ब्लॉग खोजें

beabouthealth, behealthy, smoking, diet, befit, exercise, abutheight, aboutweight, baldness, pimples, fever, common cold, cough, headche, stomachche,

ganjepan ka ilaj | ganjepan ka gharelu upaay | Baldness Solution 2021 |

Petdard Ke Gharelu Nuskhe


[DISCLAIMER:- Iss Post Mein Jitne Bhi Maine Tips Bataye Hai. Ye Jo Tips, Informations Hai Ye Maine Internet Ki Madad Se Li Hai. To Aap Kisi Doctor Ki Salah Lekar Hi Try Kijiye.]

 

ganjepan ka ilaaj,ganjepan ka ilaz,ganjapan ka ilaj in hindi,ganjapan ka gharelu ilaj,ganjepan ka ilaj in hindi,ganjepan ko dur karne ke upay,,ganjepan ke liye oil,ganjepan ka upay,ganjepan ka ilaj
Ganjepan Ka Gharelu Upaay

Ganjepan Ka Gharelu Upaay Hello friends, mera naam hai Pawan and welcome to back my Site. So friends, aaj ki iss post mein aapko hum ye batane wale hai ki, agar aap Ganje (Hairloss) hai to aap hamare yeh nuskhe jarur follow kijiye. Ki iss nuskhe se aapko ganja (Baldness) hamesha ke liye jaayega. Aur Friends, aamtaur bhi kisi bhi achhe health wale person ke bhi baal rojana 50 to100 jhad rahe hai. Aur soston agar aapke baal roj-roj 100 or 150 se jyada aapke baal zad rahe to yeh Ganjapan ke lakshan (Symptoms) hote hai.

Aur jyadatar Ganjaapan (Hairloss) Purushon (Man) mein jyada hote hai. Kyunki friends, Purushon (Man) mein aamtaur Ganjepan ke liye Ek Male harmone jimmedar mante hai. Isliye Purushon (Man) ke baal jyada zadte hai. Aur shayad yehi vajah se Mahilaaon (Female) mein Ganjaapan bahuti kam hota hai. Par Friend, aapke baal jhad rahe ho to aap bilkul mat ghabraaiye. Kyunki maine aapke liye bahut se Gharelu Nuskhe, Capsules.

Oil laaye hai. Aur friends mai aapko saath hi saath aapke baal kyun jhadte hai, Ganje hote hai iske kuchh karan (Reason) aur lakshan (Symptoms) mai aapko bataunga. To aap dhyan se padhiye ye aapse vinati (Request) hai.




 

(1:-) Ganjaapan Ke Lakshan (Symptoms).

Ganjaapan kea mul lakshan (Symptoms) to baalon ka teji se jhadna hota hai.                                    

 A:- Jab friends, aap kanghi (Comb) karte hai, aur uske baad baalo (Hair) ka guchha aapake haato mein hota hai.

B:- Aur dusra jo lakshan (Symptoms) hai, ki bbal aapke kapdo (Cloth) ke saath bhi chipke hote hai.

C:- Aur jab hum baalo mein haath daalte hai, to aapke baalhaath mein aa jaate hai.

To friends, yeh kuchh lakshan (Symptoms) hai baal jhadane ke.

 

(2:-) Ganjaapan ke Kaaran (Reasons).

Friends, Ganjepan (Baldness) ke kaaran kya hote hai, yeh ab hum dekhene.

 

A:- Hamare body mein konse hi Vitamin ki kami ke kaaran se baal jhadte hai.

B:- Hamare baalo ko roj-roj shampoo se dhona.

C:- Aur baalo ki judo mein kamjoer hone ke kaaran.

D:- baalo ko bahut jyaada  color yaa die karne se.

E:- aur gambir roop se bimaar padne ya bukhhar hone ke kaaran.

F:- Sharirik tanav (Tension) ke kaaran.

So friends, ye hai baal jhadne ke kaaran.

 

Aur friends mai  aapko niche kuchh tips doonga aa puss tips ko jarur follow karna.

 

*1:- Methi.

*2:- Aawla.

*3:- Mehndi.

*4:- Naarial (Coconut).

*5:- Udad Aur Pyaj.

*6:- Neem Ki Pattiyaan (Leafs).

*7:- Baal Badhane Ki Oil Aur Capsule.

 

 

Friend upar maine aapko jo tips dedi hai, uski jankari (Information) maine niche dedi hai. To aap iss tips ko jarur follow kijiye.

                                                                              .

 

*1:- Methi.

