[DISCLAIMER:- Iss Post Mein Jitne Bhi Maine Tips Bataye Hai.
Ye Jo Tips, Informations Hai Ye Maine Internet Ki Madad Se Li Hai. To Aap Kisi
Doctor Ki Salah Lekar Hi Try Kijiye.]
Pith Dard Ka Upaay |
Pithdard ke gharelu upchar 2021 | Hello friends, mera naam hai Pawan and welcome to back my Site. So friends, aaj ki iss post mein aapko hum ye batane wale hai ki, agar aapko pithdard (Back Pain) hai to aap hamare yeh nuskhe jarur follow kijiye. Kyunki frends, pithdard (Back Pain) ek aisa dard hai ki, hum iss dard ko sahan nahi kar sakte. Aur pithdard (Back Pain) duniya bhar laakho logo ko pareshaan karne wala ek dard hai, aur friends, aur ab aisa ho gaya hai ki pahile bujurg (old man) logo ko pithdard (Back Pain) hota tha. Aur ab Bujurg (Old Man) hi nahi ab kam umra (Age) ke log bhi pithdard (Back Pain) ko lekar pareshaan hai.
Aur kamjor hone ke kaaran umra (Age) badhane ke saath pith
me dard hone lagta hai. Aur pith dard khud hi kisi samsya (Problem) yaa kisi
anya bimari ka lakshan (Symptoms) ho sakta hai. To friends, mai aapko suggest
karta hu ki, aap jyada pain ke tablets mat dijiye. Kyunki budhape mein aapko
bahut jyada taklif ho sakti hai.
To aap mujhe bologe ki, tablets nahi lenge to pithdard (Back
Pain) kam kaise hoga. To mai aapko bataunga ki aapko koi tablets lene ki
jarurat nahi hai. Kyunki, mai aapko aaj pithdard (Back Pain) ke Gharelu Nuskhe
bataunga. Ki iske through aapke pithdard (Back Pain) ka dard (Pain) kam hoga.
Aur friends, saath hi saath mai aapko pithdard (Back Pain) kyun hota hai? Iske
kaaran (Reason) and Lakshan (Symptoms) yeh bataunga.
(*1:-) Pithdard (Back Pain) Ke Kaaran (Reason).
A:- Neend sambandhi vikar waale log bhi pith dard se
pareshaan ho sakte hai.
B:- Aur friends, Tanaav (Tension) pith ki maaspeshiyon mein
ainthan, Masspeshiyon mein taanav aur girne se sambhadhit (Relatives) se
Pithdard hota hai.
C:- Motapa yaa sharir (body) ka bahut jyada weight hai, to
hume bahut se log adhik wale hote hai. Aur wajan (Weight) hamare sharir par
bahut adhik tanaav (Tension) padta hai. Jisse hume Pithdard (Back Pain) ka
jyada dard hota hai.
(*2:-) Pithdard (Back Pain) Ke Lakshan (Symptoms).
A:- Pithdard (Back Pain) ka mukhya lakshan pith ke nichle
hisse mein halka-halka dard hota hai.
B:- Aura ap siddha khada nahi ho sakte.
C:- Aur uske baad pith ka kam mud paana aur mudne par dard
hona.
2. Sirdard Ke Gharelu Nuskhe In Hindi 2021
Aur friends, mai aapko niche kuchh tips batane wala hu, to
aa piss tips ko jarur follow kijiye.
*1:- Pithdard (Back Pain) Ko Kaise Roke?
*2:- Khas-Khas.
*3:- Lahsun (Garlic).
*4:- Gehu (Wheat).
*5:- Sendha Namak (Rock Salt).
*6:- Sarso Ka Tel (Mustured Oil).
*7:- Garm Paani (Hot Water).
*8:- Pithdard (Back Pain) Se Kaise Bache?
Friend upar maine aapko jo tips dedi hai, uski jankari
(Information) maine niche dedi hai. To aap iss tips ko jarur follow kijiye.
*1:- Pithdard (Back Pain) Ko Kaise Roke?
To friends, aap ek kaam kijiye app roj-roj aap healthy khaana khaaiye, jisme khoob sara Calcium ho aur Vitamin D ho. Aur yeh sahi aahar sharir ke Atirikt wajan (Weight) kam karne ke mein madad karega. Aur friends uske baad aap bhaari wajan bilkul mat uthaiye. Aur ek baar mein lambe samay (Time) tak na to baithe aur na hi khade rahe.
To friends, aap yeh tips follow kar sakte hai.
*2:- Khas-Khas.
