeh bhi bataunga ki naak (Nose) kyun laal ho jaata hai aur aapko naak (Nose) ki allergy kyun hoti hai, iske kaaran (Reason) aur Lakshan (Symptoms) kya hote hai, yeh mai aapko bataunga. Sirf friends, aap ye post continue jarur padhiye. Kyunki isse aapko sab kuchh aasan tarike se samaj aa jaayega.

 

 

*1:- Naak (Nose) Laal Aur Allergy Kyun Hoti hai, Iske Kaaran (Reason).

naak ki allergy ka ilaj,allergy ka ilaj,allergy ka ilaaj,naak ki ellergy ka ilaj,naak ki allergy ka ilaj in hindi,naak ki allergy,naak ki haddi ka ilaj,naak ki gadood ka ilaj,allergy,naak ki allergy ka ilaaj,allergy ka ilaaj - allergy treatment in urdu,dust allergy ka ilaj,naak ki allergy ke gharelu upay,allergy ka illaj,naak ki allergy ka gharelu upay,nasal polyps ka ilaj,naak ki allergy ka upchar in hindi,nasal polyps ka ilaj in urdu

To friends, ab mai aapko yeh bataunga ki aakhir kya hote hai, Naak (Nose) Laal Aur Allergy Iske Kaaran (Reason).

 

A:- Sabse pahile friends, jab achaanak Mausam badal jaata hai, to friends, yeh ek iska kaaran hai.

B:- Aur friends, dusra jo kaaran hai, wo hai ki, Pradushan.

C:- Aur friends, jaanvaro ke baal iske wajah se bhi aapki naak laal ho sakti hai.

D:-Aur friends, kisi ko gandh yaa fir Parfum eke smell ki Allergy hoti hai, use bhi aapki naak laal ho sakti hai.

To friends, yeh hote hai, Naak (Nose) Laal Aur Allergy iske Kaaran (Reason).

 

 

 *2:- Naak (Nose) Laal Aur Allergy Kyun Hoti hai, Iske Lakshan (Symptoms).

naak ki allergy ka ilaj,allergy ka ilaj,allergy ka ilaaj,naak ki ellergy ka ilaj,naak ki allergy ka ilaj in hindi,naak ki allergy,naak ki haddi ka ilaj,naak ki gadood ka ilaj,allergy,naak ki allergy ka ilaaj,allergy ka ilaaj - allergy treatment in urdu,dust allergy ka ilaj,naak ki allergy ke gharelu upay,allergy ka illaj,naak ki allergy ka gharelu upay,nasal polyps ka ilaj,naak ki allergy ka upchar in hindi,nasal polyps ka ilaj in urdu
To friends, ab mai aapko yeh bataunga ki aakhir kya hote hai, Naak (Nose) Laal Aur Allergy Iske Lakshan (Symptoms).

 

A:- Sabse pahile friends, aapko lagataar Chhenke aana. Yeh bhi ek Lakshan hai.

B:- Aur friends, naak se paani jaisa taral padarth bahna.

C:- Aur frineds, hamaare Naak, Aankh aur mein khujali hona.

D:- Aur naak yaa gale mein kharash hona.

E:- Aur friends, halka bukhar yaa sirdard hona.

F:- Aur friends, aankho se aansu nikalna hona.

G:- Aur friends, Naak band hona.

To friends, yeh hote hai, Naak (Nose) Laal Aur Allergy iske.

 

To friends, maine aapko niche kuchh tips dedi hai, to aap iss tips ko jarur follow kar dijiye.

 

*1:- Haldi.


*2:- Tulsi.


*3:- Deshi Ghee.


*4:- Pudina.


*5:- Adarak.

 

Friend upar maine aapko jo tips dedi hai, uski jankari (Information) maine niche dedi hai. To aap iss tips ko jarur follow kijiye.

 

*1:- Haldi.


