[DISCLAIMER:- Iss Post Mein Jitne Bhi Maine Tips Bataye Hai. Ye Jo Tips, Informations Hai Ye Maine Internet Ki Madad Se Li Hai. To Aap Kisi Doctor Ki Salah Lekar Hi Try Kijiye.]
Hello friends, mera naam hai Pawan and welcome to back my Site. So friends, aaj ki iss post mein aapko ye batane wala hu ki, Angoor (Grapes) ke kya Faayde aur nuksaan hote hai. Aur saath hi saath mai aapko Angoor (Grapes) ke baare mein puri tarah jaankari doonga. Aur friends, Angoor (Grapes) khaane ke kai laabh hai to kai nuksaan bhi hai.aap jaankar hairaan ho jaayenge. aur friends, iss Angoor (Grapes) ke fayde bhi itne bade hai ki, aap hairan ho jaayenge. Aur friends, agar aap kaale Angoor (Grapes) khaate ho to aapke liye bahuti hi achha hoga. Aur friends, bahut se desho ne bhi Angoor (Grapes) ki kheti karni shuru ki aur usse sharab banna bhi shuru kiya hai. aur friends, hum sabko pata hai ki, Angoor (Grapes) ka daana kitna ras bhara aur meetha hota hai.
Aur friends, Angoor (Grapes) yeh itne jyaada faaydemand hote hai ki, aur friends, Angoor (Grapes) ek aisa fal hai, jisse har koi khaana pasand karega. aur friends, jyaada tar log hare Angoor (Grapes) khaate hai. aur kaale Angoor (Grapes) ko najar andaaj karte hai. aur friends, yadi aap niymit roop se 100 Angoor (Grapes) khaate ho to aapko kai tarah ke paushak tatwa prapt honge. to ab friends, mai ab aapko Angoor (Grapes) ki puri jaankari doonga. aur saath hi saath mai aapko Angoor (Grapes) ke Faayde (Benifits) aur Nuksaan (Disadvantage) kya hote hai. mai aapko yeh sab bataunga, aur friends, mai aapse ummid karta hu ki, aap yeh post continue padhenge.
*1:- Angoor (Grapes) ke Faayde (Benifits) .
A:- Sabse pahile friends, Angoor (Grapes) ka sevan karna skin ke liye bhi bahuti hi faaydemand hota hai.
B:- Angoor (Grapes) khaane se roosi se chhutkaara paane ke liye kiya jaata hai.
C:- Agar friends, aap niymit roop se Angoor (Grapes) ka sevan karne par baalo ka jhadna rook sakta hai.
D:- Aur friends, kya aapko pata hai ki, Angoor (Grapes) mein potassium maujood hota hai, jo ki High Blood Pressure, High Cholestrol aur heart ki bimariyo ki, rokthaam yaa kam karne mein madad karta hai.
E:- Aur friends, Angoor (Grapes) ka sevan sharir mein hui kuchh prakaar ki sujan ko kaam karne mein bahut hi madad karta hai.
To friends, yeh hote hai, Angoor (Grapes) ke Faayde (Benifits) .
*2:- Angoor (Grapes) ke Nuksaan (Disadvantage).
To friends, ab mai aapko Angoor (Grapes) ke Nuksaan (Disadvantage) kya hote hai, yeh bataunga.
A:- Sabse pahile friends, Angoor (Grapes) se aapko Apachan bhi ho sakta hai.
B:- Aur friends, Angoor (Grapes) se aapko Dast bhi ho sakta hai.
C:- Friends, waise to Angoor (Grapes) mein bahut hi kam Calories hote hai, aur iska bahuti hi adhik matra mein sevan karne se aapka kuchh kulo wajan badh sakta hai.
D:- Agar friends, aap jyaada Angoor (Grapes) khaate ho to aapko Gas ki problem ho sakti hai.
E:- Agar friends, aapka sharir Fructose se savendanshil hai, to Angoor (Grapes) ka sevan karne se aapke liver aur kidney ki karyashilta par prabhaav pad sakta hai.
To friends, yeh hote hai, Angoor (Grapes) ke Nuksaan (Disadvantage).
*3:- Angoor (Grapes) khaane ka sahi tarika.
B:- Aur friends, aap Fruit chaat banaane mein Angoor (Grapes) ka upyog kar sakte hai.
C:- Cake banane ki saamgri mein Angoor (Grapes) ko mila sakte hai, isse friends, aapke Cake mein ek alag tarah ka swaad aata hai.
D:- Angoor (Grapes) ki ice-cream banaakar khaai jaa sakti hai, aur yeh bahuti hi swaadishth hoti hai.
*4:- Angoor (Grapes) khaane ka sahi samay.
*5:- Baalo ke liye Sehatmand hai.
*6:- Khoon ki kami ko karta hai door.
*7:- Diabetes mein kaaragar.
*8:- Kabj se aaram de.
Friends, mai ummid karta hu ki, aapko yeh post jarur pasand aayi hogi. To friends, aapko koi bhi health ke baare me sawal ho to aap mujhe comment ke through jarur batana.
Thank You👍👍