[DISCLAIMER:- iss post mein jitne bhi Maine tips bataye hai. Ye Jo information hai ye Maine internet ke madat se li hai. To aap Kisi doctor ki Salah lekar hi try Kijiye.]
Hello friends, aaj ki iss post mein Hume aapko ye batana hai ki, aap jaldi cigarette Kaise chhod Sakte Hai, Aur kuchh medicine, tablets ke baare me bhi batane wala hu. Ki iss medicine, tablets ke madat se aapki cigarette Kaise chhode.
Aur Friends, sabse pahile aapko pata hi Hoga ki cigarette Peene Se hamare body Ka bahut bada nuksaan hota hai, ki jaise ki bahut saare Rog bhi ho Sakte hai.
Jaise ki friends, Sabse jyada Cancer hone ka khatara hota hai. Aur Uske Baad aapka Fefdaa Puri Tarah se kharab hone ke bahut chances hote hai. ki jiske vajah se aapko saans Lene ki bahut taklif (Problem) Hoti Hai. Aur Friends, mai aapko ek baat bata du ki Aapne jaldi cigarette (smoking) peena Nahi chhoda to aapko bhavishya ( in future) mein bahut bimariyo ki problem ho jayegi, aur fir aapko bahut jyada pachtava Hoga. Aur Dosto, aap lambe samay tak Jeena chahate ho to aapko aaj hi cigarette (smoking) Chhodana Hoga.
Aur friends, aap sachmuch (seriously) cigarette (smoking) ki lat chhodana chahate hi to aap yeh post Aapke liye bahut jaruri hai, Kyunki aaj Mai iss post me cigarette (smoking) chhodane ki Dawa, Tablets ke baare me jankari doonga.
Aur Friends, Mai Niche Kuchh Tips Dene Wala Hu. Aap Jarur isse follow Kar dijiye.
*1:- Cigarette Peene Ki Lat Kaise Chhode ?
*2:- Konse Hai, Cigarette Chhodane Ke Gharelu Upay ?
*3:- Konse Hai, Cigarette Chhodane Ki Tablets, Medicines ?
Friends, Upar diye huye tips ko follow Kariye.Aur iss tips ki information Maine niche bhi dedi hai. Aur jarur padhiye. Aap Jarur follow Kar dijiye. Yeh Aapke liye bahut jaruri (Important) aur Faydemand (Beneficial) Hai.
(*1:-) Cigarette Peene Ki Lat Kaise Chhode ?
So friends, aaj mein aapko bataunga ki cigarette (smoking) ki lat kaise chhode.
(a)Sugarless Chewngum :-
Ek tarika hai Khoob saari Chewngum kharid le jisme Chini na ho. Iska ek fayada hai ki, cigarette ki crewing Kam hogi aur saath hi saath Kai shodh batate hai ki, Chewngum khaane se tanav (Tension) bhi Kam hota hai.
Friends, yeh tips Aap Jarur Follow Kijiye.
(*2:-) Konse Hai, Cigarette Chhodane Ke Gharelu Upay ?
To Dosto, ab hum dekhenge ki cigarette (smoking) Chhodane Ke Gharelu Nuskhe Kya Hai.
(A) Pyaj (Onion) Ka Ras:- Dosto cigarette Chhodane Ke Liye roj-roj 4chammach (spoon) Pyaj (Onion) Ka Ras Piye. Aur Uske Baad Subah-Subah 2 glass Gungune Paani me Nichod Kar Piye. aur saath hi saath aap Paani me shahad Ka istemal bhi Kar Sakte Hai. Aur Friends, iske vajah se aapka cigarette (smoking) Ki lat chhudane me bhi madat milegi.
(B) Ajvayan Aur Sauf:-
Friends, Ajvayan Aur Sauf ki barabar quantity mein aur Inn Dono se aadhi quantity mein Kala Namak (Salt) milakar baarik pislae. Aur Uske Baad thoda Sa nimbu (lemon 🍋) Ka Ras milakar raatbhar Rakh de. Aur subah garam tave (pan) par halaka bhun le at Uske Baad tight container mein band Karke rakhe. Aur friends, issi Tarah se aapka churan ban Jayega. Aur Uske Baad jab aapka man cigarette Peene ko lage to aap ye churan khaiye, khaa Sakte hai. Aur iss churan ke madat se aapki cigarette Peena chut Jayegi.
(C) Dalchini Aur Shahad:-
Friends, yeh bhi tips Aap Jarur Follow Kijiye.
(*3:-) Konse Hai, Cigarette Chhodane Ki Tablets, Medicines ?
(1):- "Nixit"
(2):- "Nicotex"
Friends, ye bhi tables Bahut Achhi Hoti hai jiska aap use Kar Sakte hai, cigarette (smoking) Chhodane ke liye. Aur Friends Yaad rakahana ki ye tables, Dawai regular khaani hai. Aur Kisi bhi medical store me available hai. Aur iss Dawai ka jarur aap Sevan kariye aapko dheere-dheere cigarette ki lat chhut jayegi.Aur friends, aapki cigarette Peene ki lat 2 mahine (months) mein Leni hai. Aur iss Dawai ki keemat jyada bhi Nahi hai.
(3):- "Ridtobak Liquid"
Dosto ye ek bahut achhi Ayurvedic Dawai hai, jiski madat se aap cigarette (smoking) Peena chhod Sakte hai. Aur ye Dawai liquid me hai.
Friends, yeh bhi tips Aap Jarur Follow Kijiye.
So friends, Main ummid karta hu ki aapko yeh Post Jarur Pasand Aayi Hogi. Aur Friends, kuchh sawal puchhne ho to comments Ke through jarur batana.
So Friends thank you 🙏🙏
helf ful information
जवाब देंहटाएं