So friends, haldi yeh sabke liye bahuti hi laabhkaari hoti hai. Aur isme anti allergic, Anti imphlametory, aur Anti-Bacterial goon se ladhne mein madad karti hai. Shahad aur haldi ka misran le sakte hai. Aur friends, agar ye upchaar aapko kathin lagte hai, to aap ek glass doodh mein ek spoon haldi mix karke iska sevan kare.

To friends, aap yeh nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

*2:- Tulsi.


To friends, aap ek kaam kijiye ki, Tulsi mein Anti-Imflametory goon hote hai. Aur friends, isliye aap tulsi ke patto chaay banakar pee sakte hai. To friends, aap yeh upaay jarur try kar sakte hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

*3:- Deshi Ghee.


So friends, Allergy se hone wale bukhaar se raahat paane ke liye aap sone se pahileraat mein naak ked ono taraf 2 boonde ghee kid aal sakte hai. Aur friends,  yeh upaay bhi aapke liye bahuti achha hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

*4:- Pudina.


To friends, pudine mein sujan kam karne ke goon shamil hote hai. Aur friends, pudine ke 2 se 3 patte chabaaye. Aur uske baad friends, pudine ke chaay peene se aapko jaldi se raahat milegi.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

 

*5:- Adarak.


So friends, aap ek kaam kijiye ki, ek glass paani mein adarak ka chhota tukda ubaal le. Aur uske baad fir isme shahad aur nimbu ka ras milakar peeye. To friends, aapke liye yeh bhi upaay bahuti hi achha hai.

To friends, aap yeh bhi nuskha try Or follow kar sakte hai.

 

Friends, mai ummid karta hu ki, aapko yeh post jarur pasand aayi hogi. To friends, aapko koi bhi health ke baare me sawal ho to aap mujhe comment ke through jarur batana.

Thank You👍👍

 

Bukhar Aane par Gharelu Nuskha 2021 In Hindi| Bukhar Ke Liye Gharelu upay In Hindi 2021| Bukhar Aane Par Kya Kare In Hindi 2021|

 

[DISCLAIMER:- Iss Post Mein Jitne Bhi Maine Tips Bataye Hai. Ye Jo Tips, Informations Hai Ye Maine Internet Ki Madad Se Li Hai. To Aap Kisi Doctor Ki Salah Lekar Hi Try Kijiye.]

 

 

Hello friends, mera naam hai Pawan and welcome to back my Site. So friends, aaj ki iss post mein aapko ye batane wala hu ki, agar aapka Bukhar (Fever) rukane ka naam hi nahi leta to aap hamare yeh nuskhe jarur follow kijiye.To friends, corona ki vajah se logon mein bukhar ko lekar jyaada hi dar ban gaya hai. Aur friends, corona kaa naam liya to sab dar jaate hai, kyunki aap sab ko pata hai ki corona kitni khatra bimari hai. Aur friends jab teji se bukhar aata hai to hamara sharir (Body) ka tapmaan (Temprature) badhata hai.

Aur Bukhara aana ek aam bimari hai. To aap iss bukhar ko gharelu nuskhe se bhi  thik kar sakte hai. Aur Doston, aap ko ek baat bata du ki, bukhar hume kabhi bhi aa sakte hai, par friends jabse corona virus aaya hai hamare pure jag (World) me hahakar mach gai hai. Aur hume sadharan jab bukhar aata hai to hum dar jaate hai ki, kya mujhe corona ho chuka hai, iske dar se bhi hum jyada tar hospital me bhi nahi jaate, kyunki uski vajah hai Corona.

Aur Friends, ab hamare pure bharat (India) mein corona ki hahakar hai, aur ab jisko sadharan Khansi-Jukham hota hai to log bhi dar jaate hai. Aur kahte hai ki bhai isko bhi corona virus ho gaya hai kya ? To hum iske vajah se hospital mein bhi nahi jaate to aapka bukhar kaise kam kiya ja sakta hai, to friends aap bilkul mat ghabraiye kyunki, maine aapke liye kuchh gharelu nuskhe laaye hai, ki aap iss gharelu nuskhe se aap apna bukhar kam kar sakte hai.

