рдм्рд▓ॉрдЧ рдЦोрдЬें

beabouthealth, behealthy, smoking, diet, befit, exercise, abutheight, aboutweight, baldness, pimples, fever, common cold, cough, headche, stomachche,

Apni Health Kaise Badhaye In Hindi 2021| How To Increase Our Health In Hindi 2021| Full Information In Hindi 2021|

 

[DISCLAIMER:-  iss post mein jitne bhi maine tips bataye hai. Ye jo information hai yeh maine internet ki madad se li hai. To friends, aap kisi doctor ki salah lekar hi try kijiye.]

 


Hello friends, mera naam hai Pawan and welcome to back my site. So friends, aaj li iss post me hume  aapko ye batana hai ki, ‘Aap Apni Health Jaldi Kaise Badhaye’. Aur Saath Hi Saath hum aaako yeh batayenge ki aapke liye konsi Medicine, Workout, Gharelu Nuskhe, Khana-Peena, etc. iske baare me aapko me details bataunga. Aur iske madad (Through) se aap apni health aasani badha sakte hai.

Aur friends, aap roj-roj (Regular) apni movements badhani hogi. Aur friends har koi aadami yeh chahata hai ki, hamari body chust (Fit) ho. Aur hume chust rahane ke liye jaruri hai kyunki hume koi bhi bimariyon ka khatara nahi hota hai.

Aur roj-roj apni diet me khoob saari sabjiya (Vegetables) Aur falon (Furits) ko shamil karen. Aur iske madad se aap fit reh sakate hai. To friends aap isse jarur follow kijiye.

Aur Friends, mai aapko niche kuchh tips bataunga to aap iss tips ko jarur follow kijiye.

 

*1:- Fit Rahane Ke Liye Santulit Konsa Aahar Khaaye ?

 

*2:- Kya Neend Lene Se Aap Fit Reh Sakte Hai ?

 

*3:- Fit Rahane Ke Liye Kya-Kya Khaaye Aur Piye ?

 

*4:- Fit Rahane Ke Liye Vyavan (Workout) Kariye

 

*5:- Single Diet Plan.

 

*6:- Malai Aur Doodh Khaane Se Kya Hota Hai ?

 

*7:-  Fit Rahane Ke Liye Konsa Yoga Karna Sahi Hai ?

 

*8:- Fit Rahane Ke Liye Konsi Tablets, Dawa Sahi Rahegi ?

 

 

So friends, iss saari tips ki information maine niche de di hai, to aap isse jarur follow kijiye.



(*1:-) Fit Rahane Ke Liye Santulit Konsa Aahar Khaaye ?

Aur friends, aap fit rahane ke liye roj-tajaa fal (Fresh Fruit) sabjiya (Vegetable) Diet me khaaye aur yeh santulit Aahar aapko fit rahane ke liye madad karata hai. Aur doston saath hih saath aap protein bhi shamil karen. Jaise ki Chicken, Machhali (Fish) tofu aur beans.

Aur Dosto aapko saath hi saath urja (Energy) ki bhi jarurat hoti hai. To mai aapko bataunga ki aapko energy ke liye faydemand (Benifecial) kya hai. To doston energy ke liye body me bhi bahuti jaruri hota hai. Aur friends apane khaane me Carbohydrates jarur shamil karana.Kyunki Carbohydrates se aapki body sust (Fit) rahati hai, aur aapko kamjori (Weakness) bhi mahsus nahi hoga.

To Friends, Aap Yeh Tips Jarur Follow Kar Dijiye.

 

 

(*2:-) Kya Neend Lene Se Aap Fit Reh Sakte Hai ?

Haan Doston, kya sachmuch neend lene se hum fit reh sakte hai. Haan doston kahi logo ki neend puri tarah hoti nahi hai, to iske vajaj se bhi hum fit nahi reh sakate. Aur aap puri neend nahi lete ho to aapke Metabolism, Mood, Concentration, Stress Harmon Aur aapke (heart)  pe iska asar padataa hai.

Aur jab hum puri neend lete hai to tab hume pura aaram milta hai, Aur hamare body ko bhi fit rakhati hai. Aur friends hume roj-roj 7 to 8 Ghante (Hours) itani neend leni chahiye. Aur iske kuchh mahino (Month) baad aap ekdam thik ho jaoge. Aur saath hi saath aapki body  bhi rahegi.

To Friends, Aap Yeh bhi Tips Jarur Follow Kar Dijiye.

 

 

 

*3:- Fit Rahane Ke Liye Kya-Kya Khaaye Aur Piye ?