Uske baad friends, ek-ek cup chammach (Spoon) khas-khas ke beej aur misri ka powder roj subah shaam do -do chammach (Spoon) ek glass doodh mein daalkar piye. Yeh jaldi-jaldi hi aapko kamar dard mein aaram dilayega. To friends, aap yeh nuskha jarur try kijiye isse aapka Pithdard (Back Pain) jaldi se thik ho jaayega.
To friends, aap yeh bhi tips follow kar sakte hai.
*3:- Lahsun (Garlic).
Friends, aap ek kaam kijiye ki, roj-roj subah khaali pet lahsun ki 3-4 kaliyo ka sevan karna. Isse sirf aapke kamar ko hi nahi balki sharir (Body) ke kahi hisso ko fayda hoga. Aur lahsun ka tel (Oil) banana ke liye coconut oil, mustered oil nahi to til mein lahsun ki kaliya kaali na pad jaaye. Aur uske aap use Thanda hone dijiye. Aur uske baad friends, aap lahsun ke tel (oil) se maalish kare. Aur aapko jaldi hi Pithdard (Back Pain) se aaram milega.
To friends, aap yeh bhi tips follow kar sakte hai.
*4:- Gehu (Wheat).
To friends, aap ek kaam kijiye ki, aap raat ko ek mutthi gehu (Wheats) ko paani daalkar rakh de. Aur subah ke baad iss gehu (Wheats) ko paani se alag kar le aur uske baad ek glass doodh mein daalkar garm (Hot) kare. Aur iss paani ko din mein do baar piye. Aur doston uske baad aapka Pithdard jaldi se jaldi thik ho jaayega.
To friends, aap yeh bhi tips follow kar sakte hai.
*5:- Sendha Namak (Rock Salt).
Namak mein paani daalkar gadha pest taiyar kare. Aur uske baad aap ek kapde mein daalkar nichod de. Jisse ki bacha hua paani bhi baahar nikal jaaye. Aur uske baad iss pest ko apni pith mein lagaaye. Aur uske baad aapka Pithdard thik ho jaayega.
To friends, aap yeh bhi tips follow kar sakte hai.
*6:- Sarso Ka Tel (Mustured Oil).
Aur friends, Sarso ka tel (Oil) Aur lahsun yeh dono hi cheeje aapki kitchen mein jarur hota hai. To friends, aap ek kaam kijiye ki, aap Ek Lep tayar kijiye. To iske liye aap aadha katori Sarso ka tel (Oil) 40gm Lahsun ki kaliya chhilkar daale. Aura ap isme saath hi saath aap do chammach (Spoon) Ajwain ke daane bhi mila le.aur uske baa diss mishran (Mixure) ko tave (Pan) par halki aanch par garm kare. Aur uske baad aap isse Thanda hone dijiye. Phir iski maalish apane Pith par kare.
To friends, aap yeh bhi tips follow kar sakte hai.
*7:- Garm Paani (Hot Water).
To friends, aap bhaap se maalish karna bhi ek Ayurvedic upchhar hai. Pith mein dard uthe to kisi bade bartan mein paani garm (Hot) kar le. Aur uske baad ab ek naram (Soft) aur sukhs tauliya (Towel) lekar garm paani mein daale aur use nichod le. Aur uske baad ab iss tauliya (Towel) ki bhaap Pithdard wale hisse par lene se dard mein aaram milta hai. To friends, aap ye bhi nuskha try kijiye.
To friends, aap yeh bhi tips follow kar sakte hai.
*8:- Pithdard (Back Pain) Se Kaise Bache?
Friends, aap Pithdard (Back Pain) Se Kaise Bache to aap kuchh tips ko follow kijiye aur uske baad aapka Pithdard Dard nahi karega.
Kam Wajan Uthaaye.
To friends, aap ye dhyan rakhe ki, aapko bhaari wajan nahi uthana hai. Aur aapke pith ka dard ka doshi aapka bag ya briefcase hi hota hai. Aur hume din bhar bhaari Bag yaa Briefcase nahi uthaana hai. Kyunki , isse hamari gardan (Neck) par dabaav padta hai. Aur uske baad aapko ab yehi kaam karna hai ki, aajse aapko kuchh bhi karke bhaari wajan nahi uthaana hai. Aur uske baad aapki (Daily Routine) ke kaaran aapki maaspeshiyaa sakth ho sakti hai. Aur iske wajah se Pith ke nichle hisse mein dard ki sambhavna bhi kam hoti hai.
To friends, aap yeh bhi tips follow kar sakte hai.
Bukhar Aane Par Gharelu Nuskha 2021 In Hindi
Aur friends, mai ummid karta hu ki aapko ye post jarur
pasand aayi hogi. Aur friends aapko koi bhi problem hogi to aap mujhe comment
ke through jarur batana.
Thank You👍👍