 

v 

1:-  Bukhar ke Lakshan (Symptoms) Kya Hai ?


Ø  1. Bahut saari thakaan (Tired) mahsus hona.

Ø  2. Hamari body dard (Pain) karna.

Ø  3. Sharir (Body) ka tapmaan (Temprature) jyada badhnaa

Ø  4. Khansi-Jukham aana.

Ø  5. Gale mein dard karna.

Ø  6. Sirdard karna (Headche).

Ø  7. Aur hamare aakhen laal hona.

Ø  8. Hamare haat-paav (Hand And Leg) dard karna.


 

v      Bukhar ka Karan kya hota hai ?

 

·      1.  Friends, agar aapne achhi tarah se paka hua khaana (Food)  nahi kaaya ho to aapko bukhar ho sakta hai.

·        2. Dushit paani  peene se bhi bukhar hota hai.

·       3.  Aur hamare sharir (Energy) kam hona.

·        4. Aur jis vyakti (Person) ko bukhar hua to uss vyakti (Person) ke sampark mein aana.

 

 

To friends, mai aapko niche kuchh Gharelu Nukshe ke tips doonga aur aap iss tips ko jarur follow kijiye.

 


*1:- Dhaniya Ki Chay (Tea).


*2:- Namak, Ajwain Aur Nimbu.


*3:- Thande (Cold) Paani Ki Pattiyaan.


*4:- Pudine Ke Patte.


*5:- Chandan:-


*6:- Methi Ka Paani.


*7:- Tulsi.


*8:- Nimbu Aur Shahad.


*9:- Daalchini.

 

Friend upar maine aapko jo tips dedi hai, uski jankari (Information) maine niche dedi hai. To aap iss tips ko jarur follow kijiye.

 

 

*1:- Dhaniya Ki Chay (Tea).

To Friends, dhaniya sehat ke liye bahut achhi hai, aur iss dhaniya se hamara bukhaar jaldi se thik ho jaata hai. To Friends, ek glass paani mein kek bada chammach Dhaniyaa, thoda sa doodh aur chini daal kar ubaale aur uske baad friends, jisko bukhar hai uss vyakti (Person) ko de. Aur uske baad aapka bukhar jaldi se jaldi hamara bukhar khatam ho jaata hai.

Aur frieds, aap yeh gharelu nuskha try kar sakte hai.

 


*2:- Namak, Ajwain Aur Nimbu.



To doston, aap ek kaam kijiye ki, safed (White) namak ek chhota chammach aur thodi Ajwain ko ek saath bhoon le. Aur uske baad friends, isme ek glass paani milakar ek nimbu nichhod de. aur uske baad friends, jisko bukhar hai uss vyakti (Person) ko de. Aur uske baad aapka bukhar jaldi se jaldi hamara bukhar khatam ho jaata hai.

Aur friends, aap yeh bhi gharelu nuskha try kar sakte hai.

 


*3:- Thande (Cold) Paani Ki Pattiyaan.

To aap ek saaf (Clean) kapde ko nal ke thande paani se bhigokar nichhod le aur uske baad marij ke maathe par aur pairo par lagaa dijiye. Nahi to aap iske alawa aap thande paani se bheege kapde ki pattiyan apne gardan (Neck) par laga dijiye. Aur uske baad aapka bukhar dheere-dheere kam ho jaayega.

Aur friends, aap yeh bhi gharelu nuskha try kar sakte hai.



*4:- Pudine Ke Patte.

So friends, pudino ke pattiyon se sharir (Body) ko hamare sharir ko shitaltata (Cold) pradaan karti hai. Aur friends, ek cup garm paani (Hot water) mein ek chammach (Spoon) pudine ke pattiyon ko piskar milaaye. Aur isse 10 Minute tak ke liye khaulane de. Aur ab isse chhan le aur ghol mein thoda shahad (Honey) mila de. Aur uske baad aapko iss chay (Tea) ko roj-roj din mein teen ya char 3-4 baar piye.

Aur friends, aap yeh bhi gharelu nuskha try kar sakte hai.

 

 

*5:- Chandan:-

Kya aapko pata hai, friends Chandan ki thandi taasir bukhar aur sujan kam karne mein bhi madad karti hai. Aur doston, aadha chmmach (Spoon) Chandan powder mein thoda paani milakar ek pest bana le. Aur uske baa diss pest ko maathe par lagaaye. Aur kuchh samay ya din ke baad aapka bukhar kam ho jaayega. Aur pahle se thik ho jaoge, to friends aap yeh bhi nuskha try kar sakte hai.

Aur friends, aap yeh bhi gharelu nuskha try kar sakte hai.

 

 

*6:- Methi Ka Paani.


To friends, yo jo gharelu nuskha hai, wo bahut hai aasan aapke liye bhaut aasan hoga kyunki, Methi aapke ghar mein 100% hogi to iss methi ka use kaise karte hai. To friends, Aapke kichan mein methi to hogi to uske baad methi ko donon ko ek cup mein bharkar isse raatbhar ke liye bhingon liye Aur subah ke samay isse chhankar har ek 1 ghante (Hours) mein piye. Aur uske baad aapko jaldi aaram milega.

Aur friends, aap yeh bhi gharelu nuskha try kar sakte hai.

 

 

*7:- Tulsi.

Friends, tulsi  jo hai wo ek vanaspati (Plant) wo sabke gharon ke aangan (Yard) mein rahti hai, aur friends hum tulsi ki pooja karte hai, toa ap tulsi ke patton se bhi apna bukhar kam kar sakte hai. To aap kahenge kaise to aap tulsi ke patte ko aap easy chaba sakte ho, aur tulsi ke patte chabakar aapka bukhar dheere- dheere khatam ho jaayega. Aur tulsi mein Vitamin-A, Vitamin-K, Calcium, Iron ye maujud rahta hai. To isliye hum tulsi ke patte khaate hai to hamara bukhar jaldi se thik ho jata hai.

Aur friemds, aap yeh bhi gharelu nuskha try kar sakte hai.

 

 

*8:- Nimbu Aur Shahad.

To Doston, aap ek kaam kijiye ki, nimbu (Lemon) ka ras (Juice)  aur shahad (Honey) ek-ek karke sevan kijiye. Aur uske baad apaka bukhar teji se kam hoga.

Aur friemds, aap yeh bhi gharelu nuskha try kar sakte hai.

 


*9:- Daalchini.


To friends, aapko daalchini kitchen mein aasani se milti hai, Aur daalchini mein paani Carbohydrates, Protein, Aur Calcium Maujud hote hai, To ye sabhi milakar Sharir (Body) ko takat pradan karte hai. Aur isse aapko bukhar se turant raahat milegi. To aap isse bhi try kijiye.

Aur friemds, aap yeh bhi gharelu nuskha try kar sakte hai.

 

 

Aur friends, mai ummid karta hu ki aapko ye post jarur pasand aayi hogi. Aur friends aapko koi bhi problem hogi to aap mujhe comment ke through jarur batana.

Thank You👍👍

 

 

 

 

 

                                                                                                                                    

Sardi-Jukham ke Gharelu Nuskhe In hindi 2021| Full Information In Hindi 2021|

 

[DISCLAIMER:- Iss Post Mein Jitne Bhi Maine Tips Bataye Hai. Ye Jo Tips, Informations Hai Ye Maine Internet Ki Madad Se Li Hai. To Aap Kisi Doctor Ki Salah Lekar Hi Try Kijiye.]

 

 

Hello friends, mera naam hai Pawan and welcome to back my Site. So friends, aaj ki iss post  mein aapko hume yeh batana hai ki, agar aapki Sardi (Cold) rukane ka naam hi nahi leti to aap hamare yeh nuskhe jarur follow kijiye. Aur friends., mai aapko ek baat bata du ki Khansi-Jukham har badalate Mausam ke saath aane wali samsya (Problem) hai. Aur Doston, Khaansi (Cold) ek Bacteria Ya Viral hai ki, iske infection , Alargy ya thand (Cold) ke kaaran se bhi ho sakti hai, ya fir ho jaati hai.

Par hamara India aisa ek desh (Country) hai, ki jinko Khansi-Jukham hai wo log doctor ke paas nahi jaate balki Khansi-Jukham ka ilaaj ghar me hi karte hai. Aur hamare kitchen me hi Khansi-Jukham ka ilaaj hota hai. Isliye hum jyada tar Doctor ke paas nahi jaate. Hamare Kicthen mein bhi bahut saare gharelu nuskhe chhupe hote hai. To Friends, aapko kuchh gharelu nuskhe pata nahi honge to isliye friends maine aapke liye dher saare, bahut saare aaj Khansi-Jukham (Cold-Cough) ke gharelu nuskhe laaya hu . Especially Aapko friends.


To friends, mai aapko niche kuchh tips doonga aur uss tips ko jarur follow kijiye jisse Aapko nuskha padhane me aasani hogi or rahegi.

 


*1:- Haldi Wala Doodh.

 

*2:- Garm (Hot)  Paani.

 

*3:- Shahad, Nimbu Aur Ilayachi Ka Mishran (Mixure).

 

*4:- Garm Paani Aur Namak (Salt) se garare.

 

*5:- Adarak-Tulsi.

 

*6:- Aawala.

 

*7:- Lahsun (Garlic).

 

*8:- Adarak Aur Namak (Salt).

 

*9:- Kaali Mirch.


*10:- Gaajar ka Juice.

 

To Friends, maine aapke liye iss tips ki information niche dedi hai, Aur Friends aa piss tips ko jarur follow kijiye. Iski Madad se aapko padhane mein aasani hogi.

 

 

*1:- Haldi Wala Doodh.



To Friends, hume Khansi-Jukham jab hogi to hume haldi wala doodh peena padega. Jukam Mein Haldi wala  doodh bahut faydemand (Benificial) hota hai. To dosotn raat ko sone se pahle se peene se teji se aaram milta hai. Aur Haldi ek aisi gunkari dawa, jadibuti hai, jisse ki koi bhi bamari hogi to hume wahan pe haldi ka upyog (Use) chahiye. Aur iski Property Khansi-Jukham ke Lakshano (Symptom) mein aaram milta hai.

To Friend, aap ye tips try kar sakte hai.


 

*2:- Garm (Hot)  Paani.


To Doston, aap jitna ho sake ho garm (Hot) paani piye. Kyunki friends, agar aapke gale mein jama cough khulega aur uske baad aap achha mahsoos karenge. To aap iss garelu nuskhe ko jarur ajma (Try) kar sakte ho. aur friends yaad rakhna ki, hume garm paani nahi peena hai. paani garm karke uss paani ko thanda (Cold) karke peena hai.

To Friend, aap ye bhi tips try kar sakte hai.

 


*3:- Shahad, Nimbu Aur Ilayachi Ka Mishran (Mixure).




Haan friends, Shahad, Nimbu Aur Ilayachi Ka Mishran karne se  or khaane se hamari Khansi-Jukham thik ho jayegi. Aur Friends, uske baad Aadha chammach (Spoon) shahad mein ek chutaki Ilayachi powder aur kuchh boond nimbu ke ras (Juice) ki boonde daaliye.ayr uske baad (Syrup) ka din mein 2 baar sevan kare . aur aapko Khansi-Jukham se kafi rahat milegi. Aur aapki Khansi-Jukham jaldi se jaldi reh jaayegi.

To Friend, aap ye bhi tips try kar sakte hai.


 

*4:- Garm Paani Aur Namak (Salt) Se Garare.


Friends, garm (Hot) paani mein chutki bhar namak mila kar garare karne se aapki Khansi-Jukham ke dauran bahut rahat milegi. Aur saath hi saath aapke gale ko rahat milti hai. Aur khansi se bhi aapko jaldi chhutkara milega.