To doston, mai aapko ek salaah doonga ki, aap roj-roj Paushtik (Healthy) Khaana khaaye. Aur healthy khaane se hamari body Sharirik Aur Mansik  fit rehati hai. Aur Doston sabase pahile aapko 12 se 15 glass paani (Water) pure din me lena chahiye. Aur saath hi saath healthy drinks bhi leni chahiye. Jaise Ki Juice, Green Tea Aur Soup etc.




Aur Friends ab hum aate hai, khaane par to dosto aapko Chawal (Rice) aalu (Potato) aisi sabjiyaan (Vegetables) na khaaye. Kyunki iske vajah se aap mote ho sakte hai. Aur aap jyada se jyada Fruits, Salad, Pea, Mataki ye sab khaayen.

To Friends, Aap Yeh bhi Tips Jarur Follow Kar Dijiye.

 

 

 

 (*4:-) Fit Rahane Ke Liye Vyavan (Workout) Kariye


To Doston, sabse pahile aap dheere-dheere chaliye aur uske baad jogging kijiye. Aur aap gym me bhi jaa sakte ho. Aur humr fit rehana bhi bahuti jaruri hai, to aap ghar kr under mein bhi aap walk krar sakte hai. Aur workout se hume koi bhi bimari nahi ho sakti hai.

To Friends, Aap Yeh bhi Tips Jarur Follow Kar Dijiye.

 

 

 *5:- Single Diet Plan.



Friends, jo person ek hi tarike ka khaana khaata hai, to uss person ke liye bahut badi problem hoti hai ke unhe (Healthy) aur khoobsurat (Beautiful) body paane ko mushkil (Problem) aati hai. Aur jo log sachmuch fit rehana chahate hai to o accha khaana-peena khaaye piye . Aur Doston saath hi saath roj-roj alag naya (New) khaana khaayen.

To Friends, Aap Yeh bhi Tips Jarur Follow Kar Dijiye

 

 

*6:- Malai Aur Doodh Khaane Se Kya Hota Hai ?




HAan Friends, bilkul aap bhi ache rahane ke liye aur body ko fit rahane ke liye aur saath hi saath Wajan (Weight) Ghatane ke liye Malai Rahit Doodh (Milk) piye. Kyuki friends Malai wale doodh me Calories ka pramaan jyada hota hai. Aur Malai Rahit doodh me calories kam hoti hai to aapka Wajan (Weight) kam rakhane me madad karta hai. To Friends aap ye bhi ghar ko try kijiye.

To Friends, Aap Yeh bhi Tips Jarur Follow Kar Dijiye.

 

 

*7:-  Fit Rahane Ke Liye Konsa Yoga Karna Sahi Hai ?

Friends, aapko fit rahane ke liye Yoga karana bhi bahuti jaruri hai. To chaliye friens hum dekhate hai ki konsi hai, o Yoga.

 

(a):-“VIRBHADRASAN”

Virbhadrasan karane se hamari tango ko majboot  karati hai. Aur iss aasan se Bhujaayen Bhi Sudaul hoti hai.

 

 (b):-“UTKATAASAN”

Friends, utkataasan karane se body ke pichhale hisse me Majbooti Aur khoobsurati Aati Hai. Aur Jinake Ghutano me Dard  ya Blood  Pressure ki bimari ho use yeh Aasan Nahi Karna Chahiye.

 

(c):-“NAUKASAN”


To doston, Naukasan Aasan me kuchh second ke liye khud ko naav (Ship) ke Aakar Ka banana hota hai. Aur ye jo Aasan hai pure Body ko Laabhkaari (Benificial) hai.

To Friends, Aap Yeh bhi Tips Jarur Follow Kar Dijiye

 


*8:- Fit Rahane Ke Liye Konsi Tablets, Dawa Sahi Rahegi ?

To Friends, ab hum aapko batayenge ki aapke liye konsi dawa, Tablet sahi rahegi.

 

(a):-“GOOD HEALTH”

GOOD HEALTH Yeh Ek Ayurvedic Tablets Hai, Iss Dawa Se hum Fit reh sakte hai,. To Friends, mai ummid karta hu ki aap iss dawa Tablet ka jarur sevan karen


(b):-“EAZOL HEALTH TONIC”

EAZOL HEALTH TONIC Yeh tonic bhi hamare body ko fit rakhane ko kaam aata hai, To iska bhi karana chahiye.

 

Aur Friends, Mai Ummid Karata Hu Ki, Aapko Yeh Post Jarur Pasand Aaegi Aur Mujhe Comment Ke Through Jarur Batana

Thank YouЁЯСНЁЯСНЁЯСНЁЯСНЁЯСН

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

0 Comments:

рдПрдХ рдЯिрдк्рдкрдгी рднेрдЬें

Please do not enter any spam link in the comment box.