Friends, methi se baalo (Hair) ko banane wale Harmones badhte hai. Aur isliye methi ka sevan baalo ke liye faydemand hai. Aur aap Methi ka pest banakar raat bhar  chhod de. Aur uske baad subah ko nahane ke pahile 1 Ghante (Hours) tak Scalp par lagane ke baad shampoo kare. To friends, aap iss tips ko jarur follow kijiye.

Aur friends, aap yeh nuskha jarur follow kijiye.

 

 

*2:- Aawla.

 Aur friends, aapko pata hai ki, aawle mein Vitamin C maujud rahta hai. Jisse friends, hota yeh hai ki aapke baal teji se badhte hai. Aur aap Aawle ka pest banakar isme aap nimbu ka ras mila de. Aur iss Aawle ke pest ko aap Niymit (Continue) roop se Scalp par lagakar chhod de. Aur aap yeh nuskha jarur try kijiye.

Aur friends, aap yeh bhi nuskha jarur follow kijiye.

 

 

*3:- Mehndi.

Aur friends, aapko mehndi ke patto ko sarso (Musture) ke tel mein ubaal le, aur uske baad Thanda kar le. Aur iske baad aap mehandi se sir (Head) ki maalish karne se bhi baalo aur scalp ki maalish kare. To friends aap isse jarur follow kijiye.

Aur friends, aap yeh bhi nuskha jarur follow kijiye.

 

 

*4:- Naarial (Coconut).

Aur aap Naarial (Coconut) ko piskar iska ras nikale aur roj isse sir ke scalp ki maalish kare. Aur uske baad isse baal jhadne kam honge Aura ap uske baad ganjepan se aap chhut jaaoge. To friends, aap isko bhi try kijiye.

Aur friends, aap yeh bhi nuskha jarur follow kijiye.

 

 
*5:- Udad Aur Pyaj.

Aap udad ki daal ubaalkar use piss le. Aue uske baad aap sote samay Ganjepan mein lagaaye. Isse aapke baal jaldi se jaldi badh jaayege. Aur jahan-jahan ase baal ud rahe ho to vaha par pyaj ka ras ragadte rahne se baal jaldi se jaldi aate hai.

Aur friends, aap yeh bhi nuskha jarur follow kijiye.

 

 

*6:- Neem Ki Pattiyaan (Leafs).


Neem ki pattiyo aur Aawle ke churan ko paani mein ek saath daalkar ubaal le. Aur iss paani se 1 Hapte (1 week) mein kam se kam do baar sir ko dho daale. To aap isse bhi try kijiye.

Aur friends, aap yeh bhi nuskha jarur follow kijiye.

 

 

 

*7:- Baal Badhane Ki Oil Aur Capsule.

 

A:- “CASTOR OIL”

To friends, castor oil ko sar (Head) par maalish karne se bahut saare fayde (Benifit) hai. Aur isliye naye baal ugne ka Oil bhi kahte hai. Aur friends, yeh ek puri tarah 100% Natural Oil hai. Aur iss oil se aapko koi bhi nuksaan (Disadvantage) nahi hai. to aa piss oil se din mein 2-3 baar laga kar maalish kare.

 

 

B:- “ARGAN OIL”

So friends, aapko pata hai ki, Argan Oil ko aap baal aur face dono par use kar sakte ho. Par aapko ek baat bata du ki yeh Argan Oil mehanga (Expensive) aata hai. Par friends, iss oil ke fayde bahut saare hai/ kyunki oil Pure Organic Oil hai, aur yeh oil sahi poshan deker naye baal ugaane mein madad karta hai. Par friends, mai aapko shifaras (Recommend) karta hu ki yeh oil aapke liye jyada behtar hoga.

 

 

C:- “HAIR GAIN SUPPLEMENT

To friends, aapke liye dusra bhi ek achha product hai, uss product ka naam hai ki, Hair Gain Supplement ke naam par bahut si capsules aur Tablets market mein hai. Aur kisi par bhi vishvas (Trust) kar ke apne paise mat dena. Par friends, mai aapko yeh batata hu ki, Hair Gain Supplement capsule ke baare mein maine yeh pata lagaya hai ki, iss capsules ke results bahut achhe hai. To friends, mai aapko shifaras (Recommend) karta hu ki yeh bhi oil aapke liye jyada behtar hoga.

Aur friends, aap yeh bhi nuskha jarur follow kijiye.

 

 

Aur friends, mai ummid karta hu ki aapko ye post jarur pasand aayi hogi. Aur friends aapko koi bhi problem hogi to aap mujhe comment ke through jarur batana.

Thank You👍👍

0 Comments:

एक टिप्पणी भेजें

Please do not enter any spam link in the comment box.