To Friend, aap ye bhi tips try kar sakte hai.


 

*5:- Adarak-Tulsi.


Aur friends, mai aapko ek baat bata du ki aapko Khansi-Jukham ho to aapke liye yeh nuskha bahut achha hoga. Kyunki friends, Adarak ke ras mein Tulsi milay Aur saath hi saath iska sevan kare. Aur isme shahad (Honey) bhi milaya ja sakte hai. To aap yeh bhi nuskha try kar sakte hai aur mai kahta hu ki aap jarur ghar pe try kijiye.

To Friend, aap ye bhi tips try kar sakte hai.


 

 *6:- Aawala.



Aawala mein prachur matra mein Vitamin-C paya jata hai, aur isme hota hi hai. Aur friends jo khoon ke sanchar ko behtar karta hai. Kyunki friends, usme anti-oxident’s  bhi hote hai. Jo aapki  power ki kshamata (Capaicty) badhati hai. To aap aawala bhi khaa sakte hai.

To Friend, aap ye bhi tips try kar sakte hai.


 

*7:- Lahsun (Garlic).



Friends, lahsun (Garlic) ko ghee mein bhun le aur garm-garm hi khaa le, aur friends, yaad rakhe ki, ye swaad mein bahut kharab ho sakta hai. Par yeh paste aapke liye aapke sehat ke liye bahut achha hai. To aap isse bhi try kar sakte hai or kariye.

To Friend, aap ye bhi tips try kar sakte hai.


 

*8:- Adarak Aur Namak (Salt).


Yeh bhi garelu nuskha aapke liye bahut accha  hai, to doston aap Adarak ko chhote tukdon mein kaante uar usme namak (Salt) milaye.  To aap isse jarur khaa le. Kyunki iske ras (Juice) se aapka gala khul jaayega. Aur namak se aapke gale mein jo kitnu hote hai wo mar jaate hai.

To Friend, aap ye bhi tips try kar sakte hai.


 

*9:- Kaali Mirch.


Friends, aap kali mirch ke saath desi ghee ke saath milakar khaaye. Aur isse aapko Khansi-Jukham ho toaapko bilkul aaram milega. To aap iss nuskhe ko bhi try jarur karna.

To Friend, aap ye bhi tips try kar sakte hai.


 

*10:- Gaajar ka Juice.



Haan friends, aapke sehat ke liye Gajar Ka Juice bhi bahut accha rahega. Aur Friends aapko sunane me alag lag raha hoga. Khansi-Jukham keliye gajar ka juice sehat ke liye bhi bahut achha rahta hai. Aur Khansi-Jukham mein gajar ka juice bahut faydemand (Benificial) hota hai. Par friends, yahan pe aap yaad rakhana ki yeh gajar ka juice baraf ke saath iska sevan na kare.

To Friend, aap ye bhi tips try kar sakte hai.



Aur frinds, mein ummid karta hu ki, aapko yeh post jarur pasand aayi hogi. aur aapko kisi bhi sawal ki pareshaani hogi to aap mujhe jarur comment ke through batana.

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 



Apni Health Kaise Badhaye In Hindi 2021| How To Increase Our Health In Hindi 2021| Full Information In Hindi 2021|

 

[DISCLAIMER:-  iss post mein jitne bhi maine tips bataye hai. Ye jo information hai yeh maine internet ki madad se li hai. To friends, aap kisi doctor ki salah lekar hi try kijiye.]

 


Hello friends, mera naam hai Pawan and welcome to back my site. So friends, aaj li iss post me hume  aapko ye batana hai ki, ‘Aap Apni Health Jaldi Kaise Badhaye’. Aur Saath Hi Saath hum aaako yeh batayenge ki aapke liye konsi Medicine, Workout, Gharelu Nuskhe, Khana-Peena, etc. iske baare me aapko me details bataunga. Aur iske madad (Through) se aap apni health aasani badha sakte hai.

Aur friends, aap roj-roj (Regular) apni movements badhani hogi. Aur friends har koi aadami yeh chahata hai ki, hamari body chust (Fit) ho. Aur hume chust rahane ke liye jaruri hai kyunki hume koi bhi bimariyon ka khatara nahi hota hai.

Aur roj-roj apni diet me khoob saari sabjiya (Vegetables) Aur falon (Furits) ko shamil karen. Aur iske madad se aap fit reh sakate hai. To friends aap isse jarur follow kijiye.

Aur Friends, mai aapko niche kuchh tips bataunga to aap iss tips ko jarur follow kijiye.

 

*1:- Fit Rahane Ke Liye Santulit Konsa Aahar Khaaye ?

 

*2:- Kya Neend Lene Se Aap Fit Reh Sakte Hai ?

 

*3:- Fit Rahane Ke Liye Kya-Kya Khaaye Aur Piye ?

 

*4:- Fit Rahane Ke Liye Vyavan (Workout) Kariye

 

*5:- Single Diet Plan.

 

*6:- Malai Aur Doodh Khaane Se Kya Hota Hai ?

 

*7:-  Fit Rahane Ke Liye Konsa Yoga Karna Sahi Hai ?

 

*8:- Fit Rahane Ke Liye Konsi Tablets, Dawa Sahi Rahegi ?

 

 

So friends, iss saari tips ki information maine niche de di hai, to aap isse jarur follow kijiye.



(*1:-) Fit Rahane Ke Liye Santulit Konsa Aahar Khaaye ?

Aur friends, aap fit rahane ke liye roj-tajaa fal (Fresh Fruit) sabjiya (Vegetable) Diet me khaaye aur yeh santulit Aahar aapko fit rahane ke liye madad karata hai. Aur doston saath hih saath aap protein bhi shamil karen. Jaise ki Chicken, Machhali (Fish) tofu aur beans.

Aur Dosto aapko saath hi saath urja (Energy) ki bhi jarurat hoti hai. To mai aapko bataunga ki aapko energy ke liye faydemand (Benifecial) kya hai. To doston energy ke liye body me bhi bahuti jaruri hota hai. Aur friends apane khaane me Carbohydrates jarur shamil karana.Kyunki Carbohydrates se aapki body sust (Fit) rahati hai, aur aapko kamjori (Weakness) bhi mahsus nahi hoga.

To Friends, Aap Yeh Tips Jarur Follow Kar Dijiye.

 

 

(*2:-) Kya Neend Lene Se Aap Fit Reh Sakte Hai ?

Haan Doston, kya sachmuch neend lene se hum fit reh sakte hai. Haan doston kahi logo ki neend puri tarah hoti nahi hai, to iske vajaj se bhi hum fit nahi reh sakate. Aur aap puri neend nahi lete ho to aapke Metabolism, Mood, Concentration, Stress Harmon Aur aapke (heart)  pe iska asar padataa hai.

Aur jab hum puri neend lete hai to tab hume pura aaram milta hai, Aur hamare body ko bhi fit rakhati hai. Aur friends hume roj-roj 7 to 8 Ghante (Hours) itani neend leni chahiye. Aur iske kuchh mahino (Month) baad aap ekdam thik ho jaoge. Aur saath hi saath aapki body  bhi rahegi.

To Friends, Aap Yeh bhi Tips Jarur Follow Kar Dijiye.

 

 

 

*3:- Fit Rahane Ke Liye Kya-Kya Khaaye Aur Piye ?

To doston, mai aapko ek salaah doonga ki, aap roj-roj Paushtik (Healthy) Khaana khaaye. Aur healthy khaane se hamari body Sharirik Aur Mansik  fit rehati hai. Aur Doston sabase pahile aapko 12 se 15 glass paani (Water) pure din me lena chahiye. Aur saath hi saath healthy drinks bhi leni chahiye. Jaise Ki Juice, Green Tea Aur Soup etc.




Aur Friends ab hum aate hai, khaane par to dosto aapko Chawal (Rice) aalu (Potato) aisi sabjiyaan (Vegetables) na khaaye. Kyunki iske vajah se aap mote ho sakte hai. Aur aap jyada se jyada Fruits, Salad, Pea, Mataki ye sab khaayen.

To Friends, Aap Yeh bhi Tips Jarur Follow Kar Dijiye.

 

 

 

 (*4:-) Fit Rahane Ke Liye Vyavan (Workout) Kariye


To Doston, sabse pahile aap dheere-dheere chaliye aur uske baad jogging kijiye. Aur aap gym me bhi jaa sakte ho. Aur humr fit rehana bhi bahuti jaruri hai, to aap ghar kr under mein bhi aap walk krar sakte hai. Aur workout se hume koi bhi bimari nahi ho sakti hai.

To Friends, Aap Yeh bhi Tips Jarur Follow Kar Dijiye.

 

 

 *5:- Single Diet Plan.



Friends, jo person ek hi tarike ka khaana khaata hai, to uss person ke liye bahut badi problem hoti hai ke unhe (Healthy) aur khoobsurat (Beautiful) body paane ko mushkil (Problem) aati hai. Aur jo log sachmuch fit rehana chahate hai to o accha khaana-peena khaaye piye . Aur Doston saath hi saath roj-roj alag naya (New) khaana khaayen.

To Friends, Aap Yeh bhi Tips Jarur Follow Kar Dijiye

 

 

*6:- Malai Aur Doodh Khaane Se Kya Hota Hai ?




HAan Friends, bilkul aap bhi ache rahane ke liye aur body ko fit rahane ke liye aur saath hi saath Wajan (Weight) Ghatane ke liye Malai Rahit Doodh (Milk) piye. Kyuki friends Malai wale doodh me Calories ka pramaan jyada hota hai. Aur Malai Rahit doodh me calories kam hoti hai to aapka Wajan (Weight) kam rakhane me madad karta hai. To Friends aap ye bhi ghar ko try kijiye.

To Friends, Aap Yeh bhi Tips Jarur Follow Kar Dijiye.

 

 

*7:-  Fit Rahane Ke Liye Konsa Yoga Karna Sahi Hai ?

Friends, aapko fit rahane ke liye Yoga karana bhi bahuti jaruri hai. To chaliye friens hum dekhate hai ki konsi hai, o Yoga.

 

(a):-“VIRBHADRASAN”

Virbhadrasan karane se hamari tango ko majboot  karati hai. Aur iss aasan se Bhujaayen Bhi Sudaul hoti hai.

 

 (b):-“UTKATAASAN”

Friends, utkataasan karane se body ke pichhale hisse me Majbooti Aur khoobsurati Aati Hai. Aur Jinake Ghutano me Dard  ya Blood  Pressure ki bimari ho use yeh Aasan Nahi Karna Chahiye.

 

(c):-“NAUKASAN”


To doston, Naukasan Aasan me kuchh second ke liye khud ko naav (Ship) ke Aakar Ka banana hota hai. Aur ye jo Aasan hai pure Body ko Laabhkaari (Benificial) hai.

To Friends, Aap Yeh bhi Tips Jarur Follow Kar Dijiye

 


*8:- Fit Rahane Ke Liye Konsi Tablets, Dawa Sahi Rahegi ?

To Friends, ab hum aapko batayenge ki aapke liye konsi dawa, Tablet sahi rahegi.

 

(a):-“GOOD HEALTH”

GOOD HEALTH Yeh Ek Ayurvedic Tablets Hai, Iss Dawa Se hum Fit reh sakte hai,. To Friends, mai ummid karta hu ki aap iss dawa Tablet ka jarur sevan karen


(b):-“EAZOL HEALTH TONIC”

EAZOL HEALTH TONIC Yeh tonic bhi hamare body ko fit rakhane ko kaam aata hai, To iska bhi karana chahiye.

 

Aur Friends, Mai Ummid Karata Hu Ki, Aapko Yeh Post Jarur Pasand Aaegi Aur Mujhe Comment Ke Through Jarur Batana

Thank You👍👍👍